WAQT NE JEENA SIKHA DIYA

by khwaish on July 17, 2007, 06:36:16 PM
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
Print
Author  (Read 12268 times)
Roja
Guest
«Reply #60 on: December 16, 2007, 03:21:23 AM »
Quote
JISM INSAAN KA HAI PAR
DIL PATHAR KA KYON HAI?

AAJ MITHI TO MEHANGI HAI
PAR INSAAN SASTA KYON HAI?

APNE DIYE HUE VACHAN KE LIYE
LOG JAAN BHI DETE THE,
PAR AAJ INSAAN KA ZAMEER AUR
IMAAN BIKHTA KYON HAI?

Khwaish ji... Bahut accha likha hai aapne..
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
baadal102
Guest
«Reply #61 on: December 16, 2007, 04:16:08 AM »
khwaish ji bahut aache,keep it up
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #62 on: December 16, 2007, 09:35:23 AM »
Nice One KHwaish Again,.
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #63 on: December 16, 2007, 06:28:22 PM »
BAHUT BAHUT SHUKRIYA ROJAJI,AZEEMJI AUR BAADALJI AAPKA..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #64 on: December 17, 2007, 01:10:29 PM »
Ur Always welcome Ji,.
Logged
sapnaa
Guest
«Reply #65 on: December 19, 2007, 06:08:53 AM »

JISM INSAAN KA HAI PAR
DIL PATHAR KA KYON HAI?

AAJ MITHI TO MEHANGI HAI
PAR INSAAN SASTA KYON HAI?

APNE DIYE HUE VACHAN KE LIYE
LOG JAAN BHI DETE THE,
PAR AAJ INSAAN KA ZAMEER AUR
IMAAN BIKHTA KYON HAI?

JO BECHARA DO ROTI KE LIYE TARSE
WOH HAMARA KUCH NAHI
AUR  JO CHAMKE SITARON KE JAISE,
WOH HAMARI NAZAR MEIN FARISHTA KYON HAI?

"KHWAISH" DUNIYA KO KASOORVAAR KEHNE SE PEHLE,
KHUD KE GIREBAAN MEIN DEKH,
JAB HALAAT KE DARR SE,
KHUD KO BEBAS PAATA HAI,
TO AAKHIR MAJBOORIYAN INSAAN KI
LIKHTA  KYON HAI?


very nice lines written khwaish,bahut khub
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #66 on: December 24, 2007, 06:44:24 PM »
THANX A LOT SAPNA..

RUKH GAYA HAI AANKHON SE,
BEHTA HUA PAANI KAISE..
GHAM KA TOOFAN TO BAHUT TEZ THA,
PAR THEHRA KAISE..

MUJHE KHUD PE BHAROSA HO NAHI PAATA,
AURO PE BHAROSA KAROON KAISE..

MUJHE GAIRO SE KOI SHIKWA NAHI,
PAR APNO SE KUCH SHIKAYAT ZAROOR HAI,
DEKHI HONTO KI HASI,
ZAKHM NA DEKHE DIL KE
AAP DUNIYA KI TARAH KHA GAYE DHOKA KAISE..

WAQT KA KYA HAI,
USSE TO CHALTE JAANA HAI,
PAR "KHWAISH" JEENE KE LIYE
PHIR DIL KO APNE SAMJHAU KAISE..




Logged
Rajbir
Guest
«Reply #67 on: December 24, 2007, 06:47:24 PM »
Khwaish bro

Sahi hai ... zindagi ki asliyat yahi hai !
Logged
Roja
Guest
«Reply #68 on: December 25, 2007, 02:51:09 AM »
Quote
MUJHE GAIRO SE KOI SHIKWA NAHI,
PAR APNO SE KUCH SHIKAYAT ZAROOR HAI,
DEKHI HONTO KI HASI,
ZAKHM NA DEKHE DIL KE
AAP DUNIYA KI TARAH KHA GAYE DHOKA KAISE..


Well said Khwaishji...Keep up.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #69 on: December 27, 2007, 10:41:57 AM »
Nice One Khwaish Ji Again,.
Logged
punam
Guest
«Reply #70 on: December 27, 2007, 10:44:38 AM »
Bahot khoob khwaish ji...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #71 on: December 27, 2007, 11:25:35 AM »
     apne chechre se jo zaahir hai chupaayeN kaise
     teri marzi ke mutaabik nazar aayeN kaise

     ghar sajaaNe ka tasawwur bahut baad ka hai
     pehle ye tay ho ke is ghar ko bachchayeN kaise

     kar kaha aankh ka bartaav badal deta hai
     hansNe waale tuJhe aaNsoo nazar aayeN kaise

     koi apnee hi nazar se to hume dekhega
     ek qatre ko samandar nazar aayeN kaise

     ________________________________-NM-
Logged
prmchawla
Guest
«Reply #72 on: December 27, 2007, 11:39:48 AM »
great yaaro
keep it up
prem chawla
Logged
SHONA
Guest
«Reply #73 on: December 28, 2007, 11:49:21 AM »

RUKH GAYA HAI AANKHON SE,
BEHTA HUA PAANI KAISE..
GHAM KA TOOFAN TO BAHUT TEZ THA,
PAR THEHRA KAISE..

MUJHE KHUD PE BHAROSA HO NAHI PAATA,
AURO PE BHAROSA KAROON KAISE..

MUJHE GAIRO SE KOI SHIKWA NAHI,
PAR APNO SE KUCH SHIKAYAT ZAROOR HAI,
DEKHI HONTO KI HASI,
ZAKHM NA DEKHE DIL KE
AAP DUNIYA KI TARAH KHA GAYE DHOKA KAISE..

WAQT KA KYA HAI,
USSE TO CHALTE JAANA HAI,
PAR "KHWAISH" JEENE KE LIYE
PHIR DIL KO APNE SAMJHAU KAISE..






too good khwaish..beautiful flow of poetry
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #74 on: December 28, 2007, 06:28:29 PM »
THANX A LOT PAAJI,ROJAJI,AZEEMJI,PUNAMJI,CHAWLAJI,SHONAJI.. Usual Smile
THANX TO YOU ALL FOR APPRECIATING...
NICE SHARING AZEEMBHAI
Logged
Pages: 1 2 3 4 [5] 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 25, 2025, 12:57:21 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer