Us Khaat Ko Kaalejay Say Laga Rakha Hai

by Kashifib on July 27, 2012, 07:42:58 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 810 times)
Kashifib
Guest

Dil Ki Cho'khaat Pe Jo Ak Deep Jala Rakha Hai
Tere Laut Aney Ka Emkaan Saja Rakha Hai
 
Sans Taak Bhi Nahi Laite Tujhe Sochte Hue
Hum Ne Is Kaam Ko Bhi Kaal Pe Utha Rakha Hai
 
Rooth Jate Ho To Kuch Or Haseen Lagte Ho
Hum Ne Ye Soch K Hee Tum Ko Khafa Rakha Hai
 
Tum Jesi Rootha Hua Choor Gayee Thay Ek Din
Hum Ne Us Shaam Ko Seenay Say Laga Rakha Hai
 
Chein Laine Nahi Daite Ye Kisi Toor Mujhe
Teri Yadoon Ne Jo Tufaan Utha Rakha Hai
 
Janay Walay Ne Kaha Tha K Wo Loote Ga Zaror
E Isi Aas Pee Darwaza Khula Rakha Hai
 
Tere Janay Say Jo Ke Dhool Uthee Thi Ghaam Ki
Hum Ne Us Dhool Ko Ankhon Main Basa Rakha Hai
 
Mujh Ko Kal Shaam Say Wo Yaad Bohut Ane Lagay
Dil Ne Mud'dat Say Jo Ek Shaks Bhula Rakha Hai
 
Akhri Bar Jo Ayaa Tha Mere Naam
Main Ne Us Khaat Ko Kaalejay Say Laga Rakha Hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
tum ko khafa rakha hai by Pooja in Miscellaneous Shayri « 1 2 3  All »
kya rakha hai by sanya310 in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
~~~Rakha hai~~~ by Ravinder in Shayri-E-Dard
*~*Khaat Apni Khadi Ho Gayee*~* by Roja in Miscellaneous Shayri
Dil say Laga Rakha Hai by pakipimpsta in Shayri-E-Dard
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: July 27, 2012, 10:29:15 AM »
bahut pyaaree ghazal hai dheron daa aur mubarakbaad
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #2 on: July 27, 2012, 11:40:03 AM »
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut bahut khoob....!!!
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: July 27, 2012, 03:55:00 PM »
bahut jabardast ghajal pesh kee hai aapne. bahut bahut khoob.
vaaaaaaaaaaaaaaaah
Applause Applause Applause
Logged
ParwaaZ
Guest
«Reply #4 on: July 28, 2012, 06:41:28 PM »
Mohammad Kashif Sahaab Aadaab!

Behad masarrat ho rahi hai janab aapko yahaaN dekhkar...
Aap aik behad achche writter hai janta huN.. so aur phir se
waapsi ki hai isse aur bhi khushi ho rahi hai... Usual Smile

ChaNd roz pahole hi aapki yeH kalaam padhi thi... behad khoob
kahi hai janab... aik aik ashaar gazab ka raha... behad
khoobsurat ashaaroN se saji gazal hai... is gazal par humari
hazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye... Usual Smile

Likhate rahiye... aate rahiye... Ummid hai aapkii kalaamoN se
ruberu hone ka mouqa milta raheNga... Usual Smile
Shaad O aabaad rahiye... 

Khuda Hafez... Usual Smile                 

Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #5 on: July 28, 2012, 06:45:12 PM »

Dil Ki Cho'khaat Pe Jo Ak Deep Jala Rakha Hai
Tere Laut Aney Ka Emkaan Saja Rakha Hai
 
Sans Taak Bhi Nahi Laite Tujhe Sochte Hue
Hum Ne Is Kaam Ko Bhi Kaal Pe Utha Rakha Hai
 
Rooth Jate Ho To Kuch Or Haseen Lagte Ho
Hum Ne Ye Soch K Hee Tum Ko Khafa Rakha Hai
 
Tum Jesi Rootha Hua Choor Gayee Thay Ek Din
Hum Ne Us Shaam Ko Seenay Say Laga Rakha Hai
 
Chein Laine Nahi Daite Ye Kisi Toor Mujhe
Teri Yadoon Ne Jo Tufaan Utha Rakha Hai
 
Janay Walay Ne Kaha Tha K Wo Loote Ga Zaror
E Isi Aas Pee Darwaza Khula Rakha Hai
 
Tere Janay Say Jo Ke Dhool Uthee Thi Ghaam Ki
Hum Ne Us Dhool Ko Ankhon Main Basa Rakha Hai
 
Mujh Ko Kal Shaam Say Wo Yaad Bohut Ane Lagay
Dil Ne Mud'dat Say Jo Ek Shaks Bhula Rakha Hai
 
Akhri Bar Jo Ayaa Tha Mere Naam
Main Ne Us Khaat Ko Kaalejay Say Laga Rakha Hai


veriiiiiiiiiiiiii naaaaaaaaaaice-welcome
Logged
Kashifib
Guest
«Reply #6 on: July 29, 2012, 06:46:55 PM »
Mohammad Kashif Sahaab Aadaab!

Behad masarrat ho rahi hai janab aapko yahaaN dekhkar...
Aap aik behad achche writter hai janta huN.. so aur phir se
waapsi ki hai isse aur bhi khushi ho rahi hai... Usual Smile

ChaNd roz pahole hi aapki yeH kalaam padhi thi... behad khoob
kahi hai janab... aik aik ashaar gazab ka raha... behad
khoobsurat ashaaroN se saji gazal hai... is gazal par humari
hazaaroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye... Usual Smile

Likhate rahiye... aate rahiye... Ummid hai aapkii kalaamoN se
ruberu hone ka mouqa milta raheNga... Usual Smile
Shaad O aabaad rahiye... 

Khuda Hafez... Usual Smile                 


Buhat Shukriya, mere kalaam ko pasand karne aur pharne ka. Aap hazraat ki duaein chahiye aur hum dil ke jazabaat aapke liye yunhi likhte rahenge
App ki Duaon ka talabgaar.

Kashif Iqbal
Logged
suman59
Guest
«Reply #7 on: July 29, 2012, 06:56:34 PM »
very nice sharing  Applause Applause
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:33:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.113 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer