Wo Itna Bhi Badnaam Nahi Hai,.

by Jaanasheen on May 03, 2009, 07:33:16 AM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 3655 times)
deepika_divya
Guest
«Reply #15 on: May 03, 2009, 09:20:52 AM »
Kyun Iss kadar tum udaas hue ho 'Azeem'
Tum hi ho jiske liye sansoon ko tham liya hai

Karte rehte hai Sirf Tumari baatein hum
Tere liye humne bhi khud ko badnaam kiya hai

Nigaao mea chupa kar tumko eh sanam humne
Taseer ki tarah Apne Dil mea Utaar liya hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #16 on: May 03, 2009, 09:35:22 AM »
Kyun Iss kadar tum udaas hue ho 'Azeem'
Tum hi ho jiske liye sansoon ko tham liya hai

Karte rehte hai Sirf Tumari baatein hum
Tere liye humne bhi khud ko badnaam kiya hai

Nigaao mea chupa kar tumko eh sanam humne
Taseer ki tarah Apne Dil mea Utaar liya hai
Waah Kya Khoob Kaha Hai,.



Mohabbat Karne Waale Kabhi Badnaam Nahi Hote,.
Marne Ke Baad Bhi Unki Nishaaniyaan Rehti Hain,.

Bhale Bhool Jaaye Log Apna Wajood Mohabbat Mein,.
Zinda Magar Har Jagaah Unki Kahaaniyaan Reti Hai,.

____________________________________-Azeem-


Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #17 on: May 03, 2009, 09:46:07 AM »
Thank u so much!

Hum tho karte hai Bepaah Mohabbat tumse,
Mohbaat mea IshQ-e-Faiz kisne dekha hai !!

Dekhi hai Duniyaan ne IshQ-e-shabaana,
IshQ-e-Khawaab-e-sahar kisne dekha hai !!



Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: May 03, 2009, 10:04:44 AM »
Thank u so much!

Hum tho karte hai Bepaah Mohabbat tumse,
Mohbaat mea IshQ-e-Faiz kisne dekha hai !!

Dekhi hai Duniyaan ne IshQ-e-shabaana,
IshQ-e-Khawaab-e-sahar kisne dekha hai !!





Nice One Again,.

Mohabbat Ko Kisne Dekha Hai, Mohabbat To Mehsoos Ki Jaati Hai,.
Kaash Ke Main Bhi Apni Mohabbat Tujhe Dikhaa Paat,.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #19 on: May 03, 2009, 10:16:44 AM »
Thanks!

Nice lines Azeem!

Mohaabat Dil mea Basti hai Eh Sanam,
Yea keh kar yun Jataai nahi jaati hai !!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #20 on: May 03, 2009, 10:19:21 AM »
Thanks!

Nice lines Azeem!

Mohaabat Dil mea Basti hai Eh Sanam,
Yea keh kar yun Jataai nahi jaati hai !!!

Waah Kya Khoob kaha hai,.



Maine Apni Mohabbat Kabhi Jataai Nahi "Sophi,.
Yahi To Gunaah Kiya Maine Safar-e-Mohabbat Mien,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: May 03, 2009, 10:20:12 AM »
waah Azeem behad acha likha hai.. Clapping Smiley






Shukriya Kaash Ji,.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #22 on: May 03, 2009, 10:27:07 AM »
Waah Kya Khoob kaha hai,.


Hum intzaar mea tere naam lete rahe Khoo-e-yaar mea,
Aur tum isse Guftaar samaj tali baja chale gaye !!

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #23 on: May 03, 2009, 10:31:19 AM »
Nice work Azeem...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: May 03, 2009, 10:32:06 AM »
Hum intzaar mea tere naam lete rahe Khoo-e-yaar mea,
Aur tum isse Guftaar samaj tali baja chale gaye !!




Tali Main Isliye Bajaata Raha, Kyunki Dard Apne Chupaata Raha,.
Tu Meri Khamoshi Na Samajhi, Aur Main Tha ke Tujhe Haal-e-Dil Bataata Raha,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: May 03, 2009, 10:33:05 AM »
Nice work Azeem...


Shukriya Bhai,.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #26 on: May 03, 2009, 10:41:35 AM »


Tali Main Isliye Bajaata Raha, Kyunki Dard Apne Chupaata Raha,.
Tu Meri Khamoshi Na Samajhi, Aur Main Tha ke Tujhe Haal-e-Dil Bataata Raha,.

Ab hum bhi bezaar ho gaye hai Dard-e-Dil ki kawayat se,
Aaja sanam khud k aur mere Uqoobat ko mohabbat se mita ja !!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #27 on: May 03, 2009, 10:44:24 AM »
Ab hum bhi bezaar ho gaye hai Dard-e-Dil ki kawayat se,
Aaja sanam khud k aur mere Uqoobat ko mohabbat se mita ja !!

Hmm, Aisa Kyun Keh Rahe Ho Ji,.



Meri Fitrat Nahi Kisi Ki Hasti Ko Mitaana "Sophi,.
Main To Jalkar Bhi Roshan Jahaan Kar Jaata Hoon,.

______________________________________-Azem-
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #28 on: May 03, 2009, 10:50:38 AM »
bezaar - sick of
Uqoobat - pain

Main Dard mitane ki baat kahi thi Azeem Winking

Mar mit jaatin hai jo mohabbat mein sanam
Unne hi aak ki Duniyaan yaad karti hai

Bale hi lagati rahe har wakt tohmaat ishq pe
Par marne k baat yea mohabbat ka naam karti hai
Logged
Sadia Raja
Guest
«Reply #29 on: May 03, 2009, 10:52:16 AM »
Hmm, Aisa Kyun Keh Rahe Ho Ji,.



Meri Fitrat Nahi Kisi Ki Hasti Ko Mitaana "Sophi,.
Main To Jalkar Bhi Roshan Jahaan Kar Jaata Hoon,.

______________________________________-Azem-



[/b]jalkar bi raakh ho jaye to kya fiqr uski,
tere ashiyane me na phnche gi tapish uski..!!![/b]
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 08:40:37 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.14 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer