udas hai jindagi ki raat......

by ranjana on June 22, 2006, 01:23:36 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
Print
Author  (Read 8551 times)
angel4u
Guest
«Reply #90 on: October 21, 2006, 06:05:55 PM »
thanks gumnam...

Aapki Yaad Aati Rehti Hai HardaM,
ChasM-E-NaM Muskurati Rehti Hai HardaM,

Door Ke Chand Dil Me Utarte Rehte Hai,
Chandni Aansu Bahati Rehti Hai HardaM,

Baharon Ke Din Bhi Kabhi Khilte The Meri Zindagi Mein,
Ab To Veeraniyon Ke Badal Chhaye Rehte Hai HardaM,

Saath TuMhara Diye Rakhta Tha Ehsaas Jeene Ka,
Magar Ab Na TaMaM Zindagi Jeene Ko Dil Chahta Hai HardaM!!!
* * * * *
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
udas by zindagi_kal_ho_na_ho in Shayri-E-Dard
UDAS HO? by shoukat in SMS , mobile & JOKES
udas by jeetufor_u in Shayri-E-Dard
udas hun mai by vikas2210 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
*Udas Nahi* by Roja in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
waheed_rose2004
Guest
«Reply #91 on: October 21, 2006, 06:50:45 PM »
Quote from: "angel4u"
thanks gumnam...

Aapki Yaad Aati Rehti Hai HardaM,
ChasM-E-NaM Muskurati Rehti Hai HardaM,

Door Ke Chand Dil Me Utarte Rehte Hai,
Chandni Aansu Bahati Rehti Hai HardaM,

Baharon Ke Din Bhi Kabhi Khilte The Meri Zindagi Mein,
Ab To Veeraniyon Ke Badal Chhaye Rehte Hai HardaM,

Saath TuMhara Diye Rakhta Tha Ehsaas Jeene Ka,
Magar Ab Na TaMaM Zindagi Jeene Ko Dil Chahta Hai HardaM!!!
* * * * *


har  ek  words  accha laga  padhker.........  very nice  work  Angel.....  

last  line  aur  acchi lagi ......... :lol:
Logged
gumnam
Guest
«Reply #92 on: October 25, 2006, 01:08:01 PM »
Quote from: "angel4u"
thanks gumnam...

Aapki Yaad Aati Rehti Hai HardaM,
ChasM-E-NaM Muskurati Rehti Hai HardaM,

Door Ke Chand Dil Me Utarte Rehte Hai,
Chandni Aansu Bahati Rehti Hai HardaM,

Baharon Ke Din Bhi Kabhi Khilte The Meri Zindagi Mein,
Ab To Veeraniyon Ke Badal Chhaye Rehte Hai HardaM,

Saath TuMhara Diye Rakhta Tha Ehsaas Jeene Ka,
Magar Ab Na TaMaM Zindagi Jeene Ko Dil Chahta Hai HardaM!!!
* * * * *
bahut hi achha likha hai yaar.....


HAIRAAN HAI WO KI UNKI MEHFIL MEIN HUM,
BAATEIN HAZAARO SE KARTE HAI.
KYA KHABAR UNHE KI TANHAI MEIN BHI HUM,
UNKI TAARIF SITARO SE KARTE HAI...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #93 on: October 25, 2006, 08:11:05 PM »
Thanks waheed and gumnam tongue3
Logged
ranjana
Guest
«Reply #94 on: October 26, 2006, 07:30:51 AM »
bahut khoob angle and gumnam


raat aaj kuch yun bhi guajar jaaygi
teri khamoshi dil ko fir se cheer jaayegi

kabhi toh dil mein dard koi bhar denge mere bhi sawal
kabhi toh teri bhi neendo ko meri khawabo ki jhalak aayegi

ek suarat ek tasveer basi hai aaknho mein teri
raat aaj ki bhi dil ko ek naya zakham de jaayegi

fir utar aaya hai ek sunapan dil ke nagar mein
kya zindagi ki har raat mujhe yun hi rulaayegi??
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #95 on: October 26, 2006, 07:42:57 AM »
Angel, Gumnam, Ranju

Bahut khoob !

Very nice work by all of you !

Rajbir
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #96 on: October 26, 2006, 07:55:46 AM »
Quote from: "Rajbir"
Angel, Gumnam, Ranju

Bahut khoob !

Very nice work by all of you !

Rajbir
bahut khoob RANJANA........... bahut khoob likha hai...
and nice one HUSENA aur GUMNAM JI.....


Saari duniya se khaaye thokre jinke liye humne,
haye! aaj wahi dil ko thokar maar kar chal diya.....

kya jane use kya vaham ho gaya mohabbat par,
jo khwaab me bhi raat ko tanha chod chal diye.......

raha gaya main phir AKELA, kaleje ko thaam kar,
armaan dil ke pairon tale, kuchal kar chal diye.......

neend aise ho gai ki, aati hi nahi hai tamaam raat,
din ka chain-o-karaar bhi to cheen kar chal diye.....!!!!
Logged
gumnam
Guest
«Reply #97 on: October 31, 2006, 02:45:03 PM »
Quote from: "angel4u"
Thanks waheed and gumnam tongue3
sirf thanks se kaam nahi chalega....kuchh likhiye aur humara DILkhush kijiye...
Logged
gumnam
Guest
«Reply #98 on: October 31, 2006, 02:48:54 PM »
Quote from: "ranjana"
bahut khoob angle and gumnam


raat aaj kuch yun bhi guajar jaaygi
teri khamoshi dil ko fir se cheer jaayegi

kabhi toh dil mein dard koi bhar denge mere bhi sawal
kabhi toh teri bhi neendo ko meri khawabo ki jhalak aayegi

ek suarat ek tasveer basi hai aaknho mein teri
raat aaj ki bhi dil ko ek naya zakham de jaayegi

fir utar aaya hai ek sunapan dil ke nagar mein
kya zindagi ki har raat mujhe yun hi rulaayegi??
shukriya aur bahut khub....


KABHI TO HOGA YAKEEN MERI WAFAO KA,
KABHI TO BADLEGA KA RUKH IN FIZAO KA.
HAI YAKEEN KI WO MIL JAAYENGE MUJHE,
ITNA SILA TO DEGA WO MERI DUAON KA...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #99 on: October 31, 2006, 05:14:54 PM »
Thanks ranju di and nice one...

Nice one vicky and thanks a lot.. and thanks bhaiya.

achha chaliye gumnaam ji aapki request pe likhte hai kuch tongue3


Maine TuMse Pyaar Kiya Tha,
Dil-O-Jaan TuM Pe Nisaar Kiya Tha,

Chhodoge Na Saath Mera Saari Zindagi,
Wafa Ka TuMne Bhi Ikraar Kiya Tha,

HuMne To TuMhari Raahon Par Phool Bichhaye The,
Un Raahon Ke Kaante Apne Haathon Se Uthaye The,

Magar Aye Bewafa Tune Meri Wafa Ka Kya Sila Diya,
Gair Ki Khatir Mujhko Dil Se Bhula Diya,

Main Kaun Hoon TuMhari Jo Mujhe Yaad Karo TuM,
Apne Do Aansu Bhi Mujhpar Barbaad Karo TuM,

Khudki Naav To Kinaare Par Laga Li,
Mujhe Bich Majhdhaar Me Hi Chhod Diya,
Is Dil Mein Jo Basa Tha Pyar Tera,
Maine Bhi Us Diko Hi Tod Diya,

Jo Gali Tere Ghar Tak Jaati Thi,
Us Gali Se Hi Maine Muh Mod Liya,
BadnaaM Na Ho Jaye Tu Duniya Mein Kahin,
Isliye Tera NaaM Lena Hi Chhod Diya,

Jab Kabhi Bhi Yaad Aayegi TuMhari,
Sochenge TuMhe Dekha Hi Nahi,

Tu Jahan Bhi Rahe Sada Khush Rahe,
Tujhe Dilse Main Bhula Rahi Hoon,
Tere Pyar Ki Jo Haseen Yaadein Hai Dil Mein,
Un Yaadonko Lauta Rahi Hoon,
Mujhe TuMhari Bewafai Se Koi Shikwa Nahi,
Main TuMhari Zindagi Se Jaa Rahi Hoon...
* * * * *
Logged
Prashant_Orissa
Guest
«Reply #100 on: November 01, 2006, 10:51:36 AM »
Wah!!!..kya lines/meanings hai Angel..Really its extremely superb..

Thanks Friends all r having a very good "DIL"..
Everything is coming out from there..thanx again..for all ur nice posts..


Ashkon ki samandar me ye zindagi ab khone ko hai
Kuchh kehna hai mujhe tumse aaj kuchh kehne to de

Wohi pyar wohi wafa ke sath aaj bhi jiye ja raha hun
Meri wafa ki ansoo se teri bewafa chehre ko ek baar dho lene to de..
Logged
gumnam
Guest
«Reply #101 on: November 29, 2006, 01:12:09 PM »
Quote from: "angel4u"
Thanks ranju di and nice one...

Nice one vicky and thanks a lot.. and thanks bhaiya.

achha chaliye gumnaam ji aapki request pe likhte hai kuch tongue3


Maine TuMse Pyaar Kiya Tha,
Dil-O-Jaan TuM Pe Nisaar Kiya Tha,

Chhodoge Na Saath Mera Saari Zindagi,
Wafa Ka TuMne Bhi Ikraar Kiya Tha,

HuMne To TuMhari Raahon Par Phool Bichhaye The,
Un Raahon Ke Kaante Apne Haathon Se Uthaye The,

Magar Aye Bewafa Tune Meri Wafa Ka Kya Sila Diya,
Gair Ki Khatir Mujhko Dil Se Bhula Diya,

Main Kaun Hoon TuMhari Jo Mujhe Yaad Karo TuM,
Apne Do Aansu Bhi Mujhpar Barbaad Karo TuM,

Khudki Naav To Kinaare Par Laga Li,
Mujhe Bich Majhdhaar Me Hi Chhod Diya,
Is Dil Mein Jo Basa Tha Pyar Tera,
Maine Bhi Us Diko Hi Tod Diya,

Jo Gali Tere Ghar Tak Jaati Thi,
Us Gali Se Hi Maine Muh Mod Liya,
BadnaaM Na Ho Jaye Tu Duniya Mein Kahin,
Isliye Tera NaaM Lena Hi Chhod Diya,

Jab Kabhi Bhi Yaad Aayegi TuMhari,
Sochenge TuMhe Dekha Hi Nahi,

Tu Jahan Bhi Rahe Sada Khush Rahe,
Tujhe Dilse Main Bhula Rahi Hoon,
Tere Pyar Ki Jo Haseen Yaadein Hai Dil Mein,
Un Yaadonko Lauta Rahi Hoon,
Mujhe TuMhari Bewafai Se Koi Shikwa Nahi,
Main TuMhari Zindagi Se Jaa Rahi Hoon...
* * * * *
BAHUT KHUB........DIL KHUSH KAR DIYA.......


TUMSE KAHNA TO HAI BAHUT KUCHH MAGAR ,
IN HOTHO PAR IS BAAR BHI EK HARF NA AA PAAYEGA...
Logged
gumnam
Guest
«Reply #102 on: November 29, 2006, 01:14:38 PM »
Quote from: "angel4u"
Thanks ranju di and nice one...

Nice one vicky and thanks a lot.. and thanks bhaiya.

achha chaliye gumnaam ji aapki request pe likhte hai kuch tongue3


Maine TuMse Pyaar Kiya Tha,
Dil-O-Jaan TuM Pe Nisaar Kiya Tha,

Chhodoge Na Saath Mera Saari Zindagi,
Wafa Ka TuMne Bhi Ikraar Kiya Tha,

HuMne To TuMhari Raahon Par Phool Bichhaye The,
Un Raahon Ke Kaante Apne Haathon Se Uthaye The,

Magar Aye Bewafa Tune Meri Wafa Ka Kya Sila Diya,
Gair Ki Khatir Mujhko Dil Se Bhula Diya,

Main Kaun Hoon TuMhari Jo Mujhe Yaad Karo TuM,
Apne Do Aansu Bhi Mujhpar Barbaad Karo TuM,

Khudki Naav To Kinaare Par Laga Li,
Mujhe Bich Majhdhaar Me Hi Chhod Diya,
Is Dil Mein Jo Basa Tha Pyar Tera,
Maine Bhi Us Diko Hi Tod Diya,

Jo Gali Tere Ghar Tak Jaati Thi,
Us Gali Se Hi Maine Muh Mod Liya,
BadnaaM Na Ho Jaye Tu Duniya Mein Kahin,
Isliye Tera NaaM Lena Hi Chhod Diya,

Jab Kabhi Bhi Yaad Aayegi TuMhari,
Sochenge TuMhe Dekha Hi Nahi,

Tu Jahan Bhi Rahe Sada Khush Rahe,
Tujhe Dilse Main Bhula Rahi Hoon,
Tere Pyar Ki Jo Haseen Yaadein Hai Dil Mein,
Un Yaadonko Lauta Rahi Hoon,
Mujhe TuMhari Bewafai Se Koi Shikwa Nahi,
Main TuMhari Zindagi Se Jaa Rahi Hoon...
* * * * *
BAHUT KHUB.............

TUMSE KAHNA TO HAI BAHUT KUCHH MAGAR,
IN HOTHO PAR IS BAAR BHI EK HARF NA AA PAAYEGA...
Logged
ranjana
Guest
«Reply #103 on: November 30, 2006, 04:30:32 PM »
jab bhi lahero ne sahil ko thaa chuma
ek halchal si dil mein kyu machi thee
koi toh mila apni manzil se pal bhar
hame toh apni manzil khwaabo mein dikhi thee!!
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #104 on: November 30, 2006, 04:59:06 PM »
Quote from: "ranjana"
jab bhi lahero ne sahil ko thaa chuma
ek halchal si dil mein kyu machi thee
koi toh mila apni manzil se pal bhar
hame toh apni manzil khwaabo mein dikhi thee!!


Wonderfull Job Angel and Ranju

Lehra rahi hai tu ab bhi Zindagi me meri......
Aa banke Fiza mujhe kahin udaa le chal......

Aakhir kab talak Jaloon me TaQdeer me apni......
Nazron me apne basa ke Chupa le tu mera kal......!!!!!!!
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:49:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer