Wafaa Ke Sile,.

by Jaanasheen on November 20, 2007, 02:23:00 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 938 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
Muddat Hui Thi Honth Hamare Sile Hue,.
Kal Shaam Jo Mile Wo To Unhi Se Gile Hue,.

Wo Keh Raha Hai Dard Jo Bakhsha Tumne,.
Jo Zakham De Chooke Hain Wafa Ke Sile Hue,.

_____________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Wafaa ke hai rang kai by Nino in Shayri-E-Dard
wafaa ki baatein.. by amrita in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
Wafaa ka naam by yoindiaking in Shayeri for Dard -e- Bewafai
**Yehi Wafaa** by honeyrose in Shayri-E-Dard
sile pyar ke by mkv in Share: Poetry of Pain
muskan_bye
Guest
«Reply #1 on: November 20, 2007, 04:10:43 PM »
very nice jaanasheen ji

Aap ye kyu sochte ho ki koi aap ka apna nahi
pyaar na sahi dost to sahi
pyaar hum karte nahi
dosti hume nirali lagi
socha aap ko banayoon kyoki aap hume  pyaare lage
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #2 on: November 21, 2007, 01:45:54 PM »
Shukriya,.
Aur Aapke Post Ka Bhi Jawaab Nahi,./
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #3 on: November 21, 2007, 06:09:30 PM »
shukriya

aap ka bhi kuch jawab nahi dost very nice likhte ho
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: November 23, 2007, 10:03:16 AM »
Sab aapki Meharbaaniyaan Hai,.

Aye Dost Jhoot aam Tha Duniye Mein Is Kadar,.
Tune Bhi sach Kaha To Fasaana Laga Mujhe,.

Wo Dekho Aaj Kho Raha Hoon Use, "Muskaan",.
Jinhe Dhoondne Me Zamaana Laga Mujhe,.;

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #5 on: November 29, 2007, 09:25:18 AM »
Mashallah Bahoot Khoob..

Well Said..

Ques...
Logged
Qutubuddin
Guest
«Reply #6 on: November 29, 2007, 09:30:47 AM »
Aab Hum Gelaa Karay Bhee Thu kayaa Arzu hai baas.,
Tum Hum Ko Mil Bhee Javoo tou Kayaa Zindagee Hai Baas.,

Dil Kee lagee bhee kaya Hai Ayak Dil Lagee hai Baas,
Yaa Ham Jo Jee rahaa Hai.. Ayak Zindagee Hai Baas...

Ques..
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #7 on: November 29, 2007, 05:45:15 PM »
Jinhe ghum hai is baat ka ki kitni dooriyan hai
woh kaise  khush rahete hai woh kaise apne  dil ki hasi mein chupate hai
jinhe zindagi mein kuch na mila unhe har koi sahara deta hai
jinhe sab kuch milkar bhi na mila unhe toh hasi mein apni baat chupane mein sahi rasta dikhta hai

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~Muskan~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #8 on: December 01, 2007, 10:25:09 AM »
Shukriya Qutub Saheb Jo aapne Yahan Aakar Hume Seekhne Ke Liye Kuch Lines Likhe,.
Waise Miss Kar Rahe The aaopko./
And Nice One Muskan Ji,.
Har Baar Ki tarah,.
Logged
muskan_bye
Guest
«Reply #9 on: December 01, 2007, 05:18:04 PM »
jaanasheen ji shukriya ........

aap kyu nahi likhte
har kisi topic kam likhte
agar ye kam likhna band nahi hua
toh hume aayega gussa
jo kabhi khatam nahi hoga ...........

~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~"Khushboo"~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~~
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: December 02, 2007, 10:49:58 AM »
Likhkar Jo Jaate Hum Apna Haal-e-Dil,.
To Shayad Aapko Gilaa Na Karna Pardta,.

Na Gusse Ki Koi Wajah Banti "Muskaan",.
Na Hum Ko Koi Jurmaana Bharna Pardta,.

______________________________-Jaanasheen-
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 01:13:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer