viraana hoga~~~ SAAHIL

by salil2002 on April 19, 2009, 09:58:40 AM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1398 times)
salil2002
Guest
in this poem i m trying to express emotion of a guy who is physically disabled........and who don't want to be burden on her lover

chale jao tum mujhe akela chhodkar
main ek bojh hoon mujhe zindgi bhar oothana hoga

mere darakht k shareer main lag gayi hai deemakein
tumhe daal toote isse pahle kaahin basera basana hoga

bhool jao tum mujhe , aur mujhe bhi tumko bhoolne do
kii jab tak rahenge saath tab talak aansu bahana hoga

yeh pyaar ka bandhan hai ise todna muskil hai
magar main kya karoon , mujhe yeh gunaah oothana hoga

mere chahat se na kar shikwa koi
na soch kii meri zindgi ka koi aur tarana hoga

tum hi toh saaz mere , tum hi toh sangeet mere
baad tere mere mehboob yahan viraana hoga

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Saahil Ne Abhitak Ye ..... by Alam Qazi in Shayri-E-Dard
Saahil by Azedmeer in Critics and Review only Forum
saahil ki tadap by salil2002 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Viraana by pankajwfs in Shairi - E - Zindagi
Tasveer jalane se kya hoga .......saahil by saahill in Miscellaneous Shayri
dead heart
Guest
«Reply #1 on: April 19, 2009, 10:02:56 AM »
Wah Wah Saahil Saheb wah...Kitne dino bad kuch dil ko choo gaya... Applause Applause

Bhale hi toota hua hai tera shareer zalim,
Phir bhi tujhe mere saath ghar banana hoga,
Itni dhoor akar mujhe tanha chorne ki baat karte ho,
Abhi tumhe mere saath hi kabar main jana hoga...
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #2 on: April 19, 2009, 10:03:55 AM »
 

       salil........................merly outstanding ....very...very ..very  nice ....yaar aap to chaa gaye ...mazaa aa gyaa padh kar...

 keep writing


   K_A
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #3 on: April 19, 2009, 10:05:37 AM »
Wah Wah Saahil Saheb wah...Kitne dino bad kuch dil ko choo gaya... Applause Applause

Bhale hi toota hua hai tera shareer zalim,
Phir bhi tujhe mere saath ghar banana hoga,
Itni dhoor akar mujhe tanha chorne ki baat karte ho,
Abhi tumhe mere saath hi kabar main jana hoga...


DH ......HA...HAA   YEH TO ZABARDASTI HAI...BUT NICE LINES
Logged
Talat
Guest
«Reply #4 on: April 19, 2009, 10:11:20 AM »
in this poem i m trying to express emotion of a guy who is physically disabled........and who don't want to be burden on her lover

chale jao tum mujhe akela chhodkar
main ek bojh hoon mujhe zindgi bhar oothana hoga

mere darakht k shareer main lag gayi hai deemakein
tumhe daal toote isse pahle kaahin basera basana hoga

bhool jao tum mujhe , aur mujhe bhi tumko bhoolne do
kii jab tak rahenge saath tab talak aansu bahana hoga

yeh pyaar ka bandhan hai ise todna muskil hai
magar main kya karoon , mujhe yeh gunaah oothana hoga

mere chahat se na kar shikwa koi
na soch kii meri zindgi ka koi aur tarana hoga

tum hi toh saaz mere , tum hi toh sangeet mere
baad tere mere mehboob yahan viraana hoga


Very nice creation Salil...zabardast likha hai !
Logged
Talat
Guest
«Reply #5 on: April 19, 2009, 10:12:04 AM »
Wah Wah Saahil Saheb wah...Kitne dino bad kuch dil ko choo gaya... Applause Applause

Bhale hi toota hua hai tera shareer zalim,
Phir bhi tujhe mere saath ghar banana hoga,
Itni dhoor akar mujhe tanha chorne ki baat karte ho,
Abhi tumhe mere saath hi kabar main jana hoga...

Nice one from you Rahim
Logged
diya786
Guest
«Reply #6 on: April 19, 2009, 10:26:24 AM »
in this poem i m trying to express emotion of a guy who is physically disabled........and who don't want to be burden on her lover

chale jao tum mujhe akela chhodkar
main ek bojh hoon mujhe zindgi bhar oothana hoga

mere darakht k shareer main lag gayi hai deemakein
tumhe daal toote isse pahle kaahin basera basana hoga

bhool jao tum mujhe , aur mujhe bhi tumko bhoolne do
kii jab tak rahenge saath tab talak aansu bahana hoga

yeh pyaar ka bandhan hai ise todna muskil hai
magar main kya karoon , mujhe yeh gunaah oothana hoga

mere chahat se na kar shikwa koi
na soch kii meri zindgi ka koi aur tarana hoga

tum hi toh saaz mere , tum hi toh sangeet mere
baad tere mere mehboob yahan viraana hoga


Bahut khoob Salil ji notworthy
Logged
diya786
Guest
«Reply #7 on: April 19, 2009, 10:27:19 AM »
Wah Wah Saahil Saheb wah...Kitne dino bad kuch dil ko choo gaya... Applause Applause

Bhale hi toota hua hai tera shareer zalim,
Phir bhi tujhe mere saath ghar banana hoga,
Itni dhoor akar mujhe tanha chorne ki baat karte ho,
Abhi tumhe mere saath hi kabar main jana hoga...

Too good reply Rahim Bhai
Logged
dead heart
Guest
«Reply #8 on: April 19, 2009, 10:35:18 AM »

DH ......HA...HAA   YEH TO ZABARDASTI HAI...BUT NICE LINES
Shukriya

Zabardasti toh usne ki hai bewaffai main Rahim,
Aaj toh hum bas unhi ki zuban bolne lage hai...
Logged
dead heart
Guest
«Reply #9 on: April 19, 2009, 10:38:25 AM »
Nice one from you Rahim
Shukriya Talat jee
Logged
dead heart
Guest
«Reply #10 on: April 19, 2009, 10:50:50 AM »
Too good reply Rahim Bhai

Shukriya Diya di
Logged
salil2002
Guest
«Reply #11 on: April 23, 2009, 07:44:45 AM »


       salil........................merly outstanding ....very...very ..very  nice ....yaar aap to chaa gaye ...mazaa aa gyaa padh kar...

 keep writing


   K_A
Very nice creation Salil...zabardast likha hai !

Bahut khoob Salil ji notworthy

thanks rahim bhai, diya and talat di and KA
Logged
salil2002
Guest
«Reply #12 on: April 23, 2009, 07:48:58 AM »
Wah Wah Saahil Saheb wah...Kitne dino bad kuch dil ko choo gaya... Applause Applause

Bhale hi toota hua hai tera shareer zalim,
Phir bhi tujhe mere saath ghar banana hoga,
Itni dhoor akar mujhe tanha chorne ki baat karte ho,
Abhi tumhe mere saath hi kabar main jana hoga...
bahut achche rahim bhai.........junoon ko ahi bayaan kiya hai
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #13 on: April 23, 2009, 08:08:39 AM »
in this poem i m trying to express emotion of a guy who is physically disabled........and who don't want to be burden on her lover

chale jao tum mujhe akela chhodkar
main ek bojh hoon mujhe zindgi bhar oothana hoga

mere darakht k shareer main lag gayi hai deemakein
tumhe daal toote isse pahle kaahin basera basana hoga

bhool jao tum mujhe , aur mujhe bhi tumko bhoolne do
kii jab tak rahenge saath tab talak aansu bahana hoga

yeh pyaar ka bandhan hai ise todna muskil hai
magar main kya karoon , mujhe yeh gunaah oothana hoga

mere chahat se na kar shikwa koi
na soch kii meri zindgi ka koi aur tarana hoga

tum hi toh saaz mere , tum hi toh sangeet mere
baad tere mere mehboob yahan viraana hoga


Bhoot hi kHoob salial. Gud Work!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: April 23, 2009, 08:29:12 AM »
Waah Salil Bhai, Kya Khoob Likha Hai yaar, Bohat achchi tareekhe Se Exprss Kiya Hai Us Bechaare ke dil Ka Haal,.
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:07:19 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.203 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer