-----/// Wo badalte rahe ///----- Hriday

by ~Hriday~ on January 17, 2013, 06:59:29 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 2556 times)
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #15 on: January 20, 2013, 09:02:22 AM »
thank you soooo much Suman ji.....!!!

waaahhhhhhhh wonderful  Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Thumbs UP
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #16 on: January 21, 2013, 06:04:58 PM »
There is something in dis poem, which touches heart....
bahut hi amazing hriday ji....taarif mein kya kahu samajh nahi aa rha..
dil mein utar gayi hai aapki ye kalaam...isliye khuch likhne ki iccha ho rahi hai....


Na mitaana chaho jo duriyon ko toh faasle kabhi mit_te nahi
Zindagi yu hi guzar jaati hai galatfehmiyon k saaye mein

Aankho se jo dekha jaata hai, usse hi sach maan liya jaat hai
Patthar mein tabdeel ho jaat hai, mom ki tarah pighalne waala

Baarish ki boondo mei dikh jaai hai chehre ki maayusiyat,
Ashqon se laal aankhein...
Aur wo samajht hai nahi dekh paaaya koi usse tanha rote

Mohabbat ko pakda nahi, thaama jaat hai mohabbat se
Hum fisle nahi the haathon se tumhare, rait tum hi hamein samajh baithe

Ek chingaari lga di logon ne, aayi jo hawaa inn par
wo teri aur se hi guzri thi
Beshaq anjaan the tum iss baat se,Par,
Jo haq samajhte mujh par apna, toh ye na silsile hote

Zmaane ki parvaah na thi mujhe, par kasoor maine itna kiya
Na khuch pucchha tumne, na khuch btaana ka maine b ajab faisla liya
Uss par tumne chalkar zmaane k peeche, saath duriyon ko bakhoobi diya....





Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #17 on: January 22, 2013, 02:47:18 PM »
Hello Pooja ji,

haan hota hai kabhi kabhi kuch poems hamaare dil ko bahut kareeb se chhuu jaati hai.. kuch aisaa jo humein lagtaa hai humse judi hui ho... aur kuch panne zindagi ke wo palat ke humein pichhe le jaate hain... aapke dil ko meri ye koshish chhuuu gayi, iski taarif ho gayi...

aur aapne ye khoobsurat saa jawaab likh ke iski khoobsurti ko chaar chaand lagaa diye... thank you sooo much Poojaa ji... kuch koshish ki hai maine bhi iske jawaab me likhne ki... shayad aapko pasand aaye...!!!



aaj bhi kabhi kabhi tanhaa baithe sochtaa hoon
ki kitni tezi se guzraa wo lamhaa, wo aakhri mulaquaat apni
tum mujhse miley, main tumse milaa, baatein kiye
aur fir judaa ho gaye, sadiyon ke liye....

wo faasle hamaare darmiyaan, kuch palon se ghante, aur fir saal
kuch is tarhaa faaslon ne hamaare bich faaslon ko badhaayaa
ki duur tum jaate rahe aur main bhi duur hotaa rahaa
naa ab tak tum sambhle ho, naa hi kabhi main sambhal paayaa

kaash, haan ye ek shabd kaash, aaj bhi zeher banke gunjti hai
cheer deti hai mujhe, mere dil ko, shareer ko, meri aatmaa ko
kaash, ek baar, us pal, kuch sochaa hotaa,
dimaag ko bhulaa ke dil se faislaa kiyaa hotaa....

kaash... to aaj ye din aisaa naa hotaa
to yun hum baatein na karte anjaan ho ke ek duje se, duur baithe
tum shayad yahin kahin mere paas hote, mere dil me hote
na na .. dil me to ho ab bhi... magar wo baat nahi
tumhe rakhaa hai sajaa ke dil me magar tumko ehsaas nahi
main tanhaa akelaa hoon kahin, aur tum... aaj mere paas nahi...


*****HRIDAY*****
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #18 on: January 23, 2013, 02:58:21 PM »
bahut bahut shukriyaaaa Shireen ji.....!!!

Bohat Khub!!!! Bohat aache se aapne apne jazbaaton ko piroya hai!!! Very Good!!!

 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley


Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #19 on: January 24, 2013, 02:38:08 PM »
bahut bahut shukriyaaaa Laaiba ji.....!!!

bohat khoob ,.............bohat c daad,..........
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #20 on: January 25, 2013, 11:01:25 AM »
bahut bahut shukriyaaa Saini ji.....!!!

waah waah bahut khoob
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #21 on: January 29, 2013, 03:07:46 PM »
bahut bahut shukriyaaa Qalb ji.....!!!



 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #22 on: January 30, 2013, 11:35:58 AM »
bahut bahut shukriyaaa Aqsh ji.....!!!

Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause Applause
bahut gehre ehsaason ko sameta hai aapne hriday jee. dheron daad
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #23 on: January 31, 2013, 10:23:31 PM »
bahut bahut shukriyaaa Parwaaz ji.....!!!

Kapil Jee Aadaab!


Kia baat hai janab... badi hi khoob kalaam kahi hai aapne...
Kafi achche ahsaas O khayaal aur utni hi umdaa bayaani rahi..Usual Smile


Behad khoob janab behad khoob... is khoobsurat kalaam par humari
dheroN dili daad O mubbarakbad kabul kijiye... Usual Smile


Aise hi likhate rahiye... bazm meiN aate rahiye..
Shaad O aabaad rahiye...

Khuda Hafez... Usual Smile

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #24 on: February 01, 2013, 03:01:44 PM »
bahut bahut shukriyaaa Ainy ji....!!!

Khoobsurat, haseen ehsaas aur utni hi pyaari adaayegi..kya kahne !..apko bahut bahut mubaarakbaad Hriday ji!!   
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #25 on: February 06, 2013, 04:14:29 AM »
bahut bahut shukriyaaa Mishra ji.....!!!

Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley icon_flower icon_flower icon_flower
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #26 on: February 07, 2013, 09:06:35 PM »
bahut bahut shukriyaaa Khwaish ji.....!!!


Bahut Bahut Khoooob..!!!!

Bahut Hi Khoobsurat Ehsaas.. Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley

Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #27 on: February 09, 2013, 06:37:38 AM »
bahut bahut shukriyaaaa Sheba ji.....!!!

bahut khoob.........!
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #28 on: February 10, 2013, 06:10:35 AM »
bahut bahut shukriyaaaa Amit ji....!!!

waah....kya baaaaaaaaaaaaaaaaaat hai, bahut khoob, dheron daaad Hriday Ji
 Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
poppoetry
Guest
«Reply #29 on: February 11, 2013, 06:39:31 PM »
Hello Pooja ji,

haan hota hai kabhi kabhi kuch poems hamaare dil ko bahut kareeb se chhuu jaati hai.. kuch aisaa jo humein lagtaa hai humse judi hui ho... aur kuch panne zindagi ke wo palat ke humein pichhe le jaate hain... aapke dil ko meri ye koshish chhuuu gayi, iski taarif ho gayi...

aur aapne ye khoobsurat saa jawaab likh ke iski khoobsurti ko chaar chaand lagaa diye... thank you sooo much Poojaa ji... kuch koshish ki hai maine bhi iske jawaab me likhne ki... shayad aapko pasand aaye...!!!



aaj bhi kabhi kabhi tanhaa baithe sochtaa hoon
ki kitni tezi se guzraa wo lamhaa, wo aakhri mulaquaat apni
tum mujhse miley, main tumse milaa, baatein kiye
aur fir judaa ho gaye, sadiyon ke liye....

wo faasle hamaare darmiyaan, kuch palon se ghante, aur fir saal
kuch is tarhaa faaslon ne hamaare bich faaslon ko badhaayaa
ki duur tum jaate rahe aur main bhi duur hotaa rahaa
naa ab tak tum sambhle ho, naa hi kabhi main sambhal paayaa

kaash, haan ye ek shabd kaash, aaj bhi zeher banke gunjti hai
cheer deti hai mujhe, mere dil ko, shareer ko, meri aatmaa ko
kaash, ek baar, us pal, kuch sochaa hotaa,
dimaag ko bhulaa ke dil se faislaa kiyaa hotaa....

kaash... to aaj ye din aisaa naa hotaa
to yun hum baatein na karte anjaan ho ke ek duje se, duur baithe
tum shayad yahin kahin mere paas hote, mere dil me hote
na na .. dil me to ho ab bhi... magar wo baat nahi
tumhe rakhaa hai sajaa ke dil me magar tumko ehsaas nahi
main tanhaa akelaa hoon kahin, aur tum... aaj mere paas nahi...


*****HRIDAY*****

Na jaane aisa kya ho gya k hum judaa ho gaye
Sab khush the humare milne se, phir kyu rab humse khafaa ho gaye

Tum ho tanha wha aur hamare saath bhi koi nahi hai yha
Ek- duje k sang chalna tha hamein, phir kyu hamare raste yu tanha ho gaye

Haan ye sach hai k pehle se bhi zyada chahane lage hai hum tumhe
Palke kholi toh tum saamne the,par palak jhapakte hi tum kha aaujhal ho gaye

sambhalna khud ko bahut mushkil ho rha hai ab
Phir se sapne dikha k mujhe, unhe karke sheeshe mein qaid,
tum kyu bewafa ho gaye

Shaamil ho mere hal pal mein , har yaad mein , har aansu mein , har dua mein
Maan liya jab tumhe apni zindagi maine
toh kyu meri zindagi k rang benoor ho gaye

Koi khwaish na rahi ab iss dil mein jeene ki tumse door hokar,
Na tammana rahi ab khuch paane ki tumhe khokar
Phir bhi jeene ko hum hai majboor ho gaye

Ek farz tumhe nibhana hai , ek karz mujhe chukana hai
Bewafa tum nahi, zafaa koi maine bhi ki nahi,
Nahi mukammal ho sakti mohabbat ab apni,
na jaane aise kaun se humse kasoor ho gaye
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 22, 2024, 09:02:26 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.127 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer