manjum
Guest
|
Uphaas bacha........
Jeevan ka bhoogol kho gaya Paas mere itihaas bacha. Na khushiyon ka anubhav baki Na dukh ka aabhaas bacha.
Sab samman maan kho gaye Peeda ke ehsas rah gaye. Jitne tumne dard diye the Wo aankhon ki raah bah gaye. Jeevan ka sab kuchh hare Paas sirf uphaas bacha...
Wo hi hamko bhul gaya jo Sanso sang aata jata tha. Ik andesha sa tha ’mann’ ko Isilie ghabara jata tha. Mita diya hai sab yadon ko Thoda sa madhumaas bacha...
Cheer cheer kar hirdaya dikhaya Par usne na ek suni. Shankaon ki nayi kahani Har din apne aap buni. Agni-pariksha paar kar gaye Fir bhi na viswaas bacha...
Jeevan ka bhoogol kho gaya Paas mere itihaas bacha. Na khushiyon ka anubhav baki Na dukh ka aabhaas bacha.....
Manju "mann"
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
annu_genis
Guest
|
|
«Reply #1 on: May 23, 2011, 06:59:19 AM » |
|
Manjum ji ..bahut waqt baat itni achchi kavita padne ka mauka mila.. Great piece of work!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #2 on: May 23, 2011, 07:04:03 AM » |
|
bahut bahut shukriya annuji.... bas ek prayas hai.... shukriya ki aapne samay dia aur pasand kia..... duaye dete rahie
sath raihe...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #3 on: May 23, 2011, 08:14:19 AM » |
|
Bahut Bahut Khooob Anju ji..
Bahut Achi Kavita Likhi hai aapne
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #4 on: May 23, 2011, 08:27:29 AM » |
|
bahut bahut shukriya khwaishji.....
aapka sath yun hi bana rahe....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
adil bechain
Umda Shayar
Rau: 161
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:31 days, 18 hours and 24 minutes.
Posts: 6552 Member Since: Mar 2009
|
|
«Reply #5 on: May 23, 2011, 08:31:30 AM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #6 on: May 23, 2011, 08:37:36 AM » |
|
bahut bahut shukriya adilji.....
duaye dete rahie.... sath rahiega....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #7 on: May 23, 2011, 09:03:00 AM » |
|
Uphaas bacha........
Jeevan ka bhoogol kho gaya Paas mere itihaas bacha. Na khushiyon ka anubhav baki Na dukh ka aabhaas bacha.
Sab samman maan kho gaye Peeda ke ehsas rah gaye. Jitne tumne dard diye the Wo aankhon ki raah bah gaye. Jeevan ka sab kuchh hare Paas sirf uphaas bacha...
Wo hi hamko bhul gaya jo Sanso sang aata jata tha. Ik andesha sa tha ’mann’ ko Isilie ghabara jata tha. Mita diya hai sab yadon ko Thoda sa madhumaas bacha...
Cheer cheer kar hirdaya dikhaya Par usne na ek suni. Shankaon ki nayi kahani Har din apne aap buni. Agni-pariksha paar kar gaye Fir bhi na viswaas bacha...
Jeevan ka bhoogol kho gaya Paas mere itihaas bacha. Na khushiyon ka anubhav baki Na dukh ka aabhaas bacha.....
Manju "mann"
bahut khoob manjum
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #8 on: May 23, 2011, 09:07:56 AM » |
|
bahut bahut shukriya shebaji....
sath rahie........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #9 on: May 23, 2011, 10:07:08 AM » |
|
bht khub…… daad dil se
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nirala
Guest
|
|
«Reply #10 on: May 23, 2011, 10:07:27 AM » |
|
bht khub…… daad dil se
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #11 on: May 23, 2011, 10:09:57 AM » |
|
bahut bahut shukriya niralaji....
sath rahiega.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
MANOJ6568
Khaas Shayar
Rau: 31
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:42 days, 19 hours and 59 minutes.
Astrologer & Shayer
Posts: 12017 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #12 on: May 25, 2011, 05:52:10 AM » |
|
nice us maye*, ka koi jawab nahi manoj jo pilaye saaki teri gazel ki tarriff ke liye shabd nahi hai baki Uphaas bacha........
Jeevan ka bhoogol kho gaya Paas mere itihaas bacha. Na khushiyon ka anubhav baki Na dukh ka aabhaas bacha.
Sab samman maan kho gaye Peeda ke ehsas rah gaye. Jitne tumne dard diye the Wo aankhon ki raah bah gaye. Jeevan ka sab kuchh hare Paas sirf uphaas bacha...
Wo hi hamko bhul gaya jo Sanso sang aata jata tha. Ik andesha sa tha ’mann’ ko Isilie ghabara jata tha. Mita diya hai sab yadon ko Thoda sa madhumaas bacha...
Cheer cheer kar hirdaya dikhaya Par usne na ek suni. Shankaon ki nayi kahani Har din apne aap buni. Agni-pariksha paar kar gaye Fir bhi na viswaas bacha...
Jeevan ka bhoogol kho gaya Paas mere itihaas bacha. Na khushiyon ka anubhav baki Na dukh ka aabhaas bacha.....
Manju "mann"
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manjum
Guest
|
|
«Reply #13 on: May 25, 2011, 06:05:09 AM » |
|
bahut bahut shukriya manojji..... yun hi sath rahie.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
MANOJ6568
Khaas Shayar
Rau: 31
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:42 days, 19 hours and 59 minutes.
Astrologer & Shayer
Posts: 12017 Member Since: Feb 2010
|
|
«Reply #14 on: May 25, 2011, 06:07:28 AM » |
|
bahut bahut shukriya manojji..... tun hi sath rahie.....
hunn saath he hai g
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|