rohit30002
Guest
|
Chand aur lines main yahan post kar raha hoon usi umeed ke saath "Aapko pasand aayngi"
Please dont copy this B'coz this shayari is allready petent (Registered for all over world)
Aksar wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain.................. Jo dete the hamare haathon mein haath wo ab humse haath chhudaya karte hai................. Milate the jo humse najare wo ab najare churaya karte hain.............. Lagta hai sahi hai wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain...............
Zindgi ke kuch modo par apne bhi gair ho jaaya karte hain................. Ab to log paas aane se pahle hi dur ho jaaya karte hain................. Khud Apni hi bebasi ka ab hum majak udaya karte hain................... Par dil ka har dard dil mein hi dabaya karte hain.................. Phir dil ne kaha wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain................
Jo dur karte the hamara dard wo khud aaj hume tadpaya karte hain........... mere aansu pochhne wale har shakhs aaj mujhe rulaya karte hain........... Phir bhi hum apne aansu apni palko mein hi chhipaya karte hain............ Aur sirf ab hum maut ke intzaar mein zindgi gunjara karte hain............ Haan sach hi hai ke Wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain.............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #1 on: July 05, 2005, 06:44:17 PM » |
|
waah ..... kya bhoob kha rohit ji ....
jinko apney dil o jaan se chaha hai humney milney ko humsey woh ban ke kafir aya kartey hai kabhi unhoney bhi ki thi shud'dat se muhhobat sach hai "rohit" waqt ke sath sabhi badal jaya kartey hai !!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #2 on: July 05, 2005, 06:50:16 PM » |
|
Ab to hume chahne wale bhi hume bhulaya karte hain.................. saath nibhane ka wada karke wahi wada tod jaaya karte karte hain....... Haan sach hai "HumTum" bhai wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain.........
|
|
|
Logged
|
|
|
|
HumTum
Guest
|
|
«Reply #3 on: July 05, 2005, 06:57:29 PM » |
|
jinkey pyaar mein louta di duniya meiney woh pakad ke hath mein kangar aaya kertey hai ba-gairti chaa chuki hai iss jahaaN mein iss kadar sach kehta hai "rohit" waqt ke sath sabhi badal jaya kartey hai ! !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #4 on: July 05, 2005, 07:08:32 PM » |
|
jinkey pyaar mein louta di duniya meiney woh pakad ke hath mein kangar aaya kertey hai ba-gairti chaa chuki hai iss jahaaN mein iss kadar sach kehta hai "rohit" waqt ke sath sabhi badal jaya kartey hai ! ! mahobbat ke sabhi usul ko ................. jaante hue bhi wo tad jaaya karte hain......... dunia kahti hai "humtum" bhai wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hai.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #5 on: July 05, 2005, 08:47:42 PM » |
|
Chand aur lines main yahan post kar raha hoon usi umeed ke saath "Aapko pasand aayngi"
Please dont copy this B'coz this shayari is allready petent (Registered for all over world)
Aksar wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain.................. Jo dete the hamare haathon mein haath wo ab humse haath chhudaya karte hai................. Milate the jo humse najare wo ab najare churaya karte hain.............. Lagta hai sahi hai wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain...............
Zindgi ke kuch modo par apne bhi gair ho jaaya karte hain................. Ab to log paas aane se pahle hi dur ho jaaya karte hain................. Khud Apni hi bebasi ka ab hum majak udaya karte hain................... Par dil ka har dard dil mein hi dabaya karte hain.................. Phir dil ne kaha wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain................
Jo dur karte the hamara dard wo khud aaj hume tadpaya karte hain........... mere aansu pochhne wale har shakhs aaj mujhe rulaya karte hain........... Phir bhi hum apne aansu apni palko mein hi chhipaya karte hain............ Aur sirf ab hum maut ke intzaar mein zindgi gunjara karte hain............ Haan sach hi hai ke Wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain............. Bohat khoob Rohit.....
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #6 on: July 05, 2005, 08:48:38 PM » |
|
Chand aur lines main yahan post kar raha hoon usi umeed ke saath "Aapko pasand aayngi"
Please dont copy this B'coz this shayari is allready petent (Registered for all over world)
Aksar wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain.................. Jo dete the hamare haathon mein haath wo ab humse haath chhudaya karte hai................. Milate the jo humse najare wo ab najare churaya karte hain.............. Lagta hai sahi hai wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain...............
Zindgi ke kuch modo par apne bhi gair ho jaaya karte hain................. Ab to log paas aane se pahle hi dur ho jaaya karte hain................. Khud Apni hi bebasi ka ab hum majak udaya karte hain................... Par dil ka har dard dil mein hi dabaya karte hain.................. Phir dil ne kaha wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain................
Jo dur karte the hamara dard wo khud aaj hume tadpaya karte hain........... mere aansu pochhne wale har shakhs aaj mujhe rulaya karte hain........... Phir bhi hum apne aansu apni palko mein hi chhipaya karte hain............ Aur sirf ab hum maut ke intzaar mein zindgi gunjara karte hain............ Haan sach hi hai ke Wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain............. Bohat khoob Rohit..... Thanks aryaan
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #7 on: July 05, 2005, 08:55:13 PM » |
|
wah kaya Zazbaat hai!!!!!!!!!!! Bahoot khoob Rohit and HumTum ji............
kisi se kaya shikawa, kisi se kaya geela mera dil badal gaya, ek uski muskaan per!!!! in ankho ko bhi, apna kaise kah du Chalak jaaty hai ajj bhi, unke pagam per!!!! badale duniya, badale dost, badal gaya sara jahan... Dil badla, ankhy badali, bas phir thum gaya mera jahan!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #8 on: July 05, 2005, 08:59:29 PM » |
|
wah kaya Zazbaat hai!!!!!!!!!!! Bahoot khoob Rohit and HumTum ji............
kisi se kaya shikawa, kisi se kaya geela mera dil badal gaya, ek uski muskaan per!!!! in ankho ko bhi, apna kaise kah du Chalak jaaty hai ajj bhi, unke pagam per!!!! badale duniya, badale dost, badal gaya sara jahan... Dil badla, ankhy badali, bas phir thum gaya mera jahan!!!!! thank pooja and ur lines are very nice Basa hai in aankhon mein tera hi chehra................. Goonjti hai dil mein har pal teri hi aawaz................ Dekh is sangdil dunia ko E mere sanam................. sazi hai tujhe mujh se chhin ke le jaane ke liye ye baarat................
|
|
|
Logged
|
|
|
|
janu_anu
Guest
|
|
«Reply #9 on: July 06, 2005, 04:15:25 PM » |
|
Chand aur lines main yahan post kar raha hoon usi umeed ke saath "Aapko pasand aayngi"
Please dont copy this B'coz this shayari is allready petent (Registered for all over world)
Aksar wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain.................. Jo dete the hamare haathon mein haath wo ab humse haath chhudaya karte hai................. Milate the jo humse najare wo ab najare churaya karte hain.............. Lagta hai sahi hai wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain...............
Zindgi ke kuch modo par apne bhi gair ho jaaya karte hain................. Ab to log paas aane se pahle hi dur ho jaaya karte hain................. Khud Apni hi bebasi ka ab hum majak udaya karte hain................... Par dil ka har dard dil mein hi dabaya karte hain.................. Phir dil ne kaha wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain................
Jo dur karte the hamara dard wo khud aaj hume tadpaya karte hain........... mere aansu pochhne wale har shakhs aaj mujhe rulaya karte hain........... Phir bhi hum apne aansu apni palko mein hi chhipaya karte hain............ Aur sirf ab hum maut ke intzaar mein zindgi gunjara karte hain............ Haan sach hi hai ke Wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain............. Aapki likhi in lino ka ek ek lafz bikul sahi hai rohit u r right and it's nice
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #10 on: July 07, 2005, 07:18:21 PM » |
|
Chand aur lines main yahan post kar raha hoon usi umeed ke saath "Aapko pasand aayngi"
Please dont copy this B'coz this shayari is allready petent (Registered for all over world)
Aksar wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain.................. Jo dete the hamare haathon mein haath wo ab humse haath chhudaya karte hai................. Milate the jo humse najare wo ab najare churaya karte hain.............. Lagta hai sahi hai wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain...............
Zindgi ke kuch modo par apne bhi gair ho jaaya karte hain................. Ab to log paas aane se pahle hi dur ho jaaya karte hain................. Khud Apni hi bebasi ka ab hum majak udaya karte hain................... Par dil ka har dard dil mein hi dabaya karte hain.................. Phir dil ne kaha wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain................
Jo dur karte the hamara dard wo khud aaj hume tadpaya karte hain........... mere aansu pochhne wale har shakhs aaj mujhe rulaya karte hain........... Phir bhi hum apne aansu apni palko mein hi chhipaya karte hain............ Aur sirf ab hum maut ke intzaar mein zindgi gunjara karte hain............ Haan sach hi hai ke Wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain............. Aapki likhi in lino ka ek ek lafz bikul sahi hai rohit you r right and it's nice Thanks janu ji Bas jo dil kahta raha use lafz deta raha
|
|
|
Logged
|
|
|
|
sandhaya
Guest
|
|
«Reply #11 on: July 08, 2005, 12:10:31 PM » |
|
very nice .......
wakt badal deta hai har jajba dil ka ........ yahi hai chalan zamane ka .............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
rohit30002
Guest
|
|
«Reply #12 on: July 08, 2005, 06:31:45 PM » |
|
very nice .......
wakt badal deta hai har jajba dil ka ........ yahi hai chalan zamane ka ............. Kaash ke badal sakte is jamaane ko hum............. Takdir to hamari khud bakhud badal jaati.............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #13 on: July 08, 2005, 06:41:53 PM » |
|
badal sakty thy, takdeer ke har ek rang ko wafa ke ek rang ko, jo tune muj per barsaya hota!!!!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
nikki
Guest
|
|
«Reply #14 on: July 08, 2005, 06:48:18 PM » |
|
Chand aur lines main yahan post kar raha hoon usi umeed ke saath "Aapko pasand aayngi"
Please dont copy this B'coz this shayari is allready petent (Registered for all over world)
Aksar wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain.................. Jo dete the hamare haathon mein haath wo ab humse haath chhudaya karte hai................. Milate the jo humse najare wo ab najare churaya karte hain.............. Lagta hai sahi hai wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain...............
Zindgi ke kuch modo par apne bhi gair ho jaaya karte hain................. Ab to log paas aane se pahle hi dur ho jaaya karte hain................. Khud Apni hi bebasi ka ab hum majak udaya karte hain................... Par dil ka har dard dil mein hi dabaya karte hain.................. Phir dil ne kaha wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain................
Jo dur karte the hamara dard wo khud aaj hume tadpaya karte hain........... mere aansu pochhne wale har shakhs aaj mujhe rulaya karte hain........... Phir bhi hum apne aansu apni palko mein hi chhipaya karte hain............ Aur sirf ab hum maut ke intzaar mein zindgi gunjara karte hain............ Haan sach hi hai ke Wakt ke saath sabhi badal jaaya karte hain............. very true n very nice wordings Rohit ji...............bahut pasand ayi mujhe...............
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|