Unke Pyar Mein Qaid Hai Ab Bhi.., Rishi

by Rishi Agarwal on January 22, 2011, 07:39:05 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 2441 times)
ParwaaZ
Guest
«Reply #15 on: January 23, 2011, 05:53:06 PM »
Rishi Jee Aadaab!

Behad khoob ahsaas O khayaal se piroyi hai aapki yeH kalaam
Ashaar to sabhi khoob rahe ....

Par yeH quoted ashaar hume behad khoob lage..
Daad hazir hai..

Likhate rahiye....
Khush O aabaad rahiye.....
Khuda Hafez.... Usual Smile         





Jitna Unki Yadoon Se Dur Jana Chahata Hu,
Unhe Unta Hi Dil Ke Kareeb Pata Hu Ab Bhi..

Janta Hu Ki Wo Ab Meri Kabhi Nahi Ho Sakti,
Na Jane Kyu Phir Bhi Unhe Paane Ki Aas Hai Ab Bhi..

Jab Bhi Naam Aata Hain Unka Kahi Par,
Dil Mein Ek Dard Sa Uthta Hai Tab Bhi..

Wo Aazad Panchi Ki Tarah Ghum Rahe Hai,
Aur Ek Hum Hai Jo Unke Pyar Mein Qaid Hai Ab Bhi..



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Qaid ho kin hadeedee hijaaboun mein tum? by abdbundeli in Ghazals
Band kamroun mein kyoun qaid hai zindagee? by abdbundeli in Ghazals
Yaaree hai, to, yaar ko, Karo jigar mein qaid! by abdbundeli in Shayri for Khumar -e- Ishq
PYAR MEIN QAID by saahill in Shayri-E-Dard
laao pyar se unke gulaal laga du by RAAJA1234 in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
dead heart
Guest
«Reply #16 on: January 23, 2011, 06:53:10 PM »
Ager main kahun kay yeh nazm mere dil kay halat darshati hai, toh galat nahin
hoga..Bahaut bahaut aur bahaut khoob..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #17 on: January 23, 2011, 07:04:34 PM »
Rishi Jee Aadaab!

Behad khoob ahsaas O khayaal se piroyi hai aapki yeH kalaam
Ashaar to sabhi khoob rahe ....

Par yeH quoted ashaar hume behad khoob lage..
Daad hazir hai..

Likhate rahiye....
Khush O aabaad rahiye.....
Khuda Hafez.... Usual Smile         


Shukriya Parwaz Ji Hum To Bus Apne Dil Ka Haal Likh Dete Hai
Hum Nahi Jante Ki Accha Likha Hai Ya Bura Lekin Jab Comment Milte Hai To Lagta Hai Ki Humari Mehnat Safal Ho Gai
Shukriya Meri Likhi Is Post Ko Pasand Karne Ka
Aap Bhi Humesha Khush Rahiyega

Rishi
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #18 on: January 23, 2011, 07:06:23 PM »
Ager main kahun kay yeh nazm mere dil kay halat darshati hai, toh galat nahin
hoga..Bahaut bahaut aur bahaut khoob..
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Khush rahiye..!

Shukriya Rahim Bhai Hume Accha Laga Ki Aapko Humari Likhi Ye Post Acchi Lagi... Aur Meine Apne Dil Ka Haal Likha Hai Aur Agar Mere Dil Ke Khayalat Agar Aapse Milte Hai To Means Hum Dono Ek Hi Naw Ke Kashti Hai Bus Manjil Alag Hai Kyu Sahi Kha Na Rahim Bhai
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #19 on: January 23, 2011, 08:43:25 PM »
Wow bahut baddiya Rishi ji,hamesha ki tarah lajawab peshkash,hats off. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause Applause
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #20 on: January 23, 2011, 08:47:47 PM »
Wow bahut baddiya Rishi ji,hamesha ki tarah lajawab peshkash,hats off. icon_thumleft Applause Applause Applause Applause Applause Applause


Shukriya Madhu JI
Logged
marhoom bahayaat
Guest
«Reply #21 on: January 28, 2011, 08:22:12 PM »
Jane Kyu Unke Pyar Ko Mein Bhul Na Paya Ab bhi 
Kyu Unki Yaado Se Dur Na Ho Paya Mein Ab bhi,

Mana Ki Hum Ek Dusre Se Dur Ho Gaye,
Na Wo Bewafa The, Na Hum Bewafa The Kabhi..

Jane Us Samay Kyu Aise Halat Ban Gaye,
Na Wo Khush  Rah Pate, Na Hum Khush Rah Pate Kabhi ..

Mana Wo Ab Kisi Aur Ke Humsafar Ho Gaye,
Par Unki Chahat Ko Bhool Na Payenge Kabhi..

Jitna Unki Yadoon Se Dur Jana Chahata Hu,
Unhe Unta Hi Dil Ke Kareeb Pata Hu Ab Bhi..

Hain Sab Kuch Aaj Mere Aas Paas ,
Phir Bhi Tanha Mahsus Karta Hu Ab Bhi..

Janta Hu Ki Wo Ab Meri Kabhi Nahi Ho Sakti,
Na Jane Kyu Phir Bhi Unhe Paane Ki Aas Hai Ab Bhi..

Jab Bhi Naam Aata Hain Unka Kahi Par,
Dil Mein Ek Dard Sa Uthta Hai Tab Bhi..

Dhundhta Hu Unko Mein Sunsaan Raho Mein,
Rona To Bahut Chaha, Par ansoon Na Nikale Tab Bhi..

Wo Aazad Panchi Ki Tarah Ghum Rahe Hai,
Aur Ek Hum Hai Jo Unke Pyar Mein Qaid Hai Ab Bhi..




achcha andaaz-e- bayaan hai qaid ka rishi ji
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #22 on: January 29, 2011, 03:14:55 PM »
achcha andaaz-e- bayaan hai qaid ka rishi ji

Shukriya Marhoom Ji
Logged
ek_tamanna
Guest
«Reply #23 on: January 31, 2011, 11:46:10 AM »
Jitna Unki Yadoon Se Dur Jana Chahata Hu,
Unhe Unta Hi Dil Ke Kareeb Pata Hu Ab Bhi..


bahut khoob rishi ji ...........ehesaas apna sa laga

ek sher arz hai...........


Ajab dastoor-e-Qudrat ka kare koi bhare koi
gham-e-hayat se yahaN ubhare koi bikhre koi
Logged
KOYAL46
Guest
«Reply #24 on: January 31, 2011, 01:05:15 PM »
Kab hogi jamaanat Rishi ji.....?
Parole par he aa jaao bahaar.... Giggle Giggle Giggle

Mast poem Rishiji.... Applause Applause Applause Applause Applause

Niklo tum quid se usski yaado kay
Bhulo usse jo hui nahi kabhi teri

Naa bhatko yuhee tum dhundte ussko rahon me
Milgaya humsafar wo rehti ab uski baahon me
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #25 on: February 02, 2011, 05:25:27 PM »
achcha andaaz-e- bayaan hai qaid ka rishi ji

Shukriya Marhoom JI
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #26 on: February 02, 2011, 05:30:50 PM »
Jitna Unki Yadoon Se Dur Jana Chahata Hu,
Unhe Unta Hi Dil Ke Kareeb Pata Hu Ab Bhi..


bahut khoob rishi ji ...........ehesaas apna sa laga

ek sher arz hai...........


Ajab dastoor-e-Qudrat ka kare koi bhare koi
gham-e-hayat se yahaN ubhare koi bikhre koi

Shukriya Tamanna JI And Nice Line 
Logged
Rishi Agarwal
Guest
«Reply #27 on: February 02, 2011, 05:56:44 PM »
Kab hogi jamaanat Rishi ji.....?
Parole par he aa jaao bahaar.... Giggle Giggle Giggle

Mast poem Rishiji.... Applause Applause Applause Applause Applause

Niklo tum quid se usski yaado kay
Bhulo usse jo hui nahi kabhi teri

Naa bhatko yuhee tum dhundte ussko rahon me
Milgaya humsafar wo rehti ab uski baahon me


Hum To Kabke Riha Kar Diye Gaye Qaid Se Koyal Ji
Ab Parole Ki Kya Jarrurat Hai Humein

Shukriya  And Nice Line Koyal JI
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:47:28 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer