ANAAMIKA
Guest
|
वंचीता शापित है यह मेरा जीवन किसी अपराध के बिना क्या मुझे नही है कोई क्षमा याचना के बिना ? घिरी रहती हूँ बहुतों से पर हूँ किसी के प्रेम के बिना है मेरे सखा विशाल नीला आकाश लेकिन मैं किसी छाया के बिना मिले हमसफ़र गहरे सागर सा ईसी इंतज़ार मेँ आँखें रोती हैं आसुओं के बिना
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rawattanha
Guest
|
|
«Reply #1 on: February 04, 2009, 01:31:40 PM » |
|
wah wah kya khoob likha hai par kabhi nirash nahin hote zindagi mein. suno shapit tu nahin woh to bas ek gam ka saya hai ayega woh khud tere paas bas ek sham ka intzaar aur aya hai ghiri rahti hai tu bahuton ke beech uske bhi dil mein teri ek sada ka saya hai man waqt ki bewafayi ko har waqt ek saugat nayi laya hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ANAAMIKA
Guest
|
|
«Reply #2 on: February 04, 2009, 01:37:15 PM » |
|
Bahut shukriya aapko meri rachna pasand aai.... wah wah kya khoob likha hai par kabhi nirash nahin hote zindagi mein. suno shapit tu nahin woh to bas ek gam ka saya hai ayega woh khud tere paas bas ek sham ka intzaar aur aya hai ghiri rahti hai tu bahuton ke beech uske bhi dil mein teri ek sada ka saya hai man waqt ki bewafayi ko har waqt ek saugat nayi laya hai.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #3 on: February 04, 2009, 01:41:39 PM » |
|
वंचीता शापित है यह मेरा जीवन किसी अपराध के बिना क्या मुझे नही है कोई क्षमा याचना के बिना ? घिरी रहती हूँ बहुतों से पर हूँ किसी के प्रेम के बिना है मेरे सखा विशाल नीला आकाश लेकिन मैं किसी छाया के बिना मिले हमसफ़र गहरे सागर सा ईसी इंतज़ार मेँ आँखें रोती हैं आसुओं के बिना
Bohot Khoob Anamika Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Talat
Guest
|
|
«Reply #4 on: February 04, 2009, 01:42:20 PM » |
|
wah wah kya khoob likha hai par kabhi nirash nahin hote zindagi mein. suno shapit tu nahin woh to bas ek gam ka saya hai ayega woh khud tere paas bas ek sham ka intzaar aur aya hai ghiri rahti hai tu bahuton ke beech uske bhi dil mein teri ek sada ka saya hai man waqt ki bewafayi ko har waqt ek saugat nayi laya hai. Very NIce reply Rawattanha Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rawattanha
Guest
|
|
«Reply #5 on: February 04, 2009, 01:44:55 PM » |
|
Bahut shukriya aapko meri rachna pasand aai....
aji woh to apke dil ki halat bhi humari tarah hai jo apki rachna mein saaf jhalkti hai bas himmat rakho sab thik ho jayeg anamika frend.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rawattanha
Guest
|
|
«Reply #6 on: February 04, 2009, 01:46:42 PM » |
|
dhanyawaad celmira ji Very NIce reply Rawattanha Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ANAAMIKA
Guest
|
|
«Reply #7 on: February 05, 2009, 12:01:41 PM » |
|
Shukriya tahe dilse....Talatji aapko ye rachna pasand aai.. Bohot Khoob Anamika Ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ANAAMIKA
Guest
|
|
«Reply #8 on: February 05, 2009, 12:04:55 PM » |
|
Hosla bdhane ke liye dhanyavaad.... aji woh to apke dil ki halat bhi humari tarah hai jo apki rachna mein saaf jhalkti hai bas himmat rakho sab thik ho jayeg anamika frend.
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ANAAMIKA
Guest
|
|
«Reply #9 on: February 05, 2009, 12:07:56 PM » |
|
Shihabji himmat badhne ke liye shukriya... Good Jon Anamika Sis..Keep It Up..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rawattanha
Guest
|
|
«Reply #10 on: February 05, 2009, 12:19:16 PM » |
|
ANAMIKA TUMHE BURA TOH NAHIN LAGA MEINE TUMHARI IES RACHNA MEIN JYADA WAH WAH WAH KAR DI KYONKI APNE WOH SUNA HAI KI NAHI PATA NAHI PAR PHIR BHI BATA DETA HUN.
DIL KE ZAKHMON KO KOI SHAYARI SAMJHE TOH KOI GAM NAHIN. AJI TAQLIF TOH TAB HOTI HAI JOB KOI WAH WAH WAH KARTA HAI.
KYON SAHI HAI NA?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ANAAMIKA
Guest
|
|
«Reply #11 on: February 17, 2009, 07:43:04 PM » |
|
Aji bura kyu lage....Haquikat jo he so tou hai.... AApne tou kalam ki taariff ki hai....... UN SHABDON KO SARAHA HAI... JIN ME MAINE APNE DARD KO DHALA HAI.. aapka bahoot sukriya... ANAMIKA TUMHE BURA TOH NAHIN LAGA MEINE TUMHARI IES RACHNA MEIN JYADA WAH WAH WAH KAR DI KYONKI APNE WOH SUNA HAI KI NAHI PATA NAHI PAR PHIR BHI BATA DETA HUN.
DIL KE ZAKHMON KO KOI SHAYARI SAMJHE TOH KOI GAM NAHIN. AJI TAQLIF TOH TAB HOTI HAI JOB KOI WAH WAH WAH KARTA HAI.
KYON SAHI HAI NA?
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #12 on: February 17, 2009, 08:00:12 PM » |
|
nice work Anaamika and Rawat ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
ANAAMIKA
Guest
|
|
«Reply #13 on: February 17, 2009, 08:21:36 PM » |
|
Shukriya..Poojaji...AAp bhi kuchh likhti tou mazaa jyada aata.... nice work Anaamika and Rawat ji
|
|
|
Logged
|
|
|
|
smardia
Guest
|
|
«Reply #14 on: February 19, 2009, 11:37:37 AM » |
|
Anamikaji aapne fir se bahut sunder gehre soch wali per nirashavadi kavita likhi hai.... Padh ker kuchh kehne ka man ho raha he.... Ye kuchh panktiyen saadar samarpit hain.... वंचीते... न कोसो जीवन को अपने अभी तो कई बसंत बाकी हैं भीड़ में मिलता नहीं प्यार कलियाँ तो हमेशा ही घिरी रहती हैं आलियों से जो चूस मधु उड़ जाते नहीं प्यार कभी कर पाते प्रेम तो वरदान है जो कभी मिलता अनायास कभी बहुत इंतेजार के बाद प्यार को बीज डाल उगाओ तुम सिंचो उसे अपने स्नेह से त्याग-तपस्या की डालो खाद सखा तुम्हारा नीला आकाश देगा पानी और प्रकाश बस तुम रखो विश्वास न रहोगी तुम वंचीता मिलेगा तुम्हें अवश्य तुम्हारा.....प्यार.... सुरेंद्र मर्डिया
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|