WAQT NE JEENA SIKHA DIYA

by khwaish on July 17, 2007, 06:36:16 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Author  (Read 12198 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #45 on: September 27, 2007, 06:58:29 PM »
RANG BHARNE SE BHI TASVEER NAHI BOLEGI
MAUT ZIDDI HAI BADI,HONTH NAHI KHOLEGI

JO SACH KO SACH KAHE,KOI AISA TARAAZU LAO
ZINDAGI JHOOT KO AB NAHI TOLEGI

MERI AWAAZ MEIN MITHAAS NA RAHI
PAR MERI AWAAZ KABHI ZEHAR NAHI GHOLEGI

WAQT NE JINA SIKHA SIKHA DIYA MUJHE
PAR SUN KE MERI KAHANI..
HAWAAYEN BHI MUH MODLEGI...

SUN KE IS DIL KI  DASTAAN BHARI MEHFIL MEIN "KHWAISH"
AANKHE JAANE KITNO KI ROLEGI  :cry:
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
sapnaa
Guest
«Reply #46 on: September 28, 2007, 07:14:45 PM »
Quote from: "khwaish"
RANG BHARNE SE BHI TASVEER NAHI BOLEGI
MAUT ZIDDI HAI BADI,HONTH NAHI KHOLEGI

JO SACH KO SACH KAHE,KOI AISA TARAAZU LAO
ZINDAGI JHOOT KO AB NAHI TOLEGI

MERI AWAAZ MEIN MITHAAS NA RAHI
PAR MERI AWAAZ KABHI ZEHAR NAHI GHOLEGI

WAQT NE JINA SIKHA SIKHA DIYA MUJHE
PAR SUN KE MERI KAHANI..
HAWAAYEN BHI MUH MODLEGI...

SUN KE IS DIL KI  DASTAAN BHARI MEHFIL MEIN "KHWAISH"
AANKHE JAANE KITNO KI ROLEGI  :cry:


Khwaish bahut khoob likha hai aapne...mujhe aapka likha bahut pasand hai..aap bahut dard bhare shayari likhte hai
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #47 on: September 28, 2007, 07:38:18 PM »
Bohat khoob Khwaish...
Logged
sapnaa
Guest
«Reply #48 on: September 28, 2007, 07:49:58 PM »
main fulo ke saath kaante chun rahi hoon aajkal
is tarah apna bichona bun rahi hoon aajkal
main ek parinda ke jaisi hoon
rukna mera kaam nahi...
fir kisi manzil ka sapna dhoond  rahi hoon aajkal
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #49 on: September 28, 2007, 08:22:11 PM »
Khwaish, sapnaa

Bahut achche =D>

Good going :arrow:
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #50 on: September 30, 2007, 11:03:57 AM »
BAHUT BAHUT SHKRIYA RAJBIR...
BEAUTIFUL ONE SAPNAA
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #51 on: October 08, 2007, 07:06:11 PM »
WAQT KA FARZ HAI SOTE KO JAGATE REHNA
RAAT KI TANHAI MEIN AWAAZ LAGATE REHNA.
KAL GHAM KE KHARIDAAR
 BHI NAZAR AAYENGE "KHWAISH"
SHART YEH KE GHAM KO BHI,
PHOOLON KI TARH SAJAATE REHNA.
AANKH LAG JAATI HAI,
DUSHMAN KE KANDE PAR BHI KABHI
 FARZ APNA YEH HAI KE DOST AUR DUSHMAN
KE BEECH KA FARK MITAATE REHNA.
KUCH DINO BAAD JEENA AA JAYEGA
HUMEIN BHI "KHWAISH"
RASM IS SHEHAR KE THODA SA NIBHAATE REHNA.
Logged
SHONA
Guest
«Reply #52 on: October 09, 2007, 07:31:19 PM »
Quote from: "khwaish"
WAQT KA FARZ HAI SOTE KO JAGATE REHNA
RAAT KI TANHAI MEIN AWAAZ LAGATE REHNA.
KAL GHAM KE KHARIDAAR
 BHI NAZAR AAYENGE "KHWAISH"
SHART YEH KE GHAM KO BHI,
PHOOLON KI TARH SAJAATE REHNA.
AANKH LAG JAATI HAI,
DUSHMAN KE KANDE PAR BHI KABHI
 FARZ APNA YEH HAI KE DOST AUR DUSHMAN
KE BEECH KA FARK MITAATE REHNA.
KUCH DINO BAAD JEENA AA JAYEGA
HUMEIN BHI "KHWAISH"
RASM IS SHEHAR KE THODA SA NIBHAATE REHNA.


Beautiful one khwaish..simply too good.. =D>  =D>
Nice one sapnaa
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #53 on: October 10, 2007, 08:13:54 PM »
BAHUT BAHUT SHUKRIYA SHONA....

AANSUO KE SAMUNDAR SE BAHAAR AAYO
DIL KE PATHAR KO PIGHAAL KE BAHAAR AAO...

SAAYA BANKE KISI KA,KAB TAK JIYEGA INSAAN
APNI PEHCHAAN KHUD BANAKE BAHAAR AAO...

GAHM MEIN DOOBE REHNE SE KUCH NAHI HAASIL
BHOOL KE BEETE BAATON KO
NAYI SHURUWAT KAR KE BAHAAR AAO...

WAQT KHUD MARHAM LAGA DEGA ZAKHMON PAR
HIMMAT KARKE SAAMNA KAR DUNIYA KA "KHWAISH"
KHAYALO, KHWAABO SE UTHKAR HAQEEQAT KO APNAO
MUSHKILO SE UBHAR KAR BAHAAR AAO...
Logged
Rajbir
Guest
«Reply #54 on: October 10, 2007, 10:06:29 PM »
Khwaish

Excellent !

Daad kabool kijiye ! solah aane sahi kaha hai aapne =D>
Logged
Pooja
Guest
«Reply #55 on: October 11, 2007, 02:09:47 PM »
wah wah wah bahoot khoob khwaish ji...bahoot hi acha aor such alikha hai.... Good job!!!

Lat kavita bahoot achi lagi.....

bahoot khoob sapnaa!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #56 on: October 11, 2007, 07:13:27 PM »
BAHUT BAHUT SHUKRIYA RAJBIR....THANX A LOT FOR APPRECIATING
THANX A LOT POOJA...AAP BHI KUCH LIKHTE TO KHUSHI HOTI...
 Usual Smile
Logged
paani
Guest
«Reply #57 on: October 12, 2007, 10:30:05 AM »
Bahut khub Khawish,..
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #58 on: December 15, 2007, 08:05:03 PM »
BAHUT BAHUT SHUKRIYA PAANI...
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #59 on: December 15, 2007, 08:24:59 PM »

JISM INSAAN KA HAI PAR
DIL PATHAR KA KYON HAI?

AAJ MITHI TO MEHANGI HAI
PAR INSAAN SASTA KYON HAI?

APNE DIYE HUE VACHAN KE LIYE
LOG JAAN BHI DETE THE,
PAR AAJ INSAAN KA ZAMEER AUR
IMAAN BIKHTA KYON HAI?

JO BECHARA DO ROTI KE LIYE TARSE
WOH HAMARA KUCH NAHI
AUR  JO CHAMKE SITARON KE JAISE,
WOH HAMARI NAZAR MEIN FARISHTA KYON HAI?

"KHWAISH" DUNIYA KO KASOORVAAR KEHNE SE PEHLE,
KHUD KE GIREBAAN MEIN DEKH,
JAB HALAAT KE DARR SE,
KHUD KO BEBAS PAATA HAI,
TO AAKHIR MAJBOORIYAN INSAAN KI
LIKHTA  KYON HAI?

Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 08:17:20 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.105 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer