- Vishwas Ka Daaga -

by Meena on June 04, 2005, 05:40:05 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 7145 times)
Meena
Guest
dosto...phir se kuch jazbaat pesh karna chahati hoon:

Kasme khayi thi unone saath nibane ki,
Gum ki doop me pyar ki chaon dikhane ki,
Kyu gum hai “Meena” unke jane ka tujhe,
Woh tood gaya jo…woh ek Wada hi to hai!

Vishwas ki door woh toodta chala gaya,
Badaya tha jo haath, who maud ke chala gaya,
Kyu gum karti ho “Meena” ek door ke tootne ki,
Woh tood gaya jo…who ek nazuk daaga hi to hai!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
vishwas by tushar_4u_im in Shayri-E-Dard
- Ek Daaga Tum Kar Do - by Meena is back in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Mera Vishwas by angel4u in Shayri for Khumar -e- Ishq
Vishwas by Vipulr in Gujarati
VISHWAS KISI KATORHNA NAHIN............bansi by BANSI DHAMEJA in Share:Miscellaneous Shayari
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #1 on: June 04, 2005, 05:44:56 PM »
Wah wah wah ...
Kya khoob likha aapne Meena ...
Aapki ye post sunke hame apni kahani yaad aa gayi ...

For you  Meena ...

A lover makes you realize,
How beautiul the world is.
But a friend makes you realize,
How beautiful you are to the world ...

Read this line with your heart ...
Logged
Meena
Guest
«Reply #2 on: June 04, 2005, 05:49:15 PM »
thanx JHL ji  :D  par jisko hum sach samajhte ha iwoh huemsha sach hota to nahin na, so dost bhi jhoot bol sakhte hai!  :wink:
Logged
yogi
Guest
«Reply #3 on: June 04, 2005, 05:51:58 PM »
Quote from: "Meena"
thanx JHL ji  :D  par jisko hum sach samajhte ha iwoh huemsha sach hota to nahin na, so dost bhi jhoot bol sakhte hai!  :wink:
kya kasame kya vaade,sabh hai ab begane,hum maut se liya tha vaada ki aajna samay se,par usne bhi apni bewafii dikhai thi
Logged
HumTum
Guest
«Reply #4 on: June 04, 2005, 05:55:58 PM »
kasoor hua hai ya rab!! mujh se yeh kasiaa
jis se kiya hai pyaar meiney ussi ka dil dhukaya

nafrat ho rhi hai aaj apney honey pe mujhey
iss gunaah se pehley ya rab!! kyun na mujhey uthaya

kya aisa kru ke phir se aaye usko vishwaas mujh pe
sach rha hoon, koi bta de mujhey,  muhey kuch samj na aaya!!


sad5
Logged
Meena
Guest
«Reply #5 on: June 04, 2005, 05:57:43 PM »
yogi ji....

aaj maut ne bewafai dikhayi par karegi kal wafa tumse,
humne wafa ki umeed ki unse jinone ki bewafai humse!!!
Logged
Just_Hate_Love
Guest
Its
«Reply #6 on: June 04, 2005, 05:58:08 PM »
Quote from: "Meena"
thanx JHL ji  :D  par jisko hum sach samajhte ha iwoh huemsha sach hota to nahin na, so dost bhi jhoot bol sakhte hai!  :wink:



You are most welcome Meena ...
Hame aapki ek baat pasand nahi aayi ...
(...Aapne kaha ki sabhi batien sach nahi ho sakti aur dost bhi jhoot bol sakte hai ...)

Yeh kehkar aapne hame jhoota keh diya ...
Dusro ka hame nahi pata par hum aisi baaton mein jhoot nahi bolte ...
Phir to sab aap pe hai ...
Logged
Meena
Guest
«Reply #7 on: June 04, 2005, 06:00:04 PM »
Quote from: "HumTum"
kasoor hua hai ya rab!! mujh se yeh kasiaa
jis se kiya hai pyaar meiney ussi ka dil dhukaya

nafrat ho rhi hai aaj apney honey pe mujhey
iss gunaah se pehley ya rab!! kyun na mujhey uthaya

kya aisa kru ke phir se aaye usko vishwaas mujh pe
sach rha hoon, koi bta de mujhey,  muhey kuch samj na aaya!!


sad5


bohot ache janab!!!

dil tood kar humara aab soch rahe hai woh,
phool ko dhali se tood kar aab uski kushbo ko koj rahe hai woh!
Logged
yogi
Guest
«Reply #8 on: June 04, 2005, 06:00:19 PM »
Quote from: "Meena"
yogi ji....

aaj maut ne bewafai dikhayi par karegi kal wafa tumse,
humne wafa ki umeed ki unse jinone ki bewafai humse!!!


humne na ki thi bewafai na tumse na unse
tum hi mohbateein humse,kya tum ilzaam de ya tumhe roz yuhi yaad kare
Logged
HumTum
Guest
«Reply #9 on: June 04, 2005, 06:02:08 PM »
Quote from: "Meena"
Quote from: "HumTum"
kasoor hua hai ya rab!! mujh se yeh kasiaa
jis se kiya hai pyaar meiney ussi ka dil dhukaya

nafrat ho rhi hai aaj apney honey pe mujhey
iss gunaah se pehley ya rab!! kyun na mujhey uthaya

kya aisa kru ke phir se aaye usko vishwaas mujh pe
sach rha hoon, koi bta de mujhey,  muhey kuch samj na aaya!!


sad5


bohot ache janab!!!

dil tood kar humara aab soch rahe hai woh,
phool ko dhali se tood kar aab uski kushbo ko koj rahe hai woh!


galtiyaan insaan se ho jati hai kabhi kabhi
jo usko maaf na ker sakey woh dilbhar to nhi !!
Logged
Meena
Guest
«Reply #10 on: June 04, 2005, 06:05:26 PM »
wah ji wah humtum...

kab tak maaf kare zakhm dene walo ko,
humara bhi dil hai jo dukhta hai!!
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #11 on: June 04, 2005, 06:07:41 PM »
Aapne hamara jawaab nahi diya Meena ...
Hum aapke jawaab ki taak mein baithe hai ...
Logged
HumTum
Guest
«Reply #12 on: June 04, 2005, 06:08:37 PM »
kehtey hai dil todna sab se bda gunaah hai duniya mein
yeh gunaah ho gya hai mujh se phir bhi mout kyun na aayi !!
Logged
Meena
Guest
«Reply #13 on: June 04, 2005, 06:13:36 PM »
Quote from: "Just_Hate_Love"
Aapne hamara jawaab nahi diya Meena ...
Hum aapke jawaab ki taak mein baithe hai ...


arre shayari me jawab nahin bana  sad5
Logged
HumTum
Guest
«Reply #14 on: June 04, 2005, 06:14:28 PM »
Quote from: "Meena"
wah ji wah humtum...

kab tak maaf kare zakhm dene walo ko,
humara bhi dil hai jo dukhta hai!!


naraz ho ke bahitha hai dilbhar mujh se
shayaad yhi mere gunaah ki saza hai !!
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 07:36:23 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer