WAQT NE JEENA SIKHA DIYA

by khwaish on July 17, 2007, 06:36:16 PM
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 8
Print
Author  (Read 12265 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
I HOPE THIS LINES WRITTEN BELOW GIVES INSPIRATION TO LIVE LIFE WITH A SMILE ON FACE INSPITE OF ALL PAIN,AGONY,HEARTBREAK A PERSON HAS TO GO THROUGH...

HAR THOKAR NE MERI MUJHKO
CHALNA SIKHA DIYA

MERE AANKHO KE AANSUO NE
MUJHE KHUL KE HASNA SIKHA DIYA

SAMUNDAR KI LEHRO NE
MUJHE GHIR KAR
PHIR SE UBARNA SIKHA DIYA

BAARISH KI BUNDO NE
ZAMEEN PE REHNA SIKHA DIYA

PHOOLO NE TOOTKAR BHI
MEHAKNA SIKHA DIYA

 TARA TOOT JANE PAR BHI
KISI KE KAAM AATA HAI
ZINDAGI KI SACHAIYO NE
MUJHE CHALTE REHNA SIKHA DIYA

WOH FAKEER JO DO ROTI KE LIYE
TARAS JAATA HAI
MAJBOORIYO MEIN JAZBAATON KA
HAD SE GUZARNA SIKHA DIYA

AAGE YUH TO  KARVAAN CHALTE RAHEGA "KHWAISH"
WAQT NE AANKHON KI NAMI KE SAATH-SAATH
MUSKURAANE KA HUNAR SIKHA DIYA

GILE-SHIKWE SE KUCH NAHI HAASIL "KHWAISH"
WAQT NE HALAAT SE LADNA SIKHA DIYA



Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
poem143s
Shayari Qadrdaan
***

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
20 hours and 21 minutes.
Posts: 319
Member Since: Mar 2004


View Profile
«Reply #1 on: July 18, 2007, 02:30:52 AM »
Waah kaya baat hai =D>
Thankyou khawish aapne fir ek aur bahut bahut achchi kavita likhi

Kuch khayi thokar yese
Ki waqt ne sambhalan shikha diya

Dard-o-gum ke saagar main doob rahe the yese
Na chahte huye bhi humen jeena shikha diya
Logged
Ricky
Yoindian Shayar
******

Rau: 8
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
4 days, 3 hours and 56 minutes.

Posts: 2455
Member Since: Dec 2003


View Profile
«Reply #2 on: July 18, 2007, 06:12:24 AM »
Very very nice thoughts and Lines !
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #3 on: July 18, 2007, 08:11:55 AM »
wow very nice!!! keep writting!! Usual Smile
Logged
ISHPREET
Guest
«Reply #4 on: July 18, 2007, 05:04:50 PM »
"SAMUNDAR KI LEHRO NE
MUJHE GHIR KAR
PHIR SE UBARNA SIKHA DIYA

 TARA TOOT JANE PAR BHI
KISI KE KAAM AATA HAI
ZINDAGI KI SACHAIYO NE
MUJHE CHALTE REHNA SIKHA DIYA

WOH FAKEER JO DO ROTI KE LIYE
TARAS JAATA HAI
MAJBOORIYO MEIN JAZBAATON KA
HAD SE GUZARNA SIKHA DIYA

AAGE YUH TO  KARVAAN CHALTE RAHEGA "KHWAISH"
WAQT NE AANKHON KI NAMI KE SAATH-SAATH
MUSKURAANE KA HUNAR SIKHA DIYA

GILE-SHIKWE SE KUCH NAHI HAASIL "KHWAISH"
WAQT NE HALAAT SE LADNA SIKHA DIYA"


bahut hi acha likha hai aapne...aapne jo bi likha...har ek line mein zindagi ki sachai hai...one of the best poetry regarding the truth of life,i have ever read...bahut khoob =D>  =D>  =D>  =D>  =D>



[/quote]
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #5 on: July 19, 2007, 05:35:14 PM »
BAHUT BAHUT SHUKRIYA SAMEERJI,MEENAJI,RICKYJI AUR ISHPREETJI..KHUSI HUI HAME KI AAPKO HAMARA LIKHA ITNA PASAND AAYA......ISHPREETJI AAPNE LIKHA HAI KI YEH POETRY MEIN AAPKO ZINDAGI KI SACHAI NAZAR AATI HAI.TO MUJHE EK CHOTA SA SHER YAAD AATA HAI.....

HUMSE KYA POOCHTE HO
ZINDAGI KE BAARE MEIN
AJNABI KYA BATLAAEGA
AJNABI KE BAARE MEIN {NM}
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #6 on: July 19, 2007, 05:41:02 PM »
Just Wonderfull.....!!
Logged
Shikha12
Guest
«Reply #7 on: July 23, 2007, 08:11:20 AM »
Very Nice Thoughts.... and Beautifully Written...

Keep Writing... Usual Smile
Logged
paani
Guest
«Reply #8 on: July 27, 2007, 08:55:33 AM »
Quote from: "khwaish"
I HOPE THIS LINES WRITTEN BELOW GIVES INSPIRATION TO LIVE LIFE WITH A SMILE ON FACE INSPITE OF ALL PAIN,AGONY,HEARTBREAK A PERSON HAS TO GO THROUGH...

HAR THOKAR NE MERI MUJHKO
CHALNA SIKHA DIYA

MERE AANKHO KE AANSUO NE
MUJHE KHUL KE HASNA SIKHA DIYA

SAMUNDAR KI LEHRO NE
MUJHE GHIR KAR
PHIR SE UBARNA SIKHA DIYA

BAARISH KI BUNDO NE
ZAMEEN PE REHNA SIKHA DIYA

PHOOLO NE TOOTKAR BHI
MEHAKNA SIKHA DIYA

 TARA TOOT JANE PAR BHI
KISI KE KAAM AATA HAI
ZINDAGI KI SACHAIYO NE
MUJHE CHALTE REHNA SIKHA DIYA

WOH FAKEER JO DO ROTI KE LIYE
TARAS JAATA HAI
MAJBOORIYO MEIN JAZBAATON KA
HAD SE GUZARNA SIKHA DIYA

AAGE YUH TO  KARVAAN CHALTE RAHEGA "KHWAISH"
WAQT NE AANKHON KI NAMI KE SAATH-SAATH
MUSKURAANE KA HUNAR SIKHA DIYA

GILE-SHIKWE SE KUCH NAHI HAASIL "KHWAISH"
WAQT NE HALAAT SE LADNA SIKHA DIYA





Wow... Khawaish.. so inspirational ....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #9 on: July 28, 2007, 03:33:35 PM »
BAHUT  BAHUT SHUKRIYA PAANIJI,SIKHAJI AUR SHAAYAR SAAB...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #10 on: July 30, 2007, 08:45:48 AM »
Bahoot Khoob Khwaish Ji,,

Pardha Jo Kalaam Tumhara Dil Khush Ho Gaya,..
Aur Aapke Kalaam Ne Hamari Zindagi Ko Bhi Sabak Sikhaa Diya,..

Nice One.,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #11 on: July 30, 2007, 04:04:32 PM »
BAHUT BAHUT SHUKRIYA JANASHEENJI....
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #12 on: July 30, 2007, 05:09:28 PM »
EK NAYI KOSHISH...PHIR KUCH AISA LIKHNE KI...JISE INSAAN KHUSIYON KI EHMIYAT SAMAJ PAAYE..


ZAKHM JAB IS DIL KE BHAR JAAYENGE
AANSU BI AANKHON SE MOTI
BANKE UTAR JAAYENGE....

UMEED KI KIRAN
DIL MEIN HO TO ASAAN HAI
VARNA YEH KAANCH KI DUNIYA HAI YAARON
YAHAN TO THUKDO MEIN INSAAN KE SAPNE
BI BIKHAR JAAYENGE.....

KAASH KOI YAHAN GHAM KHARID LETA APNA
PAR YEH WOH DUNIYA HAI "KHWAISH"
JAHAN ZUBAN SE  "UFF" BI NIKLA TO APNE
SAAMNE SE GUZAR JAAYENGE......

KHUDA PE YAKEEN
KHUD MEIN KUCH JUNOOON-JAZBA
HO TO BAAT BANE
VARNA GHAM KI AANDHIYON MEIN
KHILE PHOOL BI MURJHA JAAYENGE.....

DASTAAN-E-ZINDAGI BAYAAN
KARE TO KARE KIS SE YAHAN
SAB KI APNI APNI KAHANI HAI "KHWAISH"
INSAAN TO INSAAN HAI
AANSU BI AANKHON MEIN SUKH JAAYENGE......

DARD KO SAMBHAAL KE RAKHNA
BAHOT ZAROORI HAI
HAR INSAAN KO
VARNA KHUSIYON KI EHMIYAAT
KOI KAHAN SE SAMAJ PAAYENGE.....
Logged
ISHPREET
Guest
«Reply #13 on: July 31, 2007, 06:20:12 AM »
Quote from: "khwaish"
EK NAYI KOSHISH...PHIR KUCH AISA LIKHNE KI...JISE INSAAN KHUSIYON KI EHMIYAT SAMAJ PAAYE..


ZAKHM JAB IS DIL KE BHAR JAAYENGE
AANSU BI AANKHON SE MOTI
BANKE UTAR JAAYENGE....

UMEED KI KIRAN
DIL MEIN HO TO ASAAN HAI
VARNA YEH KAANCH KI DUNIYA HAI YAARON
YAHAN TO THUKDO MEIN INSAAN KE SAPNE
BI BIKHAR JAAYENGE.....

KAASH KOI YAHAN GHAM KHARID LETA APNA
PAR YEH WOH DUNIYA HAI "KHWAISH"
JAHAN ZUBAN SE  "UFF" BI NIKLA TO APNE
SAAMNE SE GUZAR JAAYENGE......

KHUDA PE YAKEEN
KHUD MEIN KUCH JUNOOON-JAZBA
HO TO BAAT BANE
VARNA GHAM KI AANDHIYON MEIN
KHILE PHOOL BI MURJHA JAAYENGE.....

DASTAAN-E-ZINDAGI BAYAAN
KARE TO KARE KIS SE YAHAN
SAB KI APNI APNI KAHANI HAI "KHWAISH"
INSAAN TO INSAAN HAI
AANSU BI AANKHON MEIN SUKH JAAYENGE......

DARD KO SAMBHAAL KE RAKHNA
BAHOT ZAROORI HAI
HAR INSAAN KO
VARNA KHUSIYON KI EHMIYAAT
KOI KAHAN SE SAMAJ PAAYENGE.....


bahut khub khwaishji....bahut acha likha hai aapne
"kaash koi yahan gham kharid leta apna
 par yeh woh duniya hai khwaish
 jahan zuban se uff bi nikla to
 apne saamne se guzar jaayenge".....sachai se bhari.. bahot khub
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: July 31, 2007, 02:56:26 PM »
Nice One Again Yaar,.
Yunhi Likhte Raho,..
May ALLAH Bless U,..
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5 ... 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:39:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.126 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer