Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega..

by khwaish on May 12, 2008, 02:48:42 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 2816 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega,
Har Guzra Hua Pal Tujhse Yeh Kahega,
Jee Le Aaj Iss Pal Ko,
Jo Pal Guzar Gaya,Woh Kal Phir Na Rahega....

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega...

Iss Safar Mein Har Ek Se Bahut Shiddat Se Mil Par
Kisi Se Koi Umeed Na Kar,
Jo Jahan Ab Hai,Nahi Woh Kal Waha Rahega...

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega...

Pyaar, Mohabbat, Ishq
Yeh Sab Khilone Hai Jazbaat Ke Bazaar Mein,
Rishta Sirf Woh Nibhega
Jo Dil Se Dil Tak Ka Rahega...

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega...

Jaanta Hoon, Kisi Se Bichad Kar Jeena Bhi Bahut Mushkil Hai,
Bichadne Ke Baad Zindagi Bhar
Aankhon Mein Ek Sisakta Hua Karvaan Rahega...

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega...

Koi Nahi Jaan Sakta Keemat Inn Ashko Ki,
Uss Shaks Se Pucho Keemat Inn Ashko Ki,
Jiski Aankh Se Yeh Ashk Bahega....

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega...

Sochta Hoon, Iss Mehfil Mein "KHWAISH" Aakhir Tu Kab Tak Rahega??
Phir Sochta Hoon,Panchi Udd Bhi Jaaye To Kya Hua??
Peeche Aashiyan To Rahega...

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega.....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #1 on: May 12, 2008, 02:52:29 PM »
Khwaish ji apne to ajj rula diya apni kavita se!!! ek ek shabd aise laga jaise mere dil ka haal bayan kar raha ho!!!

Kisi Se Koi Umeed Na Kar,
Jo Jahan Ab Hai,Nahi Woh Kal Waha Rahega...
Rishta Sirf Woh Nibhega
Jo Dil Se Dil Tak Ka Rahega...
Bichadne Ke Baad Zindagi Bhar
Aankhon Mein Ek Sisakta Hua Karvaan Rahega...

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega...


bahoot khoob!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #2 on: May 12, 2008, 07:37:22 PM »
Khwaish ji apne to ajj rula diya apni kavita se!!! ek ek shabd aise laga jaise mere dil ka haal bayan kar raha ho!!!

Kisi Se Koi Umeed Na Kar,
Jo Jahan Ab Hai,Nahi Woh Kal Waha Rahega...
Rishta Sirf Woh Nibhega
Jo Dil Se Dil Tak Ka Rahega...
Bichadne Ke Baad Zindagi Bhar
Aankhon Mein Ek Sisakta Hua Karvaan Rahega...

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega...


bahoot khoob!!!

bahut bahut shukriya pooja...aapne is poetry ka dard samjha,yeh jaankar bahut acha laga,yeh poetry ek hi saans mein likhta chala gaya..but i m sorry..maine aap ki aankhon mein aansu laye..
Logged
kaushikbhawna008
Guest
«Reply #3 on: May 13, 2008, 05:52:27 AM »

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega,
Har Guzra Hua Pal Tujhse Yeh Kahega,
Jee Le Aaj Iss Pal Ko,
Jo Pal Guzar Gaya,Woh Kal Phir Na Rahega....

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega...

Iss Safar Mein Har Ek Se Bahut Shiddat Se Mil Par
Kisi Se Koi Umeed Na Kar,
Jo Jahan Ab Hai,Nahi Woh Kal Waha Rahega...

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega......


bohut hi acha likha hai khwaish ji very touching lines and with full of emotions
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: May 13, 2008, 07:48:29 AM »
Bohat khoob likha hai khwaish ji,,Pooja,, aur kaushik ji..Usual Smile
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: May 13, 2008, 03:23:29 PM »
Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega,
Har Guzra Hua Pal Tujhse Yeh Kahega,
Jee Le Aaj Iss Pal Ko,
Jo Pal Guzar Gaya,Woh Kal Phir Na Rahega....

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega...

Iss Safar Mein Har Ek Se Bahut Shiddat Se Mil Par
Kisi Se Koi Umeed Na Kar,
Jo Jahan Ab Hai,Nahi Woh Kal Waha Rahega...

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega......


bohut hi acha likha hai khwaish ji very touching lines and with full of emotions

bahut bahut shukriya kaushikbhawna ji..
thanyou for appreciating!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #6 on: May 14, 2008, 12:25:56 PM »
Bohat khoob likha hai khwaish ji,,Pooja,, aur kaushik ji..Usual Smile

bahut bahut shukriya honeyji..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #7 on: May 14, 2008, 10:16:47 PM »
nice lines bhawna
Logged
Talat
Guest
«Reply #8 on: May 18, 2008, 10:58:34 AM »
Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega,
Har Guzra Hua Pal Tujhse Yeh Kahega,
Jee Le Aaj Iss Pal Ko,
Jo Pal Guzar Gaya,Woh Kal Phir Na Rahega....

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega...

Iss Safar Mein Har Ek Se Bahut Shiddat Se Mil Par
Kisi Se Koi Umeed Na Kar,
Jo Jahan Ab Hai,Nahi Woh Kal Waha Rahega...

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega...

Pyaar, Mohabbat, Ishq
Yeh Sab Khilone Hai Jazbaat Ke Bazaar Mein,
Rishta Sirf Woh Nibhega
Jo Dil Se Dil Tak Ka Rahega...

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega...

Jaanta Hoon, Kisi Se Bichad Kar Jeena Bhi Bahut Mushkil Hai,
Bichadne Ke Baad Zindagi Bhar
Aankhon Mein Ek Sisakta Hua Karvaan Rahega...

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega...

Koi Nahi Jaan Sakta Keemat Inn Ashko Ki,
Uss Shaks Se Pucho Keemat Inn Ashko Ki,
Jiski Aankh Se Yeh Ashk Bahega....

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega...

Sochta Hoon, Iss Mehfil Mein "KHWAISH" Aakhir Tu Kab Tak Rahega??
Phir Sochta Hoon,Panchi Udd Bhi Jaaye To Kya Hua??
Peeche Aashiyan To Rahega...

Waqt Ka Kaanta To Chalta Rahega.....


Khwaish...aapki is nazm ne dil chuu liya...very touching and sad...sad5
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: May 19, 2008, 06:54:31 PM »
Khwaish...aapki is nazm ne dil chuu liya...very touching and sad...sad5

bahut bahut shukriya celmira ji..
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #10 on: May 20, 2008, 04:20:18 PM »
bahut hi umda likha hai aapne khwaish ji..

waqt ka kanta to chalta hi rahega...

her sukh her dukh dikhayega
zindgi ko jeena sikhayega.

soochte ho jo aapne marji se
waqt waqt ki takat batayega.

waqt ka kanta to chalta hi rahega...

zindgi dohrau agar
lahu ris-ris ke bahega

wo apne ashq bahayega
jo isay dil se padega ..

waqt ka kanta to chalta hi rahega...
Logged
Talat
Guest
«Reply #11 on: May 20, 2008, 05:17:34 PM »
Bohot khoob Bhondu !
Logged
BHONDU
Khususi Shayar
*****

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
3 days, 19 hours and 12 minutes.

Posts: 1550
Member Since: Mar 2006


View Profile
«Reply #12 on: May 21, 2008, 04:17:51 PM »
thank  q celemira ji
Logged
Pooja
Guest
«Reply #13 on: May 21, 2008, 04:22:37 PM »
nice lines dost kavi
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #14 on: July 23, 2008, 12:42:45 PM »
bahut hi umda likha hai aapne khwaish ji..

waqt ka kanta to chalta hi rahega...

her sukh her dukh dikhayega
zindgi ko jeena sikhayega.

soochte ho jo aapne marji se
waqt waqt ki takat batayega.

waqt ka kanta to chalta hi rahega...

zindgi dohrau agar
lahu ris-ris ke bahega

wo apne ashq bahayega
jo isay dil se padega ..

waqt ka kanta to chalta hi rahega...

aapke huasle-afsaai ke liye shukriya...
aur bahut khoob likha hai aapne bhonduji.. Applause Applause
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 08:28:12 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer