Wo Itna Bhi Badnaam Nahi Hai,.

by Jaanasheen on May 03, 2009, 07:33:16 AM
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Author  (Read 3707 times)
deepika_divya
Guest
«Reply #30 on: May 03, 2009, 10:59:03 AM »
Wah bahoot khoob Sadiya Ji.Usual Smile
Logged
Sadia Raja
Guest
«Reply #31 on: May 03, 2009, 11:02:20 AM »
bht bht shukriya Sophie behna..!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #32 on: May 03, 2009, 11:03:30 AM »
bezaar - sick of
Uqoobat - pain

Main Dard mitane ki baat kahi thi Azeem Winking

Mar mit jaatin hai jo mohabbat mein sanam
Unne hi aak ki Duniyaan yaad karti hai

Bale hi lagati rahe har wakt tohmaat ishq pe
Par marne k baat yea mohabbat ka naam karti hai

Haan Ji, Wo Bas Line Jam Rahi Thi Maine Likh Diya,.

And Nice One,.
Again By You,.

Humne Maana Mohabbat Zindagi Barbaad Karti Hai,.
Ye Kya Kam Hai Ke Marjaane Pe Duniya Yaad Karti Hai,.

Kisike Ishq Mien Sabkuch Lootaakar Hum Bhi Dekhenge,.
Teri Mehfil Mien Kismat Aazamaakar Hum Bhi Dekhenge,.

______________________________-Shakeel Badayuni-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #33 on: May 03, 2009, 11:05:12 AM »


jalkar bi raakh ho jaye to kya fiqr uski,
tere ashiyane me na phnche gi tapish uski..!!!

Bohar Achche Sadiya Sis,.
Logged
Sadia Raja
Guest
«Reply #34 on: May 03, 2009, 11:09:44 AM »
Bohar Achche Sadiya Sis,.

bht bht shukriya Bhaiya.. Usual Smile!!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #35 on: May 03, 2009, 11:14:26 AM »


Tamaam Umar Use Gilaa Tha Meri Neend Se "Azeem,.
Jinse Khwaabon Mein Milne Ke Liye Hum Soya Karte The,.

______________________________________-Azeem
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #36 on: May 03, 2009, 12:35:35 PM »
Ek Pal Bhi Is Dil Ko Ab Aaraam Nahi Hai,.
Mohabbat Hai Isliye Ke Dusra Kaam Nahi Hai,.

Lutaakar Bhi Sab Kuch, Phir Haasil Nahi Kuch Bhi,.
Shayad Wafa Ka Is Zamaane Mein Ab Daam Nahi Hai,.

Sab Kehte Hain Ki Humne Mohabbat Karli "Azeem,.
Aashiq Hi To Kaha Hai, Humpar Koi Ilzaam Nahi Hai,.

Mooh Mordlo Dekhte Hi Use, Ye Kya Baat Hui,.
Is Kadar To "Azeem, Tumhaara Badnaam Nahi Hai,.

_______________________________-Azeem-




KYAA KAHNEY AZEEM BHAI ......ZABARDAST BOLEY NAA AAP ...HAU MAZAA AA GAYAA BHAI
Logged
SARVESH RASTOGI
Guest
«Reply #37 on: May 03, 2009, 03:46:28 PM »
Bahut khoob Azeem.

Ek sher aapke liye-

Muhabbat kaise ki jaati sikha de ye hunar humko
Rahen masroof hum bhi haath me kuchh kaam aa jaye

SARVESH RASTOGI
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #38 on: May 04, 2009, 07:29:15 AM »


KYAA KAHNEY AZEEM BHAI ......ZABARDAST BOLEY NAA AAP ...HAU MAZAA AA GAYAA BHAI

Hay K A Bhai Ye Aapne Hyderabadi Type Urdu Mein Comments Diya Hain,.

Shukriya Bhai, Khushi Hui Aapki Daad Paake,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #39 on: May 04, 2009, 07:32:18 AM »
Bahut khoob Azeem.

Ek sher aapke liye-

Muhabbat kaise ki jaati sikha de ye hunar humko
Rahen masroof hum bhi haath me kuchh kaam aa jaye

SARVESH RASTOGI

Hay, Kya Khoob Kaah Hai Bhai,. Thanks For Dedicating To Me,.



Mohabbat Karna Main Tujhe Seekha Doon "Sarvesh,.
Darr Hai Ke Kahin "Azeem, Par Koi Ilzaam Na Aaye,.

Logged
salil2002
Guest
«Reply #40 on: May 04, 2009, 07:36:28 AM »
bahut achche mere bhai mazaa aa gaya yeh andaaz dekh kar
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #41 on: May 04, 2009, 07:44:14 AM »
bahut achche mere bhai mazaa aa gaya yeh andaaz dekh kar

Shukriya Salil Bhai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #42 on: May 07, 2009, 09:05:17 AM »
Wah Wah Kya Baat Hai Mere Bhai
Bohat Hi Umda Likha Hai....

Mafi Chahta Hun Der Kardi
Maine Isse Padne Mein Bohat
Khoob...

Shukriya Bhai, Khushi Hui ke Tumne Ispar Nazar Daali,.

Aur Bhi Khushi Milti Agar Kuch Apna Kalaam Bhi Likh Kar jaate,.

Thank U,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #43 on: May 08, 2009, 09:28:47 AM »
Azeem Bhai Aapne Itna Pyaara Likha Hai Ki
Iske Aage Main Aur Kya Likhta..!
Bas Iss Baat Ko Lekar Kuch Likh Nahi Paaya
Khair Aapne Kaha Hai Ti Kuch Likhna To Padega Hi
Par Abhi Nahi Insha ALLAH Baad Mein Kuch Bana Ti
Hum Jarur Likhenge Mere Bhai Khush Rahi...
Inshallah Intzaar Rahega
Logged
diya786
Guest
«Reply #44 on: May 09, 2009, 10:55:26 AM »
kya baat hai Azeem
bahut hi umda peshkash hai aapki
har baar ki tarah...
Clapping Smiley Clapping Smiley Clapping Smiley
Logged
Pages: 1 2 [3] 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 26, 2024, 07:14:37 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.145 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer