Udaas

by ~princess~ on September 24, 2007, 09:53:35 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2218 times)
redwhitegang
Guest
«Reply #15 on: September 25, 2007, 10:29:07 AM »
wo aayin hai jagmagati nazaron ke saath
wo aayin hai khil khilati baharon ke saath
dekho to kaisa mehek utha hai ye gulista hamara
kyun k wo aayin hai aapni wahi purani aalfazo  ke saath

welcome princess Winking
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
udaas udaas sa manzar dikhai deta hai by nadanashiq in Shayeri for Dard -e- Bewafai
~@~@~@~@~@~Chandaa Bhi Udaas Hai ~@~@~@~@~@~@ by sandeepika in Ghazals
Ek Udaas Phool... by Aryaan in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Dil udaas hai.. by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Tabiyat udaas rahti hai by afrozpasha in SMS , mobile & JOKES
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #16 on: September 25, 2007, 06:34:40 PM »
BAHUT KHOOB ROSHNI....EK KOSHISH MERE TARAF SE...

MUSKURAANE PAR PAABANDI HAI
ASHKO KI BHI KAHA KAMI HAI
ANDHIYAARA HI ANDHIYAARA HAI
AUR SUBEH BHI SEHMI-SEHMI HAI
SOCH RAHA HOON ZINDAGI AAJ ITNI
SAWAALO MEIN KYON BANDI HAI

CHUPE HUE HAI KAI TOOFAN IN AANKHO MEIN
BEH NA JAAYE JAZBAAT PAANI BANKE  AANKHO SE
ZINDAGI BHI APNI  GHAMO KI EK NADI HAI
HAAL-E-DIL BAYAAN KARE KIS SHAKS SE YAHAN "KHWAISH"
SAB KE CHEHRE PE MAINE UDASSI HI DEKHI HAI
Logged
~princess~
Guest
«Reply #17 on: September 25, 2007, 06:38:58 PM »
Quote from: "redwhitegang"
wo aayin hai jagmagati nazaron ke saath
wo aayin hai khil khilati baharon ke saath
dekho to kaisa mehek utha hai ye gulista hamara
kyun k wo aayin hai aapni wahi purani aalfazo  ke saath

welcome princess Winking




Thxxxxxx shahidddddddd
Logged
~princess~
Guest
«Reply #18 on: September 25, 2007, 06:45:45 PM »
Quote from: "khwaish"
BAHUT KHOOB ROSHNI....EK KOSHISH MERE TARAF SE...

MUSKURAANE PAR PAABANDI HAI
ASHKO KI BHI KAHA KAMI HAI
ANDHIYAARA HI ANDHIYAARA HAI
AUR SUBEH BHI SEHMI-SEHMI HAI
SOCH RAHA HOON ZINDAGI AAJ ITNI
SAWAALO MEIN KYON BANDI HAI

CHUPE HUE HAI KAI TOOFAN IN AANKHO MEIN
BEH NA JAAYE JAZBAAT PAANI BANKE  AANKHO SE
ZINDAGI BHI APNI  GHAMO KI EK NADI HAI
HAAL-E-DIL BAYAAN KARE KIS SHAKS SE YAHAN "KHWAISH"
SAB KE CHEHRE PE MAINE UDASSI HI DEKHI HAI



Very gud awesome reply khwaish....

Jab tak is dil ne tere khwab sajaye na the
Humne dard mein khabi lamhe bitaye na the
mushkurate the shaam o shaher hum
Askh khabi in ankhon mein aye na the
narazgi mein bhi khud ko mana lete
Tum to khabi inhe manane aye na the
Roothne ka bahana hum khud hi dhundlete
k tum to khabi hume satane aye na the
Khabi jigar par sar rakh kar dadkan k raz sunaye nahi
Saath hokar bhi ek hona k jazbat dikhaye na the
Yeh chaht bhi koi chaht hai na khushi na bekarari
Lafzon se ikarar karke Nazro mein hum khabi samaye na the
kaise hum tujhpe aitbaar karein kaise mohobbat ki aas
K kya hai mohobbat aj tak is sach se tumne taluq karaye na the

Kya hua aye mere humraaz teri us diwangi k sabab ko
Ke yunhi dil behlane to humari gali tum aye na the?Huh??


~Roshni~
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #19 on: September 25, 2007, 06:50:45 PM »
Quote from: "~princess~"
Quote from: "khwaish"
BAHUT KHOOB ROSHNI....EK KOSHISH MERE TARAF SE...

MUSKURAANE PAR PAABANDI HAI
ASHKO KI BHI KAHA KAMI HAI
ANDHIYAARA HI ANDHIYAARA HAI
AUR SUBEH BHI SEHMI-SEHMI HAI
SOCH RAHA HOON ZINDAGI AAJ ITNI
SAWAALO MEIN KYON BANDI HAI

CHUPE HUE HAI KAI TOOFAN IN AANKHO MEIN
BEH NA JAAYE JAZBAAT PAANI BANKE  AANKHO SE
ZINDAGI BHI APNI  GHAMO KI EK NADI HAI
HAAL-E-DIL BAYAAN KARE KIS SHAKS SE YAHAN "KHWAISH"
SAB KE CHEHRE PE MAINE UDASSI HI DEKHI HAI



Very gud awesome reply khwaish....

Jab tak is dil ne tere khwab sajaye na the
Humne dard mein khabi lamhe bitaye na the
mushkurate the shaam o shaher hum
Askh khabi in ankhon mein aye na the
narazgi mein bhi khud ko mana lete
Tum to khabi inhe manane aye na the
Roothne ka bahana hum khud hi dhundlete
k tum to khabi hume satane aye na the
Khabi jigar par sar rakh kar dadkan k raz sunaye nahi
Saath hokar bhi ek hona k jazbat dikhaye na the
Yeh chaht bhi koi chaht hai na khushi na bekarari
Lafzon se ikarar karke Nazro mein hum khabi samaye na the
kaise hum tujhpe aitbaar karein kaise mohobbat ki aas
K kya hai mohobbat aj tak is sach se tumne taluq karaye na the

Kya hua aye mere humraaz teri us diwangi k sabab ko
Ke yunhi dil behlane to humari gali tum aye na the?Huh??


~Roshni~


BAHUT KHOOB ROSHNI..BAHUT  HI ACHA LIKHA HAI AAPNE..
Logged
~princess~
Guest
«Reply #20 on: September 26, 2007, 01:05:57 PM »
thxxx khwaish


Kaise tujhe chahun kaise pyaar karun
tu jo ruswa hojaye to kaise ikrar karun

Har koi meri gali mein tujhe bewafa kare
Yeh alfaz sun kar kaise tujhpe aitbaar karun

Jo tu bhi Mohobbat jataye na humse
to kaise yeh dil o jaan tujhpe nisaar karun

Kahin kal sabkuch luta kar mera hi ghar lutgaya
In baaton ki soch mein kaise jhoota ikrar karun

Tu kehta hai mera intezaar kar mein aunga zarur
Na koi thikana mera hai jo kahan tera intezaar karun?

Duniya ki kadi dhoop mein kahin hum murja na jayein
Nazuk khud hokar kaise duniya se takrar karun?


~Roshni~
Logged
Roja
Guest
«Reply #21 on: September 26, 2007, 02:39:38 PM »
wow Roshni.. bahut khoob... aap chaa gayee hai...  :D  :D
Logged
~princess~
Guest
«Reply #22 on: September 26, 2007, 03:04:26 PM »
thxxxx rojaaaaaaaa

dard mein mera ghar hai bohot din bad aye hai na settle hona baki hai :lol:
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #23 on: September 26, 2007, 03:42:14 PM »
BAHUT KHOOB...
 
BAHUT DARD SEHTE HO,
PAR  SHIKAYAT KYON NAHI KARTE...
SHIKVE GILE TO HAR RISHTE MEIN HOTE HAI
DARD BHAR JANE PAR BHI
PHIR INAYAT KYON NAHI KARTE...

NAHI KUCH BOLTE,CHUP SE REHTE HO..
AANSUO SE APNE BHAGAWAT KYON NAHI KARTE..

MAANA HUMNE ISHQ MEIN MILE ZAKHM
BAHUT DARD DETE HAI PAR GUMSUM KYON HO?
 BHOOL KE BEETE LAMHON KO,
NAYI SHURUWAAT KYON NAHI KARTE...

ISHQ MEIN WOH DEEWANA
TOD AAYA DAR-O-DEEWAR JAANE KITNE,
ZAMEEN KE USS FARISHTE SE  
PHIR MOHABBAT KYON NAHI KARTE...
Logged
ISHPREET
Guest
«Reply #24 on: September 27, 2007, 05:42:30 AM »
Quote from: "khwaish"
BAHUT KHOOB...
 
BAHUT DARD SEHTE HO,
PAR  SHIKAYAT KYON NAHI KARTE...
SHIKVE GILE TO HAR RISHTE MEIN HOTE HAI
DARD BHAR JANE PAR BHI
PHIR INAYAT KYON NAHI KARTE...

NAHI KUCH BOLTE,CHUP SE REHTE HO..
AANSUO SE APNE BHAGAWAT KYON NAHI KARTE..

MAANA HUMNE ISHQ MEIN MILE ZAKHM
BAHUT DARD DETE HAI PAR GUMSUM KYON HO?
 BHOOL KE BEETE LAMHON KO,
NAYI SHURUWAAT KYON NAHI KARTE...

ISHQ MEIN WOH DEEWANA
TOD AAYA DAR-O-DEEWAR JAANE KITNE,
ZAMEEN KE USS FARISHTE SE  
PHIR MOHABBAT KYON NAHI KARTE...


Kya Baat hai Khwaish...bahut khoob. =D> .Roshni humne aapko pehli baar padha..kamal ka likhte hai aap.. =D>

Mila hai sab kuch apne naseeb se,
to kisi se fariyaad kya kare
dil hai pareshan to jazbaat kya kare,
aap kehte ho bhool ke beete lamhon ko,
nayi shuruwat kyon nahi karte
jo zakhm ab tak na bhar paaye
un zakhmo ka kya kare??
Logged
Roja
Guest
«Reply #25 on: September 30, 2007, 12:43:04 PM »
Quote from: "ISHPREET"
Quote from: "khwaish"
BAHUT KHOOB...
 
BAHUT DARD SEHTE HO,
PAR  SHIKAYAT KYON NAHI KARTE...
SHIKVE GILE TO HAR RISHTE MEIN HOTE HAI
DARD BHAR JANE PAR BHI
PHIR INAYAT KYON NAHI KARTE...

NAHI KUCH BOLTE,CHUP SE REHTE HO..
AANSUO SE APNE BHAGAWAT KYON NAHI KARTE..

MAANA HUMNE ISHQ MEIN MILE ZAKHM
BAHUT DARD DETE HAI PAR GUMSUM KYON HO?
 BHOOL KE BEETE LAMHON KO,
NAYI SHURUWAAT KYON NAHI KARTE...

ISHQ MEIN WOH DEEWANA
TOD AAYA DAR-O-DEEWAR JAANE KITNE,
ZAMEEN KE USS FARISHTE SE  
PHIR MOHABBAT KYON NAHI KARTE...


Kya Baat hai Khwaish...bahut khoob. =D> .Roshni humne aapko pehli baar padha..kamal ka likhte hai aap.. =D>

Mila hai sab kuch apne naseeb se,
to kisi se fariyaad kya kare
dil hai pareshan to jazbaat kya kare,
aap kehte ho bhool ke beete lamhon ko,
nayi shuruwat kyon nahi karte
jo zakhm ab tak na bhar paaye
un zakhmo ka kya kare??


Ishpreet .... very good lines... keep up..
Logged
Roja
Guest
«Reply #26 on: September 30, 2007, 12:48:21 PM »
Kwahishe poori na ho kuch pyas rehne de
Magruri main bhi doston ko mere pass rehne de

Milkar juda huwe na jane kitne log
Unki koyee yaad mere dil main rehne de

Tum keval sach aur mai jhooti hi sahi
Be-kasoor rehne ka mann main bram to rehne de

Asho-aaram se rahi mai sari umer ber
Bachi zindagi main toda gam to rehne de

Malik tere darbar main sabhi hai khushnuma
Abhi gulmohar ke tale mujhe udas rehne de..

Roja
[/color]
Logged
faiiz_76
Guest
«Reply #27 on: October 01, 2007, 09:43:58 PM »
nice jee ..
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:51:48 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer