Udasi Ka Diya

by Meena on May 09, 2005, 04:37:03 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2488 times)
Meena
Guest
Udasi ke diye ko ek shaks jala gaya koi phir se,
Bewafai ki bonde tel me mila gaya koi phir se,

Barose ki imaraton me khaid kiya tha is diye ko,
Baimani ki chuan se in deewaron ko hila gaya koi phir se,

Pyar ki fizaon me dimi pad gayi thi roshni iski,
Aaj tanhai ki aag ko dil me fela gaya koi phir se,

Kushiyon ke deepak jalayenge, is ek diye ka ab kya kam,
Aise jhoote wadon se dil ko behela gaya koi phir se!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
udasi by Sonu in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2 ... 8 9 »
!!__-Os ke Udasi-_!! by khamosh.larka in Shayri for Khumar -e- Ishq
dil ki udasi by Rahi2001 in Shayri for Dard -e- Judai
udasi ka ye dard by mkv in Share: Poetry of Pain
*** udasi kaha se ati hai***,,,,,,,,,,,,,,,,,tanowar by Tanowar Jahan in Miscellaneous Shayri
waheed_rose2004
Guest
«Reply #1 on: May 09, 2005, 04:54:22 PM »
Quote from: "Meena"
Udasi ke diye ko ek shaks jala gaya koi phir se,
Bewafai ki bonde tel me mila gaya koi phir se,

Barose ki imaraton me khaid kiya tha is diye ko,
Baimani ki chuan se in deewaron ko hila gaya koi phir se,

Pyar ki fizaon me dimi pad gayi thi roshni iski,
Aaj tanhai ki aag ko dil me fela gaya koi phir se,

Kushiyon ke deepak jalayenge, is ek diye ka ab kya kam,
Aise jhoote wadon se dil ko behela gaya koi phir se!!!

wonderful  meena.............bahot  accha likha  tumne......thanx mat  bolna..plzzzzzzzzzz....

bahot  acchi lagi mujhe..................... tongue3
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: May 09, 2005, 04:56:22 PM »
Quote from: "waheed_rose2004"

 :D  ok i wont say thanx  :D
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #3 on: May 09, 2005, 05:00:46 PM »

ur  welcome   meena........................................
Logged
nikki
Guest
«Reply #4 on: May 09, 2005, 06:01:12 PM »
wao ..very nice Meena sis.............................................. ..........................
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004

View Profile
«Reply #5 on: May 09, 2005, 06:07:36 PM »
Quote from: "Meena"
Udasi ke diye ko ek shaks jala gaya koi phir se,
Bewafai ki bonde tel me mila gaya koi phir se,

Barose ki imaraton me khaid kiya tha is diye ko,
Baimani ki chuan se in deewaron ko hila gaya koi phir se,

Pyar ki fizaon me dimi pad gayi thi roshni iski,
Aaj tanhai ki aag ko dil me fela gaya koi phir se,

Kushiyon ke deepak jalayenge, is ek diye ka ab kya kam,
Aise jhoote wadon se dil ko behela gaya koi phir se!!!

wah meena,very nice Usual Smile
Logged
Meena
Guest
«Reply #6 on: May 09, 2005, 06:49:35 PM »
thnak u nikki....... and nidhi......................... Usual Smile
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #7 on: May 09, 2005, 07:04:42 PM »
Quote from: "Meena"
Udasi ke diye ko ek shaks jala gaya koi phir se,
Bewafai ki bonde tel me mila gaya koi phir se,

Barose ki imaraton me khaid kiya tha is diye ko,
Baimani ki chuan se in deewaron ko hila gaya koi phir se,

Pyar ki fizaon me dimi pad gayi thi roshni iski,
Aaj tanhai ki aag ko dil me fela gaya koi phir se,

Kushiyon ke deepak jalayenge, is ek diye ka ab kya kam,
Aise jhoote wadon se dil ko behela gaya koi phir se!!!

Bohat khoob Meena......
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #8 on: May 09, 2005, 09:22:58 PM »

nigaahein jhuka ker, kuch aisa ker do "Naz"...
naraz ho ke bhi wo fida tum per ho jayein!!

Logged
HumTum
Guest
«Reply #9 on: May 09, 2005, 11:16:06 PM »
Quote from: "Meena"
Udasi ke diye ko ek shaks jala gaya koi phir se,
Bewafai ki bonde tel me mila gaya koi phir se,

Barose ki imaraton me khaid kiya tha is diye ko,
Baimani ki chuan se in deewaron ko hila gaya koi phir se,

Pyar ki fizaon me dimi pad gayi thi roshni iski,
Aaj tanhai ki aag ko dil me fela gaya koi phir se,

Kushiyon ke deepak jalayenge, is ek diye ka ab kya kam,
Aise jhoote wadon se dil ko behela gaya koi phir se!!!

is zindagi ka ik naya roop dikha diya teri mohabbat ne
hum thay kya aur ab hain kaun sab bhula diya teri mohabbat ne

jo bass ek hawa ke jhonkay ke saath hi gir jaye wo
tash ke paton ka mahal mujhe bana diya teri mohabbat ne

aanso'on mein bhi hansna sikha diya teri mohabbat ne
bina aag ya kisi sholay ke mujhe jala diya teri mohabbat ne

wo sapnay wo umeedein wo intizar kabhi thay ya na thay
udaas thay to sahi pehle bhi per ab rula diya teri mohabbat ne...

HumTum sad5
Logged
Aman_rahi
Guest
«Reply #10 on: May 10, 2005, 03:51:05 AM »
Pyar ki fizaon me dimi pad gayi thi roshni iski,
Aaj tanhai ki aag ko dil me fela gaya koi phir se,

Meena ji....

ye misra to dil ko choo gaya.....

kutch raakh hi thi sar chupaane ka aasra ^AMAN^.....
aaj bache aashiyane ko jala gaya koi phir se......

khush rahiye.....
Logged
Meena
Guest
«Reply #11 on: May 22, 2005, 11:37:11 AM »
shukriya aryaan...naveed...humtum....aman ji!!!!

 :D
Logged
Meena
Guest
«Reply #12 on: May 22, 2005, 11:40:14 AM »
Quote from: "HumTum"
Quote from: "Meena"
]

is zindagi ka ik naya roop dikha diya teri mohabbat ne
hum thay kya aur ab hain kaun sab bhula diya teri mohabbat ne

jo bass ek hawa ke jhonkay ke saath hi gir jaye wo
tash ke paton ka mahal mujhe bana diya teri mohabbat ne

aanso'on mein bhi hansna sikha diya teri mohabbat ne
bina aag ya kisi sholay ke mujhe jala diya teri mohabbat ne

wo sapnay wo umeedein wo intizar kabhi thay ya na thay
udaas thay to sahi pehle bhi per ab rula diya teri mohabbat ne...

HumTum sad5

wahhhhhhhhhh, beautifullll!!!!!!!!!!!

matlab woh mohabbat ka aaj samajhne lage,
jab hum apna rasta unke raste se badalne lage,

humne to shant kar diya dil me uthe mohabbat ke maujon ko,
aab unke arman humare liye machalne lage,

behek rahe hai woh mehefil me sab ka haath pakde hue,
aur hum hai ke tanhai me sambalne lage!!!!!!!!!!!
Logged
HumTum
Guest
«Reply #13 on: May 22, 2005, 11:54:21 AM »

Bhoot khoob Meena ji ....  Aap to kamal hi ker gyi ...... kuch arz hai

tujhmen ai! dost jab koi khuu-e-wafaa nahin
kis muh se kah rahe ho ki tum bewafaa nahin

kyon is kadar aziz hai makkaariyaan tujhe
kyaa dil meN tere ab koii khauf-e-khudaa nahin

armaan mere dil ke bikhre hain har taraf
aur aap kah rahe ho ki kutchh bhii huaa nahin

ahbaab saare chup haiN meraa haal dekh kar
kyaa dard hai mujhe ye koii puuchhtaa nahin

jisne bachaa liyaa hai mujhe haadsaat se
us ajnabee se meraa koii waastaa nahin

dhundhlaate hue rishtoN kii is bhirh mein "HumTum"
ab aapke sivaa koi aapkaa nahin ....

HumTum

Logged
Meena
Guest
«Reply #14 on: May 22, 2005, 12:00:57 PM »
shukriya ji aur apka jawab bhi bohot acha hai!!!! :D

hum unki raha se hath gaye to kehte hai hume bewafa,
woh kya jane ke aab bhi unka pyar hume dikhta hai har jagha,

guman hua hume, woh humse bichad kar zada kush hai,
to nikal gaye unki zindagi se, kehte nahin isko dagha,

aab to bas duaon ke liye haath uthte hai humare,
woh jaha bih rahe kush rahe, aye Khuda!!!!!
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:27:32 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.102 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer