Usi ka asar hai shayad ye

by klaskar on April 11, 2010, 07:15:33 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2003 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
Aaj har taraf bahut sunapan hai.Bahut khaali khaali sa lagta hai har taraf. Shayad jo mohabbat ka toofan tha wo shaant ho gaya...

Usi ka asar hai shayad ye

aaj mausam mein khamoshi hai,
toofan shant ho gaya,
usi ka asar hai shayad ye,
kahin aag lagi thi,
wo bujh gayi ,
usi ka asar hai shayad ye...

kal tak ek wajah thi mere jeene ki,
wo wajah khatam ho gayi,
usi ka asar hai shayad ye,
kal tak khoya rehta tha khwaab me,
aaj Wo khwaab tut gaya,
usi ka asar hai shayad ye...

saath chalna tha humko safar me,
baantke ghum aur khushiyaan,
kuch pal saath chalen bhi the hum,
aaj wo safar khatam ho gaya,
usi ka asar hai shayad ye...

jab milne jaata tha main usse,
Kehti mujhse, o preetam, o pyare,
tumse mujhe mohabbat hai,
aaj wo mohabbat khatam ho gayi,
usi ka asar hai shayad ye....

aaj mausam mein khamoshi hai,
toofan shant ho gaya,
usi ka asar hai shayad ye...
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mohabbat Ka Asar,. by Azeem Azaad in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Asar Mulakat ka by NewYorker in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
chahat ka asar..... by niyaz999 in Share:Love Poetry
dil ka asar. by lajo in Shayri-E-Dard
Aag bhi lage Be.asar !! by deepika_divya in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2  All »
neelgold
Guest
«Reply #1 on: April 11, 2010, 08:55:49 PM »
Wah KApil Ji ..........
Khoob kahi aap ne........

Usi ka asar hai ki aaj yeh nazam main itna dard hai 
Usi ka asar hai ki aaj yeh Alam itna sard hai
Voh nahi hai to yeh Aknhain Num kyon hai
Usi ka asar hai ki aaj b seene main voh dard hai ...............

Is DIl main uthethe hai toofan kai 
Dimag main ulzthe hai sawal kai
Kya gila aur shikva karin kissi se
Usi ka asar hai jo aaj yeh ban rehe hai Kalam kai...............


Aaj har taraf bahut sunapan hai.Bahut khaali khaali sa lagta hai har taraf. Shayad jo mohabbat ka toofan tha wo shaant ho gaya...

Usi ka asar hai shayad ye

aaj mausam mein khamoshi hai,
toofan shant ho gaya,
usi ka asar hai shayad ye,
kahin aag lagi thi,
wo bujh gayi ,
usi ka asar hai shayad ye...

kal tak ek wajah thi mere jeene ki,
wo wajah khatam ho gayi,
usi ka asar hai shayad ye,
kal tak khoya rehta tha khwaab me,
aaj Wo khwaab tut gaya,
usi ka asar hai shayad ye...

saath chalna tha humko safar me,
baantke ghum aur khushiyaan,
kuch pal saath chalen bhi the hum,
aaj wo safar khatam ho gaya,
usi ka asar hai shayad ye...

jab milne jaata tha main usse,
Kehti mujhse, o preetam, o pyare,
tumse mujhe mohabbat hai,
aaj wo mohabbat khatam ho gayi,
usi ka asar hai shayad ye....

aaj mausam mein khamoshi hai,
toofan shant ho gaya,
usi ka asar hai shayad ye...
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #2 on: April 11, 2010, 09:32:49 PM »
Bahut bahut khoob Kapil ji and Neel ji,aap dono ne bahut hi dard aur khoobsurti se likha.excellent Hats off to you! Applause Applause Applause Applause icon_thumleft
Logged
riyaz106
Guest
«Reply #3 on: April 12, 2010, 06:43:42 AM »
Bahot khoob Kapil ji. Bahot achhe.
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #4 on: April 12, 2010, 07:50:55 AM »
Wah Bahut Khoob Kapil Ji
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #5 on: April 12, 2010, 07:52:04 AM »
Wah KApil Ji ..........
Khoob kahi aap ne........

Usi ka asar hai ki aaj yeh nazam main itna dard hai 
Usi ka asar hai ki aaj yeh Alam itna sard hai
Voh nahi hai to yeh Aknhain Num kyon hai
Usi ka asar hai ki aaj b seene main voh dard hai ...............

Is DIl main uthethe hai toofan kai 
Dimag main ulzthe hai sawal kai
Kya gila aur shikva karin kissi se
Usi ka asar hai jo aaj yeh ban rehe hai Kalam kai...............


Nice response Neel Ji
Logged
cara
Guest
«Reply #6 on: April 12, 2010, 08:37:02 AM »
Wah kya baat hai          Klaskar ji.....


"Usi ka asar hai shayad ye"....
mera dil kisi aur ko nahi chahta
khahi hai peheli mohabbat mein aesi thookar
ki mohabbat ke naam se hi mera dil gabhrata
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #7 on: April 12, 2010, 08:58:31 AM »
Wah kya baat hai          Klaskar ji.....


"Usi ka asar hai shayad ye"....
mera dil kisi aur ko nahi chahta
khayee hai peheli mohabbat mein aesi thokar
ki mohabbat ke naam se hi mera dil gabhrata

Good one Cara Ji
Logged
madhuwesh
Guest
«Reply #8 on: April 12, 2010, 09:09:44 AM »
Wah bahut khoob Cara ji,lovely lines.excellent icon_thumleft Applause Applause Applause Applause


USI KI CHAHAT KA ASAR HAI SHAYAD JO MUJHE GAZAL LIKHNE PE MAJBOOR KAR DIYA
MERE ZAKHMI DIL MEIN APNA NAAM LIKH GAYA
USI KI DEEWANAPAN KA ASAR HAI SHAYAD,JO MERE CHAHERE PE MUSKAAN AA GAYE.

EK KOSHISH MERI TARAF SE. Feared. Feared. notworthy

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #9 on: April 12, 2010, 07:44:34 PM »
Bahut bahut shukriya Madhu ji...!!!

Bahut bahut khoob Kapil ji and Neel ji,aap dono ne bahut hi dard aur khoobsurti se likha.excellent Hats off to you! Applause Applause Applause Applause icon_thumleft
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #10 on: April 12, 2010, 07:45:35 PM »
Bahut bahut shukriya Riyaz ji...!!!

Bahot khoob Kapil ji. Bahot achhe.
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #11 on: April 12, 2010, 07:48:43 PM »
Bahut bahut shukriya Rajesh ji...!!!

Wah Bahut Khoob Kapil Ji
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #12 on: April 12, 2010, 07:49:53 PM »
Thanx Cara ji...!!!

Wah kya baat hai          Klaskar ji.....


"Usi ka asar hai shayad ye"....
mera dil kisi aur ko nahi chahta
khahi hai peheli mohabbat mein aesi thookar
ki mohabbat ke naam se hi mera dil gabhrata
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #13 on: April 12, 2010, 07:59:36 PM »
aapne bahut khoob likha hai Madhu ji....bahut hi khoobsurat koshish ki hai aapne... uski taarif me do line likh raha hoon...!!!

khoobsurti to aapke baaton me bhi hai,
ghazal aap bahut khoobsurat likhte hain,
kabhi kabhi sochte hain kitna khoobsurat dil hoga aapka,
jiske hone se aap itna khoobsurat likhte hain,

na to asar kisi deewane ka hai,
na to zakhmi huye dil ka hai,
ek dil hai apka bahut khoobsurat,
asar to ye bas usi ka hai ...


USI KI CHAHAT KA ASAR HAI SHAYAD JO MUJHE GAZAL LIKHNE PE MAJBOOR KAR DIYA
MERE ZAKHMI DIL MEIN APNA NAAM LIKH GAYA
USI KI DEEWANAPAN KA ASAR HAI SHAYAD,JO MERE CHAHERE PE MUSKAAN AA GAYE.

EK KOSHISH MERI TARAF SE. Feared. Feared. notworthy


Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #14 on: April 12, 2010, 08:33:24 PM »
Shukriya Neel... aur aapne bhi bahut hi pyaara aur dard bhara nagma likha hai.... bahut hi achcha likha hai...

haan sach kaha aapne usi ka asar hai shayad ye,
kuch yaadein jo dil ki dhadkane tez kar jaati hai,
kuch baatein jo khamoshi ko cheer jaati hai,
kuch nagmein hai jo hum tanhaayi me gungunate hain,
kal tak unke saathe gate the har geet,
aaj wo nahi to un geeton me unki kami si hai,
kal tak gaate the mohabbat k taraane,
aaj unhi taraano me sirf dard hai,
aaj mausam mein khamoshi hai,
toofan jo tha pyaar ka wo shaant ho gaya,
jo diya jalaya tha mohabbat ka wo bujh gaya,
usi ka asar hai shayad ye.....


Wah KApil Ji ..........
Khoob kahi aap ne........

Usi ka asar hai ki aaj yeh nazam main itna dard hai 
Usi ka asar hai ki aaj yeh Alam itna sard hai
Voh nahi hai to yeh Aknhain Num kyon hai
Usi ka asar hai ki aaj b seene main voh dard hai ...............

Is DIl main uthethe hai toofan kai 
Dimag main ulzthe hai sawal kai
Kya gila aur shikva karin kissi se
Usi ka asar hai jo aaj yeh ban rehe hai Kalam kai...............


Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 27, 2025, 07:39:06 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.149 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer