umra lagi jise KAMAANE main…

by sacccha_pyar on May 07, 2005, 01:32:52 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2174 times)
sacccha_pyar
Guest
DostoN ...

kafi din ho gaye shayri.com pe likhte hue... jo pyar wahaN mila shayad kahiN na mil sake ... bohat suna is bazm ke bare main... socha kyuN na yahaN bhi kuch dostoN ko apna banaya jaye ... khair dekhte hai .. meri kismat maiN yahaN kya hai... apni ek koshish jo pehle post to wahin ki thi.. par yahaN pehle kalaam ke roop maiN pesh kar raha huN ... umeed hai aap logoN ka pyar mujhe jaroor milega ...

--------------------------------------------------------------

Chale aaye wo yaar aaj apne gareebkhane main…
Aur hum kar gaye kayi khatayeN anjaane maiN…

ye kya nasha tha meri aankhoN maiN ja samaya…
ruth gayi khushi wo, umra lagi jise kamane maiN…

Kya khabar thi wo bura maan jayeNge is kadar…
Ki humeN lag jayeNge kayi baras manane main…

Na rok saka unhe maiN bebasi ye kaisi chayi thi…
Ye saza hai meri, gujar duN jindgi pachtane main…

Kal ka kya bharosha, yakeeN ho bhi jayega unhe…
Hum na rahe, kahiN kar deN itni dair batane maiN…

wahi manzar wahi jism, na raha wo ‘saccha_pyar’…
ghar luta apna, duniya sajayi hai maikhane main…

Aur na poocho dastaan-e-mohbbat e jamane walo…
Hai yai kahani meri, suna dala jise is tarane maiN …

kyuN aaye wo yaar aaj apne gareebkhane main…
kar gaye kyuN hum kayi khatayeN anjaane maiN…

kunal Usual Smile
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Main Wohi Hoon Jise Tum by waheed_rose2004 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
~Main Wohi Hoon Jise Tum Pyar Kiya Kerttey Thay~ by Sonu in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Milti hai Umra - abad Ishq ke maikhane main. by R.M. Dixit in Kaifiyaat-ae-maye
jise kehta raha main by saahill in Shayri for Khumar -e- Ishq
Umra bhar main ek hi baat by dksaxenabsnl in Shayri-E-Dard
Manish_Friend
Guest
«Reply #1 on: May 07, 2005, 03:57:12 PM »
Wah.. very well written..

Ek hum thae.. jisne bina maange hi sab kuch de diya...
ek wo thae.. jisne kuch maangne a mauka bhi na diya

(not my)
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: May 07, 2005, 04:42:11 PM »
Quote from: "sacccha_pyar"
DostoN ...

kafi din ho gaye shayri.com pe likhte hue... jo pyar wahaN mila shayad kahiN na mil sake ... bohat suna is bazm ke bare main... socha kyuN na yahaN bhi kuch dostoN ko apna banaya jaye ... khair dekhte hai .. meri kismat maiN yahaN kya hai... apni ek koshish jo pehle post to wahin ki thi.. par yahaN pehle kalaam ke roop maiN pesh kar raha huN ... umeed hai aap logoN ka pyar mujhe jaroor milega ...

--------------------------------------------------------------

Chale aaye wo yaar aaj apne gareebkhane main…
Aur hum kar gaye kayi khatayeN anjaane maiN…

ye kya nasha tha meri aankhoN maiN ja samaya…
ruth gayi khushi wo, umra lagi jise kamane maiN…

Kya khabar thi wo bura maan jayeNge is kadar…
Ki humeN lag jayeNge kayi baras manane main…

Na rok saka unhe maiN bebasi ye kaisi chayi thi…
Ye saza hai meri, gujar duN jindgi pachtane main…

Kal ka kya bharosha, yakeeN ho bhi jayega unhe…
Hum na rahe, kahiN kar deN itni dair batane maiN…

wahi manzar wahi jism, na raha wo ‘saccha_pyar’…
ghar luta apna, duniya sajayi hai maikhane main…

Aur na poocho dastaan-e-mohbbat e jamane walo…
Hai yai kahani meri, suna dala jise is tarane maiN …

kyuN aaye wo yaar aaj apne gareebkhane main…
kar gaye kyuN hum kayi khatayeN anjaane maiN…

kunal Usual Smile


wahhhhhh bohot ache kunal ji, maine apki posts dekhi hai udhar (BTW u dont know me), bohot hi acha likhte hai aap aur im sure ke yaha ke logo ka dil bhi aap jeet lenge!!!!keep writing!!!!

 :D
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #3 on: May 07, 2005, 07:00:36 PM »
"wahi manzar wahi jism, na raha wo ‘saccha_pyar’…
ghar luta apna, duniya sajayi hai maikhane main…"

Wah wah.......this line is mind blowing.......good work.....keep it up!!!
Logged
nikki
Guest
«Reply #4 on: May 07, 2005, 07:09:09 PM »
Quote from: "sacccha_pyar"
DostoN ...

kafi din ho gaye shayri.com pe likhte hue... jo pyar wahaN mila shayad kahiN na mil sake ... bohat suna is bazm ke bare main... socha kyuN na yahaN bhi kuch dostoN ko apna banaya jaye ... khair dekhte hai .. meri kismat maiN yahaN kya hai... apni ek koshish jo pehle post to wahin ki thi.. par yahaN pehle kalaam ke roop maiN pesh kar raha huN ... umeed hai aap logoN ka pyar mujhe jaroor milega ...

--------------------------------------------------------------

Chale aaye wo yaar aaj apne gareebkhane main…
Aur hum kar gaye kayi khatayeN anjaane maiN…

ye kya nasha tha meri aankhoN maiN ja samaya…
ruth gayi khushi wo, umra lagi jise kamane maiN…

Kya khabar thi wo bura maan jayeNge is kadar…
Ki humeN lag jayeNge kayi baras manane main…

Na rok saka unhe maiN bebasi ye kaisi chayi thi…
Ye saza hai meri, gujar duN jindgi pachtane main…

Kal ka kya bharosha, yakeeN ho bhi jayega unhe…
Hum na rahe, kahiN kar deN itni dair batane maiN…

wahi manzar wahi jism, na raha wo ‘saccha_pyar’…
ghar luta apna, duniya sajayi hai maikhane main…

Aur na poocho dastaan-e-mohbbat e jamane walo…
Hai yai kahani meri, suna dala jise is tarane maiN …

kyuN aaye wo yaar aaj apne gareebkhane main…
kar gaye kyuN hum kayi khatayeN anjaane maiN…

kunal Usual Smile


wah bahut khoob........................
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #5 on: May 08, 2005, 12:56:28 AM »
Bohat khoob likha Kunal.....................
Logged
sacccha_pyar
Guest
«Reply #6 on: May 08, 2005, 07:08:04 AM »
Quote from: "Manish_Friend"
Wah.. very well written..

Ek hum thae.. jisne bina maange hi sab kuch de diya...
ek wo thae.. jisne kuch maangne a mauka bhi na diya

(not my)


thanx dear manish
Logged
sacccha_pyar
Guest
«Reply #7 on: May 08, 2005, 07:51:11 AM »
Quote from: "Meena"


wahhhhhh bohot ache kunal ji, maine apki posts dekhi hai udhar (BTW you dont know me), bohot hi acha likhte hai aap aur im sure ke yaha ke logo ka dil bhi aap jeet lenge!!!!keep writing!!!!

 :D


shukriya meena ...

aur bohat accha laga mujhe ki aap wahaN bhi aati hai ... aur mujhe janti bhi hai .... par shayad ye meri hi badkismati hai ki maiN aapko nahi janta ... khair aapne hounshla badhaya isse badi aur kya bat hogi ... aap sath dete rahiyega ... maiN likhta rahuNga ....

aapka apna

kunal
Logged
sacccha_pyar
Guest
«Reply #8 on: May 08, 2005, 07:27:53 PM »
Quote from: "isha_verma7"
"wahi manzar wahi jism, na raha wo ‘saccha_pyar’…
ghar luta apna, duniya sajayi hai maikhane main…"

Wah wah.......this line is mind blowing.......good work.....keep it up!!!


shukriya isha....

aapka apna

kunal
Logged
sacccha_pyar
Guest
«Reply #9 on: May 08, 2005, 07:31:31 PM »
Quote from: "nikki"
Quote from: "sacccha_pyar"
DostoN ...

kafi din ho gaye shayri.com pe likhte hue... jo pyar wahaN mila shayad kahiN na mil sake ... bohat suna is bazm ke bare main... socha kyuN na yahaN bhi kuch dostoN ko apna banaya jaye ... khair dekhte hai .. meri kismat maiN yahaN kya hai... apni ek koshish jo pehle post to wahin ki thi.. par yahaN pehle kalaam ke roop maiN pesh kar raha huN ... umeed hai aap logoN ka pyar mujhe jaroor milega ...

--------------------------------------------------------------

Chale aaye wo yaar aaj apne gareebkhane main…
Aur hum kar gaye kayi khatayeN anjaane maiN…

ye kya nasha tha meri aankhoN maiN ja samaya…
ruth gayi khushi wo, umra lagi jise kamane maiN…

Kya khabar thi wo bura maan jayeNge is kadar…
Ki humeN lag jayeNge kayi baras manane main…

Na rok saka unhe maiN bebasi ye kaisi chayi thi…
Ye saza hai meri, gujar duN jindgi pachtane main…

Kal ka kya bharosha, yakeeN ho bhi jayega unhe…
Hum na rahe, kahiN kar deN itni dair batane maiN…

wahi manzar wahi jism, na raha wo ‘saccha_pyar’…
ghar luta apna, duniya sajayi hai maikhane main…

Aur na poocho dastaan-e-mohbbat e jamane walo…
Hai yai kahani meri, suna dala jise is tarane maiN …

kyuN aaye wo yaar aaj apne gareebkhane main…
kar gaye kyuN hum kayi khatayeN anjaane maiN…

kunal Usual Smile


wah bahut khoob........................
aapka bhi shukriya

kunal
Logged
apnaa_koi
Guest
«Reply #10 on: May 08, 2005, 08:30:12 PM »
Beutiful sacccha_pyar, you have a real talent for writing shayrii...
Lickthay Rehanaa

Always Anjli
Logged
Aman_rahi
Guest
«Reply #11 on: May 09, 2005, 11:07:08 AM »
Quote from: "sacccha_pyar"
DostoN ...

kafi din ho gaye shayri.com pe likhte hue... jo pyar wahaN mila shayad kahiN na mil sake ... bohat suna is bazm ke bare main... socha kyuN na yahaN bhi kuch dostoN ko apna banaya jaye ... khair dekhte hai .. meri kismat maiN yahaN kya hai... apni ek koshish jo pehle post to wahin ki thi.. par yahaN pehle kalaam ke roop maiN pesh kar raha huN ... umeed hai aap logoN ka pyar mujhe jaroor milega ...

--------------------------------------------------------------

Chale aaye wo yaar aaj apne gareebkhane main…
Aur hum kar gaye kayi khatayeN anjaane maiN…

ye kya nasha tha meri aankhoN maiN ja samaya…
ruth gayi khushi wo, umra lagi jise kamane maiN…

Kya khabar thi wo bura maan jayeNge is kadar…
Ki humeN lag jayeNge kayi baras manane main…

Na rok saka unhe maiN bebasi ye kaisi chayi thi…
Ye saza hai meri, gujar duN jindgi pachtane main…

Kal ka kya bharosha, yakeeN ho bhi jayega unhe…
Hum na rahe, kahiN kar deN itni dair batane maiN…

wahi manzar wahi jism, na raha wo ‘saccha_pyar’…
ghar luta apna, duniya sajayi hai maikhane main…

Aur na poocho dastaan-e-mohbbat e jamane walo…
Hai yai kahani meri, suna dala jise is tarane maiN …

kyuN aaye wo yaar aaj apne gareebkhane main…
kar gaye kyuN hum kayi khatayeN anjaane maiN…

kunal Usual Smile


Oye jeeje......

bahut khoob.....ek aur behad khoobsurat kalam....

dil se daad kabool karo....pooora kalaam hi aacha laga.....aur koi misra chun.Na mushkil hoga.....

yunhi likhte rahoo...

tumhare saale sahab....
Logged
sacccha_pyar
Guest
«Reply #12 on: May 11, 2005, 06:21:48 AM »
Quote from: "Aryaan"
Bohat khoob likha Kunal.....................


shukriya aarayaan
Logged
sacccha_pyar
Guest
«Reply #13 on: May 11, 2005, 06:23:22 AM »
Quote from: "apnaa_koi"
Beutiful sacccha_pyar, you have a real talent for writing shayrii...
Lickthay Rehanaa

Always Anjli


shukriya

aapne itna maan diya .. aap logoN ke hi pyar ka talabgaar huN

aapka apna

kunal
Logged
sacccha_pyar
Guest
«Reply #14 on: May 11, 2005, 06:25:00 AM »
Quote from: "Aman_rahi"


Oye jeeje......

bahut khoob.....ek aur behad khoobsurat kalam....

dil se daad kabool karo....pooora kalaam hi aacha laga.....aur koi misra chun.Na mushkil hoga.....

yunhi likhte rahoo...

tumhare saale sahab....


oye sale sahab ...
shukriya aap yahaN bhi aye aur  mujhe hounsla diya ...

aapka jeeja

kunal
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 09, 2024, 02:43:55 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer