*Udas Nahi*

by Roja on August 06, 2008, 02:58:04 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2506 times)
Roja
Guest


Hawa bhi shaad hai fiza ka dil udas nahi
Chaman ke phoolon pe gadraya madhumas nahi

Batau kisko aise main mijaaj mausam ka,
Batati tumko magar tum bhi mere pass nahi

Tamaam umr guzari hai maine tumhare bina
Hay zindagi ko tere pyar ka kayaas nahi

Batakte kadmon ko kahi toh milegi manzil
Rukenge paav wohi per jahan tu pass nahi

Yeh achanak kisee ne mujhe pukara kyu,
Kisii ko meri zarurat ki koyi aas nahi

Majaar chand ki taaron ke kafan main lipti
Mere badan pe aasmano ka libas nahi

Dil-o-dimak pe taari hai tere pyar ki kasak
Tanha jawani meri hoti kabhi udas nahi
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
MAIN TO UDAS NAHI THA AB KI TARAH by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard
DIL UDAS HAI by mohsin akhter in Shayri-E-Dard
Udas Dil Ka, Har Ik Safa Hai (Shihab) by majid in Shairy-e-Dost (Friendship Poetry)
Udas tehrir parh k meri by awais_007 in Share:Miscellaneous Shayari
tamashe ke siwa kuchh nahi...............'udas' by sanjayudas in Shayeri for Dard -e- Bewafai
syednaami
Guest
«Reply #1 on: August 06, 2008, 04:12:00 PM »
Zah-e-naseeb itna dard kya wajah hai. -
Baakamaal aur inkisaari ke saath likha hai. Bahut man ko bhaya. -

'Zabardast. -
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: August 06, 2008, 04:12:36 PM »
wah bahoot khoob Roja!!
Logged
Sayyid Randeri
Guest
«Reply #3 on: August 06, 2008, 04:55:28 PM »
Bohot achha likha roja ji..
Logged
k.shael
Guest
«Reply #4 on: August 07, 2008, 05:50:45 AM »
 Applause BAHUT KHOOB LIKHA,
ROZA DIDI,
BY. K.SHAEL
Logged
baadal102
Guest
«Reply #5 on: August 07, 2008, 06:46:36 AM »
 Applause Applause
wah roja ji kya baat hai






Baadal
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: August 07, 2008, 07:39:51 AM »


Hawa bhi shaad hai fiza ka dil udas nahi
Chaman ke phoolon pe gadraya madhumas nahi

Batau kisko aise main mijaaj mausam ka,
Batati tumko magar tum bhi mere pass nahi

Tamaam umr guzari hai maine tumhare bina
Hay zindagi ko tere pyar ka kayaas nahi

Batakte kadmon ko kahi toh milegi manzil
Rukenge paav wohi per jahan tu pass nahi

Yeh achanak kisee ne mujhe pukara kyu,
Kisii ko meri zarurat ki koyi aas nahi

Majaar chand ki taaron ke kafan main lipti
Mere badan pe aasmano ka libas nahi

Dil-o-dimak pe taari hai tere pyar ki kasak
Tanha jawani meri hoti kabhi udas nahi

..

Applause Applause khoob likha hai Roja aapne..
Logged
bekarar
Poetic Patrol
Yoindian Shayar
******

Rau: 4
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
53 days, 9 hours and 51 minutes.

Posts: 3738
Member Since: Oct 2005


View Profile
«Reply #7 on: August 07, 2008, 07:47:12 AM »
bahoot behtreen...likha roja... Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #8 on: August 07, 2008, 07:49:52 AM »


Hawa bhi shaad hai fiza ka dil udas nahi
Chaman ke phoolon pe gadraya madhumas nahi

Batau kisko aise main mijaaj mausam ka,
Batati tumko magar tum bhi mere pass nahi

Tamaam umr guzari hai maine tumhare bina
Hay zindagi ko tere pyar ka kayaas nahi

Batakte kadmon ko kahi toh milegi manzil
Rukenge paav wohi per jahan tu pass nahi

Yeh achanak kisee ne mujhe pukara kyu,
Kisii ko meri zarurat ki koyi aas nahi

Majaar chand ki taaron ke kafan main lipti
Mere badan pe aasmano ka libas nahi

Dil-o-dimak pe taari hai tere pyar ki kasak
Tanha jawani meri hoti kabhi udas nahi



bohut khoob roja ji

Logged
Pooja
Guest
«Reply #9 on: August 07, 2008, 04:28:31 PM »
chal rahi is zindagi main,
her pal khushi ka intzaar kiya
jab bhi mila, mila gum he,
uddasio ne mujh main he ghar kiya!!

chorr de Pooja, tammana kisi bhi khushi ki
kyun her baar yah dil taar taar kiya
jeene walo jee lo apni zindagi mujhko rond kar
chalo kisi ne to khushi ka ahsaas kiya!!
Logged
Kanta
Guest
«Reply #10 on: August 07, 2008, 06:54:19 PM »
dard ka shyari he roja, toda difficult shabd he par mere ku samjh aya, kesa likhte hen
Logged
Kanta
Guest
«Reply #11 on: August 08, 2008, 08:39:20 PM »
aj toda likhne ka try marti hu roja.

udas hu aj mere pas tu nahi
udas hu aj tumhara rishta nahi
muje chod gaye samander mein
lahren hen per tat koe nahi
Logged
Talat
Guest
«Reply #12 on: August 08, 2008, 08:43:44 PM »


Hawa bhi shaad hai fiza ka dil udas nahi
Chaman ke phoolon pe gadraya madhumas nahi

Batau kisko aise main mijaaj mausam ka,
Batati tumko magar tum bhi mere pass nahi

Tamaam umr guzari hai maine tumhare bina
Hay zindagi ko tere pyar ka kayaas nahi

Batakte kadmon ko kahi toh milegi manzil
Rukenge paav wohi per jahan tu pass nahi

Yeh achanak kisee ne mujhe pukara kyu,
Kisii ko meri zarurat ki koyi aas nahi

Majaar chand ki taaron ke kafan main lipti
Mere badan pe aasmano ka libas nahi

Dil-o-dimak pe taari hai tere pyar ki kasak
Tanha jawani meri hoti kabhi udas nahi


Beautiful Roja Applause
Logged
Talat
Guest
«Reply #13 on: August 08, 2008, 08:44:28 PM »
Good One Pooja.........Nice one Kanta, Keep it up !!
Logged
Kanta
Guest
«Reply #14 on: August 08, 2008, 08:46:16 PM »
thanks mein abi sikh rahi just trying celmira.
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 22, 2024, 03:35:44 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer