Wo aasman ka chaand..........!!!

by Talat on August 14, 2007, 10:05:55 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1892 times)
madhuwesh
Guest
«Reply #15 on: July 09, 2009, 07:28:52 AM »
Wah very nice and beautiful creation Celmira ji and Pooja ji.excellent. icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Aasman by hifrnd20 in Shayri-E-Dard
Aye AAsman Tu hi Bata by javedarshad in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
Jo aasman ke by Yaad Gill in Shairi - E - Zindagi
Aasman ka Chaand apki Bahon me ho...... by praveen k in Shayari ki Batein- Sawaal Jawaab
tera chaand to Sadiyon se aasman mein nikla nahin... Intezar ! by Intezar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Roja
Guest
«Reply #16 on: September 18, 2009, 01:41:12 AM »


 Applause Applause Applause

ooh dear wonderful lines... How I missed i dont understand.

Daad hazir hai sis. Thumbs UP
Logged
Roja
Guest
«Reply #17 on: September 18, 2009, 01:42:59 AM »
bahoot khoob talat...

Chaya tha mujh per wo kuch is tarah
Bhooli thi kaynaat kuch is tarah
Bichard kar kaynaat mujhko bhula gaya
Mera chand mujhe kahin dharati main milla gaya

Dukhta hai dil ajj, ansoo sirf bahte hai
Dete hai dard mujhe, aor yah kahte hai
Beet gaya jo, usko beet jaane de
Bhul ja usse, nai subah ko ane de

Bhulna nahi asaan, dil bas yah kahta hai
Socho main uski ajj bhi subah sham rahta hai
Her pal wo pal yaad atein hai
Dukhta hai dil, socho main rah jaatein hai

Asmaan mera wo na jaane kyun kho gaya
Kaya chahiye tha usko, kyun itna bedard ho gaya
Nahi koi jawab, shunay sab lagta hai
Dil bas ro ro kar yahi kahta hai

Dukhta hai dil ajj, ansoo sirf bahte hai
Dete hai dard mujhe, aor yah kahte hai
Beet gaya jo usko beet jaane de
Bhul ja usse, nai subah ko ane de.......

Wah wah kya baat hai. Bahut khoob bahut khoob didi  Applause Applause Applause

(Jane kab wo din aayega fir se aisa mehfil sajega?  sad5 )
Logged
DhavalRami
Guest
«Reply #18 on: September 18, 2009, 04:19:06 AM »
talat jee:

Aadaab!

aapki yeh naGhz koShiSh ko aaj paRhne ka mauqaa milaa.. jiss tarah se aapne koShiSh ko aNjaam diyaa haii ! dil bhaaree ho gayaa! aapki yeh koShiSh baRii beHteriN rahiiN!

ees koShiSh ko paRhne ke baad baShir badr saaHeb kii Ghazal ke kuch aSh'aar yaad aa gayeN!

sochaaa nahii.n achhaa buraa dekhaaa sunaa kuchh bhii nahii.n
maa.ngaa khudaa se raat din tere sivaa kuchh bhii nahii.n

ahasaas kii Khushbuu kahaa.N, aavaaz ke juganuu kahaa.N
Khaamosh yaado.n ke sivaa, ghar me.n rahaa kuchh bhii nahii.n


liKhate rahe.n.. bazm ki raunaq yuuNhi baRhaate raheN! daad ! KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

W'salaam

aapka

~ Dhaval
Logged
Talat
Guest
«Reply #19 on: September 18, 2009, 12:08:20 PM »
Wah very nice and beautiful creation Celmira ji and Pooja ji.excellent. icon_thumleft Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Thanks so much Madhu Ji, aap ye itna purana post le yaain upar....ye nazm apni mujhe bohot pasand hai...Thanks so much dear Usual Smile
Logged
Talat
Guest
«Reply #20 on: September 18, 2009, 12:58:41 PM »
Applause Applause Applause

ooh dear wonderful lines... How I missed i dont understand.

Daad hazir hai sis. Thumbs UP


Thanks so much Roja dear for appreciating it......It's never too late Usual Smile
Logged
Pooja
Guest
«Reply #21 on: September 18, 2009, 08:36:38 PM »
Thanks Madhu ji and Roja Dear!!!  Such bahoot dino baad apni yah kavita padne ko mil gai!!!

Aryaan ji apke comments ajj kal hum bahoot misss karte hai!!!
Logged
aaina
Guest
«Reply #22 on: September 19, 2009, 02:23:36 AM »
bahoot khoob talat...

Chaya tha mujh per wo kuch is tarah
Bhooli thi kaynaat kuch is tarah
Bichard kar kaynaat mujhko bhula gaya
Mera chand mujhe kahin dharati main milla gaya

Dukhta hai dil ajj, ansoo sirf bahte hai
Dete hai dard mujhe, aor yah kahte hai
Beet gaya jo, usko beet jaane de
Bhul ja usse, nai subah ko ane de

Bhulna nahi asaan, dil bas yah kahta hai
Socho main uski ajj bhi subah sham rahta hai
Her pal wo pal yaad atein hai
Dukhta hai dil, socho main rah jaatein hai

Asmaan mera wo na jaane kyun kho gaya
Kaya chahiye tha usko, kyun itna bedard ho gaya
Nahi koi jawab, shunay sab lagta hai
Dil bas ro ro kar yahi kahta hai

Dukhta hai dil ajj, ansoo sirf bahte hai
Dete hai dard mujhe, aor yah kahte hai
Beet gaya jo usko beet jaane de
Bhul ja usse, nai subah ko ane de.......




Bhut khoob Pooja ji kaafi puraani nazm hai jo ki madhu ji ki wajh se padne ko mil rahi hai bhut hi acha likha hai aapne, daad hazir hai qubool karen
Logged
aaina
Guest
«Reply #23 on: September 19, 2009, 02:26:01 AM »





Bhut hi khoob Talat bhut hi acha likha hai aapne yaani aap aaj ki nhi pehle hi mahir e fun hain bhut hi achay maza aa gaya pad kar, you.n hi likhti rahiye God bless u
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #24 on: September 19, 2009, 03:39:39 AM »


Waah Waah Di .. bahoot hkhubsoorat ehsaas ko samte hue kya khoob likha hai Bahoot Bahoot Khoob Di
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #25 on: September 19, 2009, 03:40:41 AM »
bahoot khoob talat...

Chaya tha mujh per wo kuch is tarah
Bhooli thi kaynaat kuch is tarah
Bichard kar kaynaat mujhko bhula gaya
Mera chand mujhe kahin dharati main milla gaya

Dukhta hai dil ajj, ansoo sirf bahte hai
Dete hai dard mujhe, aor yah kahte hai
Beet gaya jo, usko beet jaane de
Bhul ja usse, nai subah ko ane de

Bhulna nahi asaan, dil bas yah kahta hai
Socho main uski ajj bhi subah sham rahta hai
Her pal wo pal yaad atein hai
Dukhta hai dil, socho main rah jaatein hai

Asmaan mera wo na jaane kyun kho gaya
Kaya chahiye tha usko, kyun itna bedard ho gaya
Nahi koi jawab, shunay sab lagta hai
Dil bas ro ro kar yahi kahta hai

Dukhta hai dil ajj, ansoo sirf bahte hai
Dete hai dard mujhe, aor yah kahte hai
Beet gaya jo usko beet jaane de
Bhul ja usse, nai subah ko ane de.......

Wow Pooja di.. Bahoot bahoot Khoob likha hai.. Bahoot hi Kamaal ka reply !
Logged
Talat
Guest
«Reply #26 on: September 19, 2009, 04:07:55 AM »
talat jee:

Aadaab!

aapki yeh naGhz koShiSh ko aaj paRhne ka mauqaa milaa.. jiss tarah se aapne koShiSh ko aNjaam diyaa haii ! dil bhaaree ho gayaa! aapki yeh koShiSh baRii beHteriN rahiiN!

ees koShiSh ko paRhne ke baad baShir badr saaHeb kii Ghazal ke kuch aSh'aar yaad aa gayeN!

sochaaa nahii.n achhaa buraa dekhaaa sunaa kuchh bhii nahii.n
maa.ngaa khudaa se raat din tere sivaa kuchh bhii nahii.n

ahasaas kii Khushbuu kahaa.N, aavaaz ke juganuu kahaa.N
Khaamosh yaado.n ke sivaa, ghar me.n rahaa kuchh bhii nahii.n


liKhate rahe.n.. bazm ki raunaq yuuNhi baRhaate raheN! daad ! KhuSh raheN.. apnaa Khayaal raKheN

duaaoN ke saath ijaazat

W'salaam

aapka

~ Dhaval


Aap Ka bohot bohot shukriya, Dhaval Ji, aapne is nazam aur us main chupe hue ehsaas ko samjha.....aap ki izzat afzaai hai.

Bohot khoobsurat asha'ar hain Badar sahab ke jo aapne yahan nazar kiye......Bohot shukriya aap ki hausla afzaai ka.
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:11:46 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.098 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer