wafa nahi

by suman59 on October 03, 2012, 03:54:28 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1289 times)
suman59
Guest
Badal jaati hai jab kismat na tab koyi saath deta hai
Jinhe hum apna samajte hai, vohi duthkaar deta hai
Do gaj kafan ka tukda tera libas hoga
Dil mein vo dard hai, jiski dawa nahi
Dunia mein sab kuch hai magar wafa nahi

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Har Muhabbat Wafa Nahi Hoti by waheed_rose2004 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 ... 9 10 »
Wafa ka wo rang nahi hai................. by Pooja in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Wafa ruswa nahi kerna, by Satya.patel in Shairi - E - Zindagi « 1 2  All »
Wafa Nahi to Jafaa HI sahi by Abul Asad in Shayri for Khumar -e- Ishq
ab k tejdeed-e-wafa ka nahi imkan jana by Farhan Sohail in Share:Poetry of Separation
mkv
Guest
«Reply #1 on: October 03, 2012, 04:30:24 PM »
Bahut khoob Applause

badalti hai duniya, badalti hai kismat
ham nahi badalte, ye zamaane ko pata naheeN
Logged
suman59
Guest
«Reply #2 on: October 03, 2012, 04:33:55 PM »
Bahut khoob Applause

badalti hai duniya, badalti hai kismat
ham nahi badalte, ye zamaane ko pata naheeN

Very nice..

Mai raat ki tanhayi se tujhe awaz deiya karti hu
Raat sitaron mein tera jikr kiya karti hu
Tum aao ya na aao, tum badlo ya na badlo,
khwabon mein tera intezar kiya karti hu
Logged
mkv
Guest
«Reply #3 on: October 03, 2012, 04:40:31 PM »
Very nice..

Mai taar ki tanhayi se tujhe awaz deiya karti hu
Raat sitaron mein tera jikr kiya karti hu
Tum aao ya na aao, tum badlo ya na badlo,
khwabon mein tera intezar kiya karti hu
Very nice
neend aaye to khwaab dekheN ham
chain aaye to khwaab dekheN ham
beqaraar hai jaane kabse
khat ka javaab aaye to dekheN ham
Logged
suman59
Guest
«Reply #4 on: October 03, 2012, 04:46:15 PM »
Very nice
neend aaye to khwaab dekheN ham
chain aaye to khwaab dekheN ham
beqaraar hai jaane kabse
khat ka javaab aaye to dekheN ham


 Applause Applause

Usne gabra ke sab se nazre bachayi hogi
Dil ki luti huyi dunia nazar aayi hogi
Diwar se jab meri tasvir hatayi hogi
Aur bi gam ki ghata mukde pe chayi hoti
Logged
mkv
Guest
«Reply #5 on: October 03, 2012, 05:00:23 PM »
Applause Applause
Usne gabra ke sab se nazre bachayi hogi
Dil ki luti huyi dunia nazar aayi hogi
Diwar se jab meri tasvir hatayi hogi
Aur bi gam ki ghata mukde pe chayi hoti
Bahut khoob
Tasweer diwaar pe nahi dil meN haiN
nigaah kaise hataaye mushkil meN haiN
dar pe nazreiN tikee rahti haiN
intjaar me unki palkeN bichaayeN baitheN haiN

Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #6 on: October 03, 2012, 05:05:54 PM »
Very nice..

Mai raat ki tanhayi se tujhe awaz deiya karti hu
Raat sitaron mein tera jikr kiya karti hu
Tum aao ya na aao, tum badlo ya na badlo,
khwabon mein tera intezar kiya karti hu
khub
dekho hamse na bolo itna tum jhoot
sun liya dosto ne to jayege rhooth
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #7 on: October 03, 2012, 05:07:37 PM »
Bahut khoob Applause

badalti hai duniya, badalti hai kismat
ham nahi badalte, ye zamaane ko pata naheeN
gd
badlti hai jinki kismat wo to aur hi hote hai
hum to aaj bhi apni kismat ka rona rote hai
Logged
MANOJ6568
Khaas Shayar
**

Rau: 31
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
42 days, 19 hours and 59 minutes.

Astrologer & Shayer

Posts: 12017
Member Since: Feb 2010


View Profile
«Reply #8 on: October 03, 2012, 05:11:07 PM »
Badal jaati hai jab kismat na tab koyi saath deta hai
Jinhe hum apna samajte hai, vohi duthkaar deta hai
Do gaj kafan ka tukda tera libas hoga
Dil mein vo dard hai, jiski dawa nahi
Dunia mein sab kuch hai magar wafa nahi


gd
kaise kah du duniya mei bacci nahi hai wafa
are unki to manoj jab jafa mei bhi hai wafa
Logged
suman59
Guest
«Reply #9 on: October 03, 2012, 05:11:39 PM »
Bahut khoob
Tasweer diwaar pe nahi dil meN haiN
nigaah kaise hataaye mushkil meN haiN
dar pe nazreiN tikee rahti haiN
intjaar me unki palkeN bichaayeN baitheN haiN



bahut khoob

Yeh mehfil bi hogi aur tum bi honge
wafa ke umeed per palke bichake hum bi honge
yeh wada hai hamara
teri her zakham ko seene mein saja lenge hum
teri har dard ko apne dil mein basa lenge hum
tere rahon mein phool bichadenge hum
Logged
mkv
Guest
«Reply #10 on: October 03, 2012, 05:14:09 PM »
bahut khoob

Yeh mehfil bi hogi aur tum bi honge
wafa ke umeed per palke bichake hum bi honge
yeh wada hai hamara
teri her zakham ko seene mein saja lenge hum
teri har dard ko apne dil mein basa lenge hum
tere rahon mein phool bichadenge hum


Bahut khoob
wah wah wah wah kya baat hai
Logged
gaytri gupta
Guest
«Reply #11 on: October 03, 2012, 05:38:08 PM »
wah wah wah bahut khoob shayari ki hai aap sabhi ne ...hm to padh ker k awak hi reh gaye....wah....
Logged
Ritesh Modi
Guest
«Reply #12 on: October 03, 2012, 07:02:44 PM »
Wah very nice....
Logged
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #13 on: October 04, 2012, 12:14:21 AM »
badaa achaa lag rahaa aaj kal mini mushayre padh kar esaa lag rahaa hai jaise do shaayron men jang chhid gayee ho waah kaash ham bhee ese shaayar hote ji par log shaayree karte waah suman ji waah aap dhanya hain aapko pranaam
Logged
aqsh
Guest
«Reply #14 on: October 04, 2012, 02:11:06 PM »
bahut badhiya
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 10:56:00 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.125 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer