badnaam_shayar
Guest
|
«Reply #60 on: August 13, 2006, 10:45:08 AM » |
|
Zakhm hai kuch mere Jism pe..... Tum unpe apne AShQ baha dia karo......
Dekho tadapta hai Chand aaj Roshni ko...... Mujhe dekh tum bhi chatt par aa jaya karo.......
Likhta hu ab toh Dard me bhi IShQ ke faasle...... Tum bhi aye Sanam kabhi inpar Nazar daal jaya karo.......!!!!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #61 on: August 13, 2006, 11:22:08 AM » |
|
very nice work Gaurav......... Ranjana...... bahot ko jamaye heu hain....:lol:
Yeh dukh nahi ki andheron se sulah ki maine malal yeh hai ki ab subah ki talab bhi nahi.........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #62 on: August 13, 2006, 02:21:31 PM » |
|
bahut khoob waheed and gaurav ..........
subeh tak shama jalti hai parwaane ke liye par jal ke bhi usko apna bana nahi sakati
mil jaati do pal bhi unke saath jeene ki dua toh yeh zindagi yun dar badar manzil ki talash mein na bhatki hoti
|
|
|
Logged
|
|
|
|
waheed_rose2004
Guest
|
|
«Reply #63 on: August 13, 2006, 06:02:01 PM » |
|
Shukriya Ranajan........ very nice again.....
Kisi ko jaan se badhkar na chaho kabhi ki is raah-e-mohabbat mein nuksaan badaq hota hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #64 on: August 14, 2006, 04:40:36 AM » |
|
bahut khoob .....
is rahe mohbbat mein kho jaata hai sakon dil ka aur dard A dil ka hadasa baar baar hota hai
fir bhi log karte hain mohbbat kyu jab ishq ka anjaam yahi dard hi hota hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Naya_Daur
Guest
|
|
«Reply #65 on: August 14, 2006, 04:48:40 AM » |
|
sahi kaha ranjana ji
jo tu nahi hai mere pass udhaas hai meri zindagi ki har sham
til til marta jaye yeh jism mera birha ki jab jalaye yeh agg
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #66 on: August 14, 2006, 05:27:28 AM » |
|
bahut khoob jeet .........
yeh aag ishq ki jab lag jaati hai sach mein yeh bahut rualati hai
na paata hai dil chain kahi bas ek ajab si tadap dil mein panap jaati hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Naya_Daur
Guest
|
|
«Reply #67 on: August 14, 2006, 05:38:45 AM » |
|
wah ranjana ji.. app toh mere dil ki likh raheho..
dil jaale ya toote jab pyaar mein girte hain ashk phir har bahar mein na chain kabhi mil paya,bin yaar ke deedar se pal pal dhadkan phir rukti jaye,dard ki ahh se...!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #68 on: August 14, 2006, 05:46:56 AM » |
|
wah ranjana ji.. app toh mere dil ki likh raheho..
dil jaale ya toote jab pyaar mein girte hain ashk phir har bahar mein na chain kabhi mil paya,bin yaar ke deedar se pal pal dhadkan phir rukti jaye,dard ki ahh se...!!! shukriya jeet ..woh tumhare words ne mujhe kaha ki yeh likhu... :wink: woh kyu mujhe dur dur rehta hai ek dard se mera dil jal uthata hai bas ek jhalk mil jaaye mujhe unki kyu preshaan mujhe woh itna karta hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Naya_Daur
Guest
|
|
«Reply #69 on: August 14, 2006, 06:03:55 AM » |
|
khud se door,khud se bekhabar tere khayal mein doobe rehne ki adat si ho gayi neend khoyi,chain gawaya tere intezar mein zindagi meri viraan si ho gayi
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #70 on: August 14, 2006, 06:57:03 AM » |
|
veerno mein bhi hum tujhko pukaara karte hain bas sirf tere naam le le ke ab jeete hain marte hain khud hi baha ke chhipa lete hain ashq apne jab bhi teri yaado ke phool dil mein khila karte hain
|
|
|
Logged
|
|
|
|
badnaam_shayar
Guest
|
|
«Reply #71 on: August 14, 2006, 08:00:54 AM » |
|
Gud One Ranju
Bematlab hai mera Dunia se Poochna..... Ke jo hua hue woh kyu hua......
Kiss Zurm ki hai mujhko mili Saja..... Koi bata de bas maine aisa kya kia.........!!!!!!!!!!!.......NM
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #72 on: August 14, 2006, 09:08:42 AM » |
|
na jaane har kisi ko yeh dhokha kyu raha ki uska ghum mere se kam raha
har koi jala hain yahan apni hi aag mein har kisi ka aanchal aansu se nam raha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
gumnam
Guest
|
|
«Reply #73 on: August 24, 2006, 02:06:11 PM » |
|
na jaane har kisi ko yeh dhokha kyu raha ki uska ghum mere se kam raha
har koi jala hain yahan apni hi aag mein har kisi ka aanchal aansu se nam raha BAHUT KHUB LIKHA AAPNE...
MILTE HAI PAR MIT TE HAI KAHA FAASLE DIL KE, LAATI HAI KAHA RANG MULAKAT HUMARI. HAR NAZM MEIN US SHOKH SE HOTE HAI MUKHATIB, SHAYAD USE LAG JAAYE KABHI BAAT HUMARI...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ranjana
Guest
|
|
«Reply #74 on: August 24, 2006, 05:17:04 PM » |
|
na jaane har kisi ko yeh dhokha kyu raha ki uska ghum mere se kam raha
har koi jala hain yahan apni hi aag mein har kisi ka aanchal aansu se nam raha BAHUT KHUB LIKHA AAPNE...
MILTE HAI PAR MIT TE HAI KAHA FAASLE DIL KE, LAATI HAI KAHA RANG MULAKAT HUMARI. HAR NAZM MEIN US SHOKH SE HOTE HAI MUKHATIB, SHAYAD USE LAG JAAYE KABHI BAAT HUMARI...behad khubsuart likha hai aapne .. teri baate mere dil per kayaamat dhaati hain ek pal bhi yeh aankhe bin chalke na reh paati hain baat hum bhi keh jaate hain unse apne lafazo mein mere in lafazo ki jubaan kya unko bhi samajh mein aati hai...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|