~Waqt sey pehle humhe~

by honeyrose on February 18, 2008, 06:32:09 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 788 times)
honeyrose
Guest
Waqt sey pehle humhe aapse kuch na mila
Taqdir sey zyada humhe aapse kuch na mila

Pyaar sey na mile toh kya hai
Unhe khali daman mein rukne sey kya hai..

Dard-d-mohabatt mein kya hai..
Bhul chuke hai woh aapne mohabatt mein..

Dard ke aasu de gayee hai woh aapni nafarat mein..
Dil ke khone mein dudh lethe hai hum unko..

Nazar aathi hai bass parchai unki yaadon mein..
Aap ho mere dhadkan ho meri saanson mein..

Aap ho mere vishwaas meri zindagi mein..
Waqt sey pehle humhe aapse kuch na mila
   
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
humhe insaaf chahiye **badnaam shayar*** by anjani_si in Chit - Chat & General Discussion « 1 2 ... 22 23 »
*#Humhe Aapna Banakar#* by honeyrose in Shayri-E-Dard
#Humhe Dil Main Basakar# by honeyrose in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
!!!Samjho Na Humhe Bewafa!!! by honeyrose in Shayri for Khumar -e- Ishq
jo likha hai usney wo humhe hai bhukatana. by prateekagarwal in Share:Miscellaneous Shayari
rohit rai
Guest
«Reply #1 on: February 18, 2008, 06:40:09 AM »
bahut khoob yaar........honeyrose .........its very touchy

Har ishq ka matlab gam nahi hota,

Duriyo se pyar kam nahi hota,

Waqt bewaqt ho jati hai aankhein nam,

Kyonki yaado ka koi mausam nahi hota
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #2 on: February 18, 2008, 06:56:30 AM »
 
bahut khoob yaar........honeyrose .........its very touchy

Har ishq ka matlab gam nahi hota,

Duriyo se pyar kam nahi hota,

Waqt bewaqt ho jati hai aankhein nam,

Kyonki yaado ka koi mausam nahi hota
...

Shukriya rohit rai ..very nice lines too.. Usual Smile

Waqt na kisi key liye rukha hai.
Waqt na kisi key dard ko samjha hai..

Hum waqt sey unka intezar karte hai..
Aur woh sadiyon sey na humhe mil pathe hai..

Jis ke liye aankhen hoti hai num..
Woh chor jate hai humhe dey kar gam...
Logged
zakhmola
Guest
«Reply #3 on: February 18, 2008, 07:58:18 AM »
waqt sey pehley hum jinko yaad karte hain
wohh kehtey hain, kambhkhat bewaqt kyon yaad karte hain
Meri yaadon ko unka waqt kabhi nahin milta
waqt ka kahun ya fir mohbatton ka kuchh yunhi chalta hai silsila..
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #4 on: February 18, 2008, 10:34:05 AM »
waqt sey pehley hum jinko yaad karte hain
wohh kehtey hain, kambhkhat bewaqt kyon yaad karte hain
Meri yaadon ko unka waqt kabhi nahin milta
waqt ka kahun ya fir mohbatton ka kuchh yunhi chalta hai silsila..

...

Nice zakhmola..

Waqt ke halat pey sab majbur hai..
Waqt nahi janta kya sahi hai kya galat..

Hum sab waqt sey saath chal rahe hai..
Pyaar ka bhi ek waqt hota hai..

Gar waqt chor jata hai to...
Hum akele hote hai..

Sare waqt hum unke liye rukh jate hai..
Par beetha waqt kabhi phir nahi aate..
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #5 on: February 19, 2008, 05:41:56 AM »
Na waqt hai zindagi mein..
Na waqt hai khushon mein..

Hum chalte hi jah rahe hai..
Na waqt hai mazil kye liye..

Zindagi kuch pal key liye ruk jata hai..
Waqt ke chalne sey nahi ruk tha..

Yaad aaye woh pyaar key guzre mausam
Waqt key saath unki tasveer dil mein chupa lethe..
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:23:39 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 1.058 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer