Intezar
Guest
|
Uske hontho par ruk ruk kar meri saanse ab bhi chalti hai Jaise mujhe khud se juda karne ki use saza ab bhi milti hai
Bitaate hain jo din apna gair ki mehfil mein muskura kar Raato ko unke takiye par ansuon ki sada ab bhi milti hai
Sukun itna bhi na diya usne ki ek nazar bhar dekh lun Aur ek wo hai ki meri tasveer se khafa ab bhi milti hai
saare ehsaas mitaane me laga hua hai wo ek umra se par uske rukh par meri tehreere hayaa ab bhi milti hai
Jo barbaad karke bhi mujhe, bechain sa nazar aata hai aaj Kehte kehte uski khamosh ho jaane ki ada ab bhi milti hai
sochte hain mere baad wo meri qaid se riha huye lekin jaha jaate hain wo unhe meri raahe wafa ab bhi milti hai
Mere fanaa hone ka bhi yakeen ab tak na huaa kisi ko bhi log kehte hai lahad par Intezar ki siskiya ab bhi milti hai… !
Shukriya Intezar !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
riyaz106
Guest
|
|
«Reply #1 on: January 09, 2011, 04:13:08 AM » |
|
Nice one poem Intezar ji. Keep it up.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
killbill
|
|
«Reply #2 on: January 09, 2011, 04:39:04 AM » |
|
wah bhai Intezaar-- kya khubb likha aapne. mohabbat ki judai aur narazgi ka dard-- apne mehboob ke khafa hone ki aur aapko dard dekar khud apne hi ashq bahane ke ehsaas ko alfaaz bhi aapne khubb dia hai. bahut khubb. bas ek guzarish hai---kuch jagahon pr comma ( , ) lagaya kariye. khus rahiye sukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
dead heart
Guest
|
|
«Reply #3 on: January 09, 2011, 06:52:32 AM » |
|
Bahaut khoob Intezar jee.. Khush rahiye!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
manzil-e-ishq
Guest
|
|
«Reply #4 on: January 09, 2011, 09:32:27 AM » |
|
bht khoob intezaar ji.... specially 1st and last one..... superb....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
brokenbyluv
Guest
|
|
«Reply #5 on: January 09, 2011, 11:54:00 AM » |
|
Waah lajwaab peshkash intezar ji yu laga jaise merre dil k kuch dabe ehsaso ko afzo ka libas pehna diya ho apne..bahut umda..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sbechain
Guest
|
|
«Reply #6 on: January 09, 2011, 12:14:46 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
parinde
Guest
|
|
«Reply #7 on: January 09, 2011, 02:24:35 PM » |
|
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #8 on: January 09, 2011, 05:11:25 PM » |
|
Shukriya Riyaz ji... Intezar ! Nice one poem Intezar ji. Keep it up.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #9 on: January 09, 2011, 05:13:10 PM » |
|
Shukriya KillBill bhai bahut bahut shukriya dil se lagaa kar padhne ke liye... aap ka saath humesha bana rahe yahi duaa hai... aur aapki baat par aage se khayal karenge... Shukriya bahut bahut shukriya... Intezar ! wah bhai Intezaar-- kya khubb likha aapne. mohabbat ki judai aur narazgi ka dard-- apne mehboob ke khafa hone ki aur aapko dard dekar khud apne hi ashq bahane ke ehsaas ko alfaaz bhi aapne khubb dia hai. bahut khubb. bas ek guzarish hai---kuch jagahon pr comma ( , ) lagaya kariye. khus rahiye sukriya
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #10 on: January 09, 2011, 05:14:20 PM » |
|
Shukriya Rahim Bhai... aap ke saath ka shukriya bahut bahut shukriya... aap bhi humesha muskuraate rahen... Intezar ! Bahaut khoob Intezar jee.. Khush rahiye!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #11 on: January 09, 2011, 05:16:12 PM » |
|
shukriya ji bahut bahut shukriya Manjil-e-ishq ji... gaur farmaaya aapne.... Shukriya ji shukriya... Intezar ! bht khoob intezaar ji.... specially 1st and last one..... superb....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #12 on: January 09, 2011, 05:18:19 PM » |
|
Geet ji humesha ki tarah hausla afzaayi ke liye tahe dil se bahut bahut shukriya... aap ka saath milta rehta hai bahut achha lagta hai... shukriya... Intezar ! Waah lajwaab peshkash intezar ji yu laga jaise merre dil k kuch dabe ehsaso ko afzo ka libas pehna diya ho apne..bahut umda..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Intezar
Guest
|
|
«Reply #13 on: January 09, 2011, 05:19:30 PM » |
|
Sheba ji dil se shukriya aapka bahut bahut shukriya hai ji... yun hi aate rahiye hausla badhaate rahiye... Shukriya Intezar !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rishi Agarwal
Guest
|
|
«Reply #14 on: January 11, 2011, 09:19:26 AM » |
|
Bahut Khub Intezar Ji Bahut Hi Sunder Rachna Hai Aapki Padh Kar Hume Accha Laga Daad Kabul Kijiye Intezar Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|