WAQT NE JEENA SIKHA DIYA

by khwaish on July 17, 2007, 06:36:16 PM
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
Print
Author  (Read 12080 times)
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #90 on: February 15, 2008, 09:29:12 PM »
AB AANKHON MEIN GHAM HAI
AUR HONTO PAR FARIYAADE HAI
AB KUCH NAHI MERE PAAS EH DOST
SIRF USKI YAADEIN HAI...

AAJ USKI KHAMOSHI NE MAAR DIYA MUJHKO
AAJ SAMAJ AAYA,KHAMOSHIYAN BHI BAHUT KUCH BATATE HAI...

KYA KAHOON USS SHAKS KE WAFFA KE BAARE MEIN
MAIN "KHWAISH"
WOH AANSU MERE PONCH RAHE THE JAB KI SACH YEH HAI KE
HUM UNHE RULAATE HAI....
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Waqt Jeena Sikha deta hai by paro_ka_deva_devdas in Shayri-E-Dard
Pooja
Guest
«Reply #91 on: February 15, 2008, 09:34:30 PM »
Do dilo ki dhadkan, jab ek hogi
Royega ek dil to dard wahan bhi hogi

Koi bhi roye dard to dono ko hoga
Itni si baat ko to apko samjhna hoga

Khamoshi uski shayad hi tum samjho
Bewafa mat kahna, chahe wafa wali bhi na samjho
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #92 on: February 15, 2008, 09:41:12 PM »
Do dilo ki dhadkan, jab ek hogi
Royega ek dil to dard wahan bhi hogi

Koi bhi roye dard to dono ko hoga
Itni si baat ko to apko samjhna hoga

Khamoshi uski shayad hi tum samjho
Bewafa mat kahna, chahe wafa wali bhi na samjho


BAHUT KHOOB PAR KAUN KAMBAKT BEWAFFA KEHTA HAI?Huh?
HUM KHUD KO KEH DENGE PAR KISI AUR KO NAHI...EK BAAR PLZ ZARA PHIR SE PADHNA...MAIN KYA LIKHA THA???
Logged
Pooja
Guest
«Reply #93 on: February 26, 2008, 05:11:29 PM »
ok ji ab doosri tarah se likhne ki koshish ki hai..

Uski uaadon se Kayes zindagi bitaoge
Ek din ayega jab tum yah sab bhool jaoge

Khamoshio ki juban mana ajj samjh jaoge
Ek din yahi khamoshia, khamoshio main bhool jaoge

Rote hai wo khud bhi, tumko rulane se pahle aor baad
Apne rone ke ahsaas main, ek din yah jazbaat bhi bhool jaoge

Dil se hai dua, bhool jao tum yah sab
Warna ek din Caín, tum khud hi kho jaoge
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #94 on: February 26, 2008, 07:58:46 PM »
KABHI-KABHI APNI HI ZINDAGI AJEEB SI LAGTI HAI
MEHFIL MEIN BAHUT HAI DEEWANE,
AB APNI HI DEEWANGI MAIN KUCH KAMI SI LAGTI HAI...

JO SHAKS BAHUT KAREEB HO JAATE HAI
USSE  HI AAJ HUMARI ZAROORAT SI NAHI LAGTI HAI.....

ISS MEHFIL MEIN HAR SHAKS MASHROOF HAI
KABHI-KABHI JISSE HUM APNI PARCHAI SAMAJTE HAI
WAHI HUMEIN AJNABI SI LAGTI HAI....

JAB HUM NA HOTE TO UNKI PUKAAR HUM TAK PAHUNCH JAATI  THI
AAJ UNKI AWAAZ BHI HUMEIN DABI-DABI SI LAGTI HAI.....

"KHWAISH" KISI SE SHIKAYAT KYON KARTA HAI??
AAJ TUJH MEIN HI KUCH KAMI SI LAGTI HAI.....

Logged
Pooja
Guest
«Reply #95 on: February 26, 2008, 08:06:49 PM »
Bahoot khoob khwaish ji

Kami thi khud mai tabhi to usko pa na sake
Na jaane kaya ayya man mai, chah kar bhi uske pass ja na sake

Kareeb atte atte na jaane kaise ajnabi ho gaya
Door se tha kareeb, kareeb ayya to phir pa na sake

Mefil mai se wo is kadar uth kar chala gaya
Jaise humne ki thi koi khata, kyun use samjha na sake

Khamoshi humari ka kaya hoga asar un per
Jo humari pukar ko bhi sehla na sake

Shikaayt kaya kare ajj unse bhi hum Pooja
Jab apne is dil ko hum, Duch saca na sake
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #96 on: March 03, 2008, 07:58:13 PM »

"Kareeb atte atte na jaane kaise ajnabi ho gaya
Door se tha kareeb, kareeb ayya to phir pa na sake

Khamoshi humari ka kaya hoga asar un per
Jo humari pukar ko bhi sehla na sake"



YEH LINES TO KAMAAL KI LIKHI HAI AAPNE POOJAJI...BAHUT HI KHOOOOB
Logged
Pooja
Guest
«Reply #97 on: March 03, 2008, 09:22:51 PM »
shukaria janab!!! app bhi do line ka jawab de dete to acha lagta!!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #98 on: March 04, 2008, 06:09:34 PM »
WOH KUCH NAYE ANDAAZ LE KAR LAUTA
CHALNA TO USSE WAHI PURANI RAAHON MEIN HAI,
PAR AANKHON MEIN NAYE KHWAAB LE KAR LAUTA...

JAB BHI BECHARA KUCH KEHTA TO LOG,
USKI HAR BAAT KO ANSUUNI KAR DETE THE,
AB WOH NAYI AWAAZ LE KAR LAUTA...

HAR BAAT KEH JAATA  THA JO DIL MEIN HOTI THI
PAR AB DIL MEIN NAYE RAAZ LE KAR LAUTA...

HAUSLE BULAND HAI WOH SHAKS KE,
KEHTA HAI AB NAA HAAR MANUNGA APNE HALAAT SE,
DIL MEIN EK NAYA UMEED KA CHIRAG LE KAR LAUTA....

Logged
Pooja
Guest
«Reply #99 on: March 04, 2008, 06:12:15 PM »
wah khwaish ji kaya baat hai... bahoot khoob!!! ajj to poore mood main hai app!! Good job!!
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #100 on: March 19, 2008, 06:11:43 AM »
bahut bahut shukriya poojaji..aapne nahi likha??
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #101 on: March 19, 2008, 06:29:06 AM »
Khwaish ji bohat acha likha hai aapne...

Ek umeed toote aur zindagi kuch pa na sake
Khushi milti hai magar haas na sake

Joh chaha woh pa na sake
Joh koh jaate hai unko hum hasil na kar sake

Zindagi ke dard ne jeena sikha diya
Tarasti aankhon mein woh dard bikar diya

 
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #102 on: March 19, 2008, 06:34:23 AM »
waah khwaish and honey ji....


Quote
Ek umeed toote aur zindagi kuch pa na sake
Khushi milti hai magar haas na sake

Joh chaha woh pa na sake
Joh koh jaate hai unko hum hasil na kar sake

Zindagi ke dard ne jeena sikha diya
Tarasti aankhon mein woh dard bikar diya

 


Aaj tak duniyaaN maiN mujhko kutchh ras aya nahiN
Ker liya badnaamm khud ko phir bhi kutchh paya nahiN.

Harash
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #103 on: March 19, 2008, 08:54:54 AM »
great  job ..  Khwahish..........  Pooja sis........  Honeyrose...........and  All............
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #104 on: September 13, 2008, 04:12:40 PM »
Khwaish ji bohat acha likha hai aapne...

Ek umeed toote aur zindagi kuch pa na sake
Khushi milti hai magar haas na sake

Joh chaha woh pa na sake
Joh koh jaate hai unko hum hasil na kar sake

Zindagi ke dard ne jeena sikha diya
Tarasti aankhon mein woh dard bikar diya

 


Thankyou Honeyrose aur bahut acha likha hai aapne
Logged
Pages: 1 ... 3 4 5 6 [7] 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 08:35:45 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.11 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer