Weeraan Zindagi...

by Aryaan on July 11, 2006, 07:39:38 PM
Pages: [1] 2 3  All
Print
Author  (Read 2487 times)
Aryaan
Guest
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
zindagi by soniya shetti in Shayri for Khumar -e- Ishq
zindagi by sabreena in Shayri for Khumar -e- Ishq
Zindagi by Amit Janglan in Shayri-E-Dard
zindagi zindagi ho gayi by fakharenaveed in Shayri for Khumar -e- Ishq
Weeraan tasawwur mein bachaa hai hi aur kyaa? by abdbundeli in Ghazals
ranjana
Guest
«Reply #1 on: July 12, 2006, 01:56:29 AM »
its really very beautiful ...Aryaan
Logged
angel4u
Guest
«Reply #2 on: July 12, 2006, 05:20:42 AM »
Wonderful aryaan....

Its really very very very ncie...

Raatko Chand Jab Khile Dilko Nashad Karti Hoon Main,
Ek Bhuli Khushi Ke Liye Lakh GaM Yaad Karti Hoon Main,
Mujhse Nazrein Badalneke Baad Hogi Tujhe Bhi Kayi Ranjishein,
Jaa Aaj Tujhe Wafaki Har Zanzeer Se Aazaad Karti Hoon Main...
* * * * *
Logged
roshni246
Guest
«Reply #3 on: July 12, 2006, 07:57:56 AM »
2 gud aryan and angel....!


Zindagi se pareshaan hain maut ka aasra chahiye
Khud ko bhi hum bhool jaayen yoon yaadon ka faasla chahiye
Mit jaana hi behtar hai hamare liye ai dost

Jeene ke liye to faulad sa hausla chahiye
Dil diya khushiyan dee ab jaan bhi tere naam hai
Aur ae naakami-e-ulfat tujhe humse kya chahiye
Ke hamari turbat par chand aansoo hi baha jaayen woh
Hamein apni kurbaaniyon ka
Bus itna sa sila chahiye


~ROSH~
Logged
Ghazhal
Guest
«Reply #4 on: July 12, 2006, 09:07:15 PM »
Raaz-e-ulfat chupaa ke dekh lia
Dil bohat kuchh jalaa ke dekh lia

Woh mere ho ke bhi mere na hue
Un ko apna bana ke dekh lia

Aur kya dekhne ko baki hai
Apse dil lagaa ke dekh lia

Faiz, taqamil-e-Gam bhi ho na sake
Ishk ko azma ke dekh lia


Bohat Khoob Mr.Aryaan[/i]
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #5 on: July 13, 2006, 02:25:55 PM »
Bohat shukriya Ranjana, Angel, Roshni & Ghazhal..

Very Nice Angel, Roshni & Ghazhal...
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #6 on: July 13, 2006, 08:59:31 PM »
wah wah bahut achaa like always!!!!!! Usual SmileUsual SmileUsual Smile
Logged
tabassum shakeel
Guest
«Reply #7 on: July 14, 2006, 03:15:52 AM »
Quote from: "Aryaan"


bahut khoob aryan

tujhme hai baat aisi kya main kahun
tera har dard achcha lagta hai
sarri duniya veerana hai tujh bin
tera veerana ghar bas lagta hai
raaas achcha hame bhi aata nahi
sara achcha to peechhe chhoot chuka
ab na khwahish hai kisi achche ki
jaane kyun tera dard pasand hame
jaane ab dil ki hasraten kya hain?
ye mohabbat hai kya nahi hai pata
ya ki kuchh aur hai samajh na saken
dil se poochha to usane bas ye kaha
tera veerana achcha lagta hai..............................
Logged
angel4u
Guest
«Reply #8 on: July 14, 2006, 03:56:56 AM »
Thanks Roshni And Aryaan...

Sabne bahut khoob likha hia..

RaahonMe Kaun Aaya Gaya Kuch Pata Nahi
Usko Talash Karte Rahe Jo Mila Nahi

Be-Aas Khidkiyan Hai, Sitare Udas Hai,
AankhonMe Aaj Nind Ka Ko-Sooh Pata Nahi,

Main Chup Raha To Aur Galat FehMiyan Badhein,
Wo Bhi Suna Hai Usne Jo Maine Kaha Nai

Dil Me Isi Tarah Se Hai Bachpanki Ek Yaad
Shayad Abhi Kali Ko Hawa Ne Chua Nahi

Chehre Par Aansu Ne Likhi Hai Kahaniya
Aiyna Dekhne Ka Mujhe Hosla Nahi
Logged
jalpari
Guest
«Reply #9 on: July 14, 2006, 05:22:07 PM »
very nice Aryaan..Roshni.. Angel. n Tabassum ji..

nice sharing Ghazal..
Logged
Talat
Guest
«Reply #10 on: July 14, 2006, 06:01:20 PM »
Quote from: "Aryaan"


Beautiful Aryaan....as always....i wish i could write so well !! Usual Smile
Logged
jalpari
Guest
«Reply #11 on: July 16, 2006, 03:03:46 AM »
Wo bhi shayed ro pare ye weeran kaghaz dekh kar
Main ne is pehle khat mein likha kuch bhi nahi hai
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #12 on: July 18, 2006, 11:07:44 AM »
Thanks a lot Talat & Nice One Jalpari...
Logged
angel4u
Guest
«Reply #13 on: July 20, 2006, 05:30:36 AM »
Thanks Jalpari...

HuM Akele Na Reh Payenge,
Dur Tak Raat Hi Raat Hai,
Zindagi Ek Alag Chiz Hai,
Zinda Rehna Alag Baat Hai,
UMar Kaise Guzar Payegi,
Ek Pal Bhi Guzarna Badi Baat Hai...
* * * * *
Logged
angel4u
Guest
«Reply #14 on: July 20, 2006, 05:31:25 AM »
Ummidonki Manzil Dhal Gayi,
Aankhonse Aansuki Dhara Beh Gayi,
Tumhari Bhi Kya Izzat Reh Gayi
Jab Class Ki Har Ladki Tumhe Bhaiya Keh Gayi...
* * * * *
Logged
Pages: [1] 2 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 08:00:18 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.104 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer