Uske Bagair,.

by Jaanasheen on April 07, 2009, 12:26:31 PM
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Author  (Read 2408 times)
Roja
Guest
«Reply #30 on: April 08, 2009, 10:07:28 AM »
BAHUT ACCHA LIKHA HAI AZEEM Applause Applause
MERI BHI DUA'IN HAMESHA AAPKE AUR AAPKI MOHABBAT KE SAATH HAIN

Kuch khamoshi si labon pe chaayi hai
Baatein to bahut hain par zubaan kuch na keh paayi hai

Aaoge jab tum laut kar to keh denge tumse
Haan tum bin mehfilon mein bhi tanhaai hi nazr aayi hai

NICE REPLIES ANGEL JI AND ROJA DI
Applause Applause

Thanks dear Diya.... Lovely lines  Applause
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
unke bagair by VIKRANT in Shayri for Khumar -e- Ishq
-Bagair Unke Bhi- by HumTum is back in Shayri-E-Dard
tumhare bagair by innocent.devil20 in Shayeri for Dard -e- Bewafai
|| Tere Bagair || by angel4u in Shayri-E-Dard
<>*Uske dard uske gamon k sath…*<> by *KasaK*....Dil Ki in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
diya786
Guest
«Reply #31 on: April 08, 2009, 10:11:59 AM »
Shukriya Kashish Ji, And Nice Lines,.
Aur Duaaon Ke Liye Bhi Shukriya,.

Har Taraf, Har Jagaah, Tanhaai Nazar Aati Hai,.
Uski Jab Main Yaad Karoon, Hawaa Bhi Tehar Jaati Hai,.

Rab Ki Maslihat Rab Hi Jaane "Azeem,.
Jab Wo Saath Nahi, To Lamhe Bhi Lagte Hain Saal Ki Tarah,.
Jab Wo Saath Rahe Mere, Tab Sadiyon Bhi Lamhon Mein Guzar Jaati Hai,.

_______________________________________-Jaanasheen-




nice lines again Azeem  Clapping Smiley Clapping Smiley

Aaj hawaa bhi paigaam tumhara hi laayi hai
kehti hai ki tumhe bhi meri hi yaad aayi hai

Kaash kuch yun hota ki tum bhi hote paas mere
Tab tumhe kehta ki aisi "Kashish" tumhari dil pe chaayi hai
Logged
diya786
Guest
«Reply #32 on: April 08, 2009, 10:13:01 AM »
bahut bahut shukriya Roja di notworthy
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: April 08, 2009, 10:13:47 AM »
hmm.... Yaad aa rahi hai kya...  Usual Smile

Sanson mein base huye teri yaad aur khaylon ko
Na bhool paye hum
Sukoon milta nahi kahi, kahan jau mai, tum bin  
Ab tum hi bata teri yaad aur khayalon ko dil se bhuladu kaise?


Sahi Kaha Yahi Dilka Haal Hai Mera,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #34 on: April 08, 2009, 10:17:38 AM »
nice lines again Azeem  Clapping Smiley Clapping Smiley

Aaj hawaa bhi paigaam tumhara hi laayi hai
kehti hai ki tumhe bhi meri hi yaad aayi hai

Kaash kuch yun hota ki tum bhi hote paas mere
Tab tumhe kehta ki aisi "Kashish" tumhari dil pe chaayi hai


Thank U Kashish Ji, And Nice One,.

Yaad Uski Aksar Tanhaa Kar Jaati Hai Mujhe,.
Jahaan Bhi Dekhoon, Bas Wohi Nazar Aati Hai Mujhe,.

Paas Jab Thi, To Saanson Ka Bhi Khayal Rakhti Thi,.
Ab Door Jaakar, Pal Pal Tardpaati Hai Mujhe,.
Jahaan Bhi Dekhoon, Bas Wohi Nazar Aati Hai Mujhe,.

____________________________-Jaanasheen-
Logged
jannatjahan
Guest
«Reply #35 on: April 21, 2009, 08:31:57 AM »
Bahut khubsurat nagma pesh kiya hai aapne Azeem
Really Toooo Gooddddd Applause Applause Applause

Aapne bhi bahut achha reply kiya hai Angel Dear Applause Applause Applause
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #36 on: April 21, 2009, 12:15:04 PM »
tanhaee ka alam humara bhi gehra thah, dehko sanam hum laut aaen hain.
hum bhi beychaen thaeh sajan, aap bhi yaad bahot aen hain.
bekaraari ban kar tumhe sataya hoga shayad, ub hum hee karaar ban kar aaen hain!

missed my friends while i was gone!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #37 on: April 21, 2009, 03:11:33 PM »
Bahut khubsurat nagma pesh kiya hai aapne Azeem
Really Toooo Gooddddd Applause Applause Applause

Aapne bhi bahut achha reply kiya hai Angel Dear Applause Applause Applause

Thank U Very Much, Shweta Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: April 21, 2009, 03:14:04 PM »
tanhaee ka alam humara bhi gehra thah, dehko sanam hum laut aaen hain.
hum bhi beychaen thaeh sajan, aap bhi yaad bahot aen hain.
bekaraari ban kar tumhe sataya hoga shayad, ub hum hee karaar ban kar aaen hain!

missed my friends while i was gone!

Tera Aana Yun Lagta Hai Jaise, Bahaar Zindagi Mein Aa Gayi,.
Tere Aane Se Mere Gulshan Mein Sidraah, Kaliyaan Muskuraa Gayi,.
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #39 on: April 21, 2009, 03:35:54 PM »
Tera Aana Yun Lagta Hai Jaise, Bahaar Zindagi Mein Aa Gayi,.
Tere Aane Se Mere Gulshan Mein Sidraah, Kaliyaan Muskuraa Gayi,.

hai ji! sachchi?Huh??
Logged
Pages: 1 2 [3]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:34:25 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer