Two Liners...

by Aryaan on September 21, 2005, 07:44:50 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 31
Print
Author  (Read 30189 times)
roshni246
Guest
«Reply #90 on: January 27, 2006, 10:00:51 AM »
zakham kuch aise mile ke phoolon par soya na gaya......!!!
jal kar dil khaak hua, ankhon se roya na gaya...!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
~~two liners~~ by tabassum shakeel in Shayri-E-Dard « 1 2 ... 6 7 »
Do Line Mohabbat Ke Naam... 2 Liners..!! by _Vicky_ in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 199 200 »
Some 2 Liners...Jazbaat by jazbaat in Share: Poetry of Pain
Two Liners by songwriter_123 in Miscellaneous Shayri
MOHABBAT KEEJIYE ( 2- liners ) by surindarn in Shairi - E - Zindagi
tushar_4u_im
Guest
«Reply #91 on: January 27, 2006, 10:30:50 AM »
Quote from: "nirbhay"
Quote from: "tushar_4u_im"
aandhero me humesha gam ki hi sehparsasti hoti ha ....

ujalo me aa ker dekh hum ker rahe hai tera intzarr bahe failaker....

Ke Virano.n se Dagaa paane ki Sehparasasti nahi hoti hai...
Aapne to fhir bhi dhokha kha jaatein hai bahoon mein reh kar bhi..!

intzaar tu ker aandhero me hum bhi kerte hai intzarr ujale me reh ker.,....

dekhte hai kaun kerta hai daga humari dharkano se milker....
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #92 on: January 27, 2006, 10:41:47 AM »
Quote from: "Roshni"
zakham kuch aise mile ke phoolon par soya na gaya......!!!
jal kar dil khaak hua, ankhon se roya na gaya...!!

Jo dil lagi tujhe phool.on se nasib na hui meri humkalam
Kaanntey ka ehsaas to deda-e-tarr se bhi na baha sakogi....
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #93 on: January 27, 2006, 10:56:08 AM »
Quote from: "nirbhay"
Quote from: "Roshni"
zakham kuch aise mile ke phoolon par soya na gaya......!!!
jal kar dil khaak hua, ankhon se roya na gaya...!!

Jo dil lagi tujhe phool.on se nasib na hui meri humkalam
Kaanntey ka ehsaas to deda-e-tarr se bhi Juda na hoga....

dil jala muskurai jalane wale....khud hi kyu wehshi hue dil ko basane wale....

hum to baithe hai aab talak aag bujhne k intzzarr me.....banayange aapna ghar phir se ek barr lutne k liye
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #94 on: January 27, 2006, 11:41:00 AM »

Lutt gayi meri saari khushian beech bazaar mein,
Jal kar khaak ho gaya yeh Dil aye sanam tere pyar mein........
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #95 on: January 27, 2006, 11:51:35 AM »
Quote from: "badnaam_shayar"

Dil roya naa soyi saari saari raat ye ankhiyan hijr-o-dewaar mein
Ke rooh rooh abb chubti hai meri bewafii aaur tere pyar mein
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #96 on: January 27, 2006, 01:44:28 PM »
very nice Nirbhay, Roshni, Tushar & BD....
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #97 on: January 27, 2006, 02:31:32 PM »
Ke dil ko jaala kar mujhko bhuja diya teri dil lagi ne
Aab kiya tujhse Shikwa ke too bhi basar kar zindagi dil lagi mein
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #98 on: January 27, 2006, 03:23:24 PM »
Quote from: "nirbhay"
Ke dil ko jaala kar mujhko bhuja diya teri dil lagi ne
Aab kiya tujhse Shikwa ke too bhi basar kar zindagi dil lagi mein

maine tujhe chaha tum hi dillagi samajhker hume bewafa keh gaye....

waqt hi to manga tha thoda sa tum samajhe dillagi humare pyar ko or hume bewafa keh gaye
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #99 on: January 27, 2006, 03:34:25 PM »
Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "nirbhay"
Ke dil ko jaala kar mujhko bhuja diya teri dil lagi ne
Aab kiya tujhse Shikwa ke too bhi basar kar zindagi dil lagi mein

maine tujhe chaha tum hi dillagi samajhker hume bewafa keh gaye....

waqt hi to manga tha thoda sa tum samajhe dillagi humare pyar ko or hume bewafa keh gaye

bewafa hum nahi yeh waqt tha,
waqt tha zaalim....par pyar bhi toh kam tha.......
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #100 on: January 27, 2006, 05:24:29 PM »
Quote from: "badnaam_shayar"
Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "nirbhay"
Ke dil ko jaala kar mujhko bhuja diya teri dil lagi ne
Aab kiya tujhse Shikwa ke too bhi basar kar zindagi dil lagi mein

maine tujhe chaha tum hi dillagi samajhker hume bewafa keh gaye....

waqt hi to manga tha thoda sa tum samajhe dillagi humare pyar ko or hume bewafa keh gaye

bewafa hum nahi yeh waqt tha,
waqt tha zaalim....par pyar bhi toh kam tha.......

Socha nahi tha ki Jeeney ke liye Dard Sawarne honge Kabhie
Muskauraye Jo....Muskurane ke Karz Bhi Utarne Honge Kabhie
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #101 on: January 27, 2006, 05:47:05 PM »
Quote from: "nirbhay"
Quote from: "badnaam_shayar"
Quote from: "tushar_4u_im"
Quote from: "nirbhay"
Ke dil ko jaala kar mujhko bhuja diya teri dil lagi ne
Aab kiya tujhse Shikwa ke too bhi basar kar zindagi dil lagi mein

maine tujhe chaha tum hi dillagi samajhker hume bewafa keh gaye....

waqt hi to manga tha thoda sa tum samajhe dillagi humare pyar ko or hume bewafa keh gaye

bewafa hum nahi yeh waqt tha,
waqt tha zaalim....par pyar bhi toh kam tha.......

Socha nahi tha ki Jeeney ke liye Dard Sawarne honge Kabhie
Muskauraye Jo....Muskurane ke Karz Bhi Utarne Honge Kabhie

Pyar mein Hisaab Kitaab nahi dekha jata,
KARZ yeh Jindagi bhar ka Yunhi do palon mein nahi utara jata
Logged
Pooja
Guest
«Reply #102 on: January 28, 2006, 12:43:58 AM »
do palo mai jee li, humne apni zindagi
jaane wale ke sath kayun nahi mara jaata
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #103 on: January 28, 2006, 01:46:31 AM »
Good Ones Friends...

Paighaam zindagi ne diya maut ka mujhe
Marane ke intezaar mein jeena pada mujhe
Logged
tushar_4u_im
Guest
«Reply #104 on: January 28, 2006, 04:58:14 AM »
gam bhi sulagte rahe...wafai bhi jalti rahi......

hum aab tak baithe hai ek ha ki khatir unki
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8 9 10 11 ... 31
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 11:43:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer