UKTA GAYI WOH AB HUMSE......!!!!!!!!

by badnaam_shayar on September 01, 2006, 08:56:23 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1046 times)
badnaam_shayar
Guest
Labon ki Pyas hum unki bhuja na sake.......
Chahate the hum unhe iss Kadar......
Ki apne Dil ko bhi Samjha na sake........

Ek baat bata dete hai aaj khud ko hum.......
Kyu Door jaa rahi hai woh humse......
Haan sach hai ki ab woh Ukta Gayi hai Humse........

USki Gunjati Awaaz mein ab bhi sunta hu......
Dard hai mujhe kyunki main Mahobbat ka Bashinda hu......

Jaanta hu ke woh ab bhi Bepanah Yaad karti hai mujhe......
Phir kyu lagta hai ki Ukta Gayi woh Humse......

Khud se pooch kar kuch Sawalaat......
Main khud par hee hasta hu......

Znzeer me Jakde ek Chahaton ka Numaiynda hu.......

Na jaane Kyu milne ki ek Kasak hai unse.......
Sach kahun ya Jhoot apne se.......
Shayad lagta hai mujhe UKTA GAYI WOH HUMSE..........!!!!!!!!!!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
humse poocho by pankaj_pups in Shayri-E-Dard
ukta gaya hai dil. by mudassirali in Shayri for Khumar -e- Ishq
Humse dur... by usuraj in Shayri-E-Dard
jab bhi woh humse .... by honeyrose in Shayri for Dard -e- Judai
Takdeer Ko Humse Shikayat Ho Gayi by yazfia in Shayri for Dard -e- Judai
anjani_si
Guest
«Reply #1 on: September 03, 2006, 09:07:37 PM »
Quote from: "badnaam_shayar"
Labon ki Pyas hum unki bhuja na sake.......
Chahate the hum unhe iss Kadar......
Ki apne Dil ko bhi Samjha na sake........

Ek baat bata dete hai aaj khud ko hum.......
Kyu Door jaa rahi hai woh humse......
Haan sach hai ki ab woh Ukta Gayi hai Humse........

USki Gunjati Awaaz mein ab bhi sunta hu......
Dard hai mujhe kyunki main Mahobbat ka Bashinda hu......

Jaanta hu ke woh ab bhi Bepanah Yaad karti hai mujhe......
Phir kyu lagta hai ki Ukta Gayi woh Humse......

Khud se pooch kar kuch Sawalaat......
Main khud par hee hasta hu......

Znzeer me Jakde ek Chahaton ka Numaiynda hu.......

Na jaane Kyu milne ki ek Kasak hai unse.......
Sach kahun ya Jhoot apne se.......
Shayad lagta hai mujhe UKTA GAYI WOH HUMSE..........!!!!!!!!!!!!!


unke labhoon se humari pyaas mitha na skahe
chah karh unhe isse qadar
apne dil ka haal suna na sakhe

barh ke apni bahoin mein apne sardi ko rokh na sakhe
mohabbat ke raaha parh chal ke issq qadar
humhe appne banana sakhe

tere rangh se hum apna badaan rangh na sakhe
chaha kar tujhe apni zindagi mein isse qadar
apne ghale se lagha na sakhe

dekha khar khwab humhe itne suhane jo mumkin ho na sakhe
parh ke ankhoin mein kumor isse qadar
humhe apni zindagi ka aikh hissa bana na sakhe

kyu door hai itna e-bewafai
akhe itna khareeb sanam
abbh yeh dastan apne honthon se suna bhi na sakhe :D:D:D:D
Logged
ranjana
Guest
«Reply #2 on: September 04, 2006, 05:21:59 AM »
kaun hun main yeh kabhi jaan na paayi
kin rahao mein hun uljhi yeh pehchaan na paayi

kis tarah saamaati mein tumhare dil mein
jab khud se pyaar main kar na paayi

ukata jaate hain kabhi kabhi hum apni zindagi se bhi
yehan dil mein basi har waqt peer koi paraayii
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #3 on: September 04, 2006, 04:01:31 PM »
gud Job Ranju uska Reply kuch soch ke dunga :wink:

Tere Dasht-e-Sehra main.....
Humne kuch Veeran Lafz dekhe hai......

Badal na payegi Shaksiyat teri kabhi......
Tere Dil me Jalte Angaar humne dekhe hai.....

Kyu bhala kabhi woh meri kabr ki maati pe Naam apna likhti hai......
Sanam ab hum nahi Zinda phir tu Zazbaat-e-Seher deti hai.......!!!!!!!!!!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: September 05, 2006, 03:53:53 PM »
Bahoot Khoob Gaurav Bhai,..
Nice One,..

And Ranjana Sis And Anjaani Ji Accha Likha Hai apne.,.


Labon Pe Hansi Dil Ko Zakham De Gaya Koi,..
Meri Khushaal Zindagi Ko Gham De Gaya Koi,..

Bahoot Chahta Tha Mein Use Apni Jaan Se Bhi Zyada,..
Shayad Isliye Meri Jaan Ko Sitam De Gay Koi,

Ab Gila Bhi Kare To Kis Se Kare Hum "Jaanasheen",..
Gham Sehkar Bhi Muskuraane Ki Kasam De Gaya Koi,..

__________________-Azeem-_________________
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #5 on: September 05, 2006, 03:58:33 PM »
Wah SubhaanAlaaah....Kya Dard bayan kia hai Janasheen bhai....Superb


Guzar rahi Shaam toh Raat ki ab Fikar hai....
Likhenge Tanha baith ke kuch Nazmein aapke Naam....
Kaho Dhoondhti hume konsi Dagar hai....

Kahin Fisal na jaye yeh Lamhe Dard-e-Aalam se saje.....
Hume ab ho gayi hai Aadat aye Gulfaam....

Kaho ab tujhe Chahiye konsa Manzar hai.....

HumRaahi na sahi par ek Safar Saath nibhana....
hum nahi dekhenge mud ke yeh Awaaam....
Ab toota Dil hee Dilkash Khanjar se besabar hai......!!!!!!!!!
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 01:26:26 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.103 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer