WAQT NE JEENA SIKHA DIYA

by khwaish on July 17, 2007, 06:36:16 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
Print
Author  (Read 12083 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #15 on: August 02, 2007, 06:18:12 PM »
BAHUT BAHUT SHUKRIYA JANASHEENJI....

KHUDA KARTA HAI DUA MANZOOR....
JAB DUA DIL SE HOTI HAI
PAR MUSHKIL TO YEH HAI
KE YEH MUSHKIL SE HOTI HAI...~NM~
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: August 03, 2007, 11:30:41 AM »
Quote from: "khwaish"
BAHUT BAHUT SHUKRIYA JANASHEENJI....

KHUDA KARTA HAI DUA MANZOOR....
JAB DUA DIL SE HOTI HAI
PAR MUSHKIL TO YEH HAI
KE YEH MUSHKIL SE HOTI HAI...~NM~


U Are Welcome Ji,..

Duaa Mushkil SE Nahi Hoti,..
Bas Kabool Hone Me Waqt Lagta Hai,..
Magar Jo Duaa Dil Se Ho,.
Khuda Ka Arsh Se Takraa Jaati Hai,..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #17 on: August 04, 2007, 07:48:35 PM »
EK NAYI KOSHISH...I HOPE U ALL LIKE IT

ZUBAAN TAK JO AAJAAYE
WOH RAAZ HI KYA
JO DIL SE NA GUZRE
WOH EHSAAS HI KYA?

SUNA THA LOGO SE
KI ZINDAGI ITNI ASAAN NAHI
PAR JO WAQT SE NA LAD PAYE
WOH JAZBAAT  HI KYA?

MUSKURA TO SABHI
LETE HAI
PAR JO AANSUO KI KADAR
NA SAMAJ SAKE
WOH  CHEHRE PE MUSKAAN HI KYA?

KASHTI TO HAR KINARA
PAAR KAR LETI HAI
PAR JO TOOFANO SE NA LAD SAKE
WOH KASHTI HI KYA?

MANZILO KI TALAASH
HAR EK KO HAI
IS JAHAN MEIN
PAR JO KHUD KO KHAAKE-GARD
SE NA UTHA SAKE
WOH IMTEHAAN HI KYA?

MAANA HUMNEIN "KHWAISH"
KE KEHNA BAHUT ASAAN HAI
PAR ZINDAGI KO
JEENA BAHUT MUSHKIL.....
PAR JO KHUD KI KAABLIYAT
PAR YAKEEN NA KAR PAAYE
WOH INSAAN HI KYA?
Logged
ISHPREET
Guest
«Reply #18 on: August 05, 2007, 06:22:14 AM »
Quote from: "khwaish"
EK NAYI KOSHISH...I HOPE U ALL LIKE IT

ZUBAAN TAK JO AAJAAYE
WOH RAAZ HI KYA
JO DIL SE NA GUZRE
WOH EHSAAS HI KYA?

SUNA THA LOGO SE
KI ZINDAGI ITNI ASAAN NAHI
PAR JO WAQT SE NA LAD PAYE
WOH JAZBAAT  HI KYA?

MUSKURA TO SABHI
LETE HAI
PAR JO AANSUO KI KADAR
NA SAMAJ SAKE
WOH  CHEHRE PE MUSKAAN HI KYA?

KASHTI TO HAR KINARA
PAAR KAR LETI HAI
PAR JO TOOFANO SE NA LAD SAKE
WOH KASHTI HI KYA?

MANZILO KI TALAASH
HAR EK KO HAI
IS JAHAN MEIN
PAR JO KHUD KO KHAAKE-GARD
SE NA UTHA SAKE
WOH IMTEHAAN HI KYA?

MAANA HUMNEIN "KHWAISH"
KE KEHNA BAHUT ASAAN HAI
PAR ZINDAGI KO
JEENA BAHUT MUSHKIL.....
PAR JO KHUD KI KAABLIYAT
PAR YAKEEN NA KAR PAAYE
WOH INSAAN HI KYA?


sachai se bhari shayari likhi hai aapne...khwaishji bahut khoob =D>  =D>
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: August 07, 2007, 10:39:18 AM »
Nice One Again Khwaish,..
Koshish Ek Dum Acchi thi,.
Logged
SHONA
Guest
«Reply #20 on: August 08, 2007, 06:22:04 PM »
EK NAYI KOSHISH...PHIR KUCH AISA LIKHNE KI...JISE INSAAN KHUSIYON KI EHMIYAT SAMAJ PAAYE..


ZAKHM JAB IS DIL KE BHAR JAAYENGE
AANSU BI AANKHON SE MOTI
BANKE UTAR JAAYENGE....

UMEED KI KIRAN
DIL MEIN HO TO ASAAN HAI
VARNA YEH KAANCH KI DUNIYA HAI YAARON
YAHAN TO THUKDO MEIN INSAAN KE SAPNE
BI BIKHAR JAAYENGE.....

KAASH KOI YAHAN GHAM KHARID LETA APNA
PAR YEH WOH DUNIYA HAI "KHWAISH"
JAHAN ZUBAN SE  "UFF" BI NIKLA TO APNE
SAAMNE SE GUZAR JAAYENGE......

KHUDA PE YAKEEN
KHUD MEIN KUCH JUNOOON-JAZBA
HO TO BAAT BANE
VARNA GHAM KI AANDHIYON MEIN
KHILE PHOOL BI MURJHA JAAYENGE.....

DASTAAN-E-ZINDAGI BAYAAN
KARE TO KARE KIS SE YAHAN
SAB KI APNI APNI KAHANI HAI "KHWAISH"
INSAAN TO INSAAN HAI
AANSU BI AANKHON MEIN SUKH JAAYENGE......

DARD KO SAMBHAAL KE RAKHNA
BAHOT ZAROORI HAI
HAR INSAAN KO
VARNA KHUSIYON KI EHMIYAAT
KOI KAHAN SE SAMAJ PAAYENGE.....

beautiful....so true..i must say it has been beautifully written khwaish =D>
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #21 on: August 13, 2007, 07:26:20 PM »
HAATHON KE LAKEERO MEIN
JEENE KE ISHAARE NAHI HOTE

NASEEB PE JINE WALO KE
SAHAARE NAHI HOTE

LEHRO SE DAR KE
KAHAN JAAYEGA INSAAN
YAHAN BEECH SAMUNDAR MEIN
TO KINAARE NAHI HOTE

JO KHUD HAAR MAAN JAAYE
ZINDAGI SE"KHWAISH"
US KE TO APNE BI
SAHARE NAHI HOTE

DARD BHARE RAASTO SE
GUZAR KAR HI
MANZIL KO PAATA HAI INSAAN

JO PAAYE JAYE
ASAANI SE HAR MUKAAM KO
TO ITNE KHUBSURAT ZINDAGI KE
NAZAARE NAHI HOTE
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: August 20, 2007, 01:50:15 PM »
Nice One Khwaish And Shona Ji,..
Yun Hi Likhte rahiye,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #23 on: August 20, 2007, 08:40:03 PM »
THANX FOR REPLYING SHONA AND JANASHEENJI.... Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: August 23, 2007, 09:13:15 AM »
U Are Welcome Khwaish Ji,.
Logged
SHONA
Guest
«Reply #25 on: August 29, 2007, 05:43:58 PM »
Good one khwaish & janasheen...

 Zindagi sapno ki nahi
 haqeeqat ki jiya karo
 kyon ki sapno mein
 sirf phool khila karte hai
 woh phool tumhe kya khushi denge
 jo khud do din jiya karte hai
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #26 on: August 29, 2007, 06:00:53 PM »
Quote from: "SHONA"
Good one khwaish & janasheen...

 Zindagi sapno ki nahi
 haqeeqat ki jiya karo
 kyon ki sapno mein
 sirf phool khila karte hai
 woh phool tumhe kya khushi denge
 jo khud do din jiya karte hai


BAHUT KHOOB SHONA..YEH THREAD TO GUM SA GAYA THA...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #27 on: August 29, 2007, 06:22:33 PM »
JAB TALAK HAUSLA NAHI HOGA
EK BI FAISLA NAHI HOGA
MAUSAM BADALNE KE
INTEZAAR MEIN GAR PHOOL DARTE RAHE
TO GUL KOI KHILA NA HOGA

AGAR INSAAN SIRF APNI BALAAI KA SOCHENGE
TO KISKA BHI BHALA NA HOGA

DAANA KHAK MEIN MILKAR HI
GULE-GULZAR HOTA HAI
DAR KE HALAAT SE JO HAAR MAAN JAAYE
WOH EK KADAM BHI RAAHON MEIN CHALA NA HOGA

MUSHKIL TO HOGI HI
ZINDAGI KE RAAHO MEIN
PAR DIL KO YEH TASALI ZAROOR DENA "KHWAISH"
KE TERE AUR MANZIL KE BEECH MEIN
BAHUT KAM FAASLA HOGA

JAB TALAK HAUSLA NAHI HOGA
EK BI FAISLA NAHI HOGA
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #28 on: September 05, 2007, 12:52:26 PM »
Bohat khoob Khwaish & Shona...
Logged
rajrishi
Guest
«Reply #29 on: September 05, 2007, 01:20:19 PM »
Bahut accha khwaish nicest

 kuch bhi ho khwaish likhne ki kala majood hai tum mein,
 jo kar sake dard ko byan woh housla majood hai tum mein,
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:42:07 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer