Unhen Raahatein Mubarak Mera Gham mughe Gawara

by Qutubuddin on December 18, 2005, 05:29:14 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 807 times)
Qutubuddin
Guest
Unhen Raahatein Mubarak Mera Gham mughe Gawara

hum jheel jheel utarte rahe hans ki tarah
kismat mein jo na tha woh kanwal dhoondte rahe
 
hai apni apni kismat hai zarf apna apna
unhen raahatein mubarak mera gham mughe gawara
 
shaam-e-gurbat mein subah masarrat kahan
meri kismat mein un ki mohabbat kahan
 
justujoo un ki mera maqsood hai laiken mughe
Ques... woh mil jaen aisi meri kismat kahan
 
abb haath ki lakiron mein tere bacha hai kiya
likha tha jo kismat mein woh tughe ko mil gaya
 
karein kis se kiya shikayat yeh hai apni apni kismat
mugjhe dhoondte hain toofan tere saath hain kinare
 
shauq se khud jo mere raah numa hote hain
meri kismat ke wahi aabla pa hote hain
 
jinhen hasil hai tera qarb khush kismat sahi laiken
teri hasrat liye mar jaane wale aur hote hain


Ques....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mein Dukhi hun, Mera bharat Gham mana raha hai by Ricky in Shairy-E-Watan
**Byaah Hua Hai Dard Se Mera Aur Gham Se Meri Hui Sagaii** by *~*Pakeezah Aanchal*~* in Shayri-E-Dard
Mera Gham by Nino in Shayri-E-Dard
mera gham by mk.johri in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:25:43 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.087 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer