Wo mere haal par muskraya......... Soudagar

by soudagar on July 23, 2012, 01:55:02 PM
Pages: [1] 2  All
Print
Author  (Read 1838 times)
soudagar
Guest
wo mere haal par muskraya der takk
phir ruswa karke mujhe pachhtaya der tak

bata rahein hain uski khamoshi ke nishan
usne aawaz dekar mujhe bulaya der tak

wo chala gya jane wale kabhi louta nahi karte
na loutega wo logo ne use samjhaya der tak

paraya bhi kehti thi aur milti bhi thi mujhse
kaha maine milne se rahta nahi  koi paraya der tak

apne gurrur mein usne kitni bar toda mere dil ko
wo meri sach hi  chahat ko nahi samjh paya der tak

khokr mujhe ab wo deewaro se sar patkata hai
aaj phir meri yadon ne use bahut rulaya der tak
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
mere haal par........soudagar by soudagar in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
dil mein mere ek insaan hai......... soudagar by soudagar in Miscellaneous Shayri
Mere desh mein roti kitni mehngi....soudagar by soudagar in Miscellaneous Shayri
DIL ROYA HAI CHEHRA MUSKRAYA HAI...SOUDAGAR by soudagar in Shayri for Dard -e- Judai « 1 2  All »
MERE WATAN KA HAAL KAISA HAI..SOUDAGAR by soudagar in Miscellaneous Shayri « 1 2  All »
sksaini4
Ustaad ae Shayari
*****

Rau: 853
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
112 days, 8 hours and 51 minutes.
Posts: 36414
Member Since: Apr 2011


View Profile
«Reply #1 on: July 23, 2012, 01:59:03 PM »
bahut khoob bahut sunder dheron shubhkaamnaayen

Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #2 on: July 23, 2012, 02:09:23 PM »
Bahut Khub
Logged
gaytri gupta
Guest
«Reply #3 on: July 23, 2012, 02:35:48 PM »
bahut acha likha hai...wah..
Logged
mkv
Guest
«Reply #4 on: July 23, 2012, 02:42:57 PM »
Saudagar jee
sundar ghazal.
badi sundarta se piroyee gayee maala..har koi pahanna chahega..matlab padhna.
Applause Applause
Logged
soudagar
Guest
«Reply #5 on: July 23, 2012, 05:35:58 PM »
bahut bahut shukriya saini sir
Logged
soudagar
Guest
«Reply #6 on: July 23, 2012, 05:52:15 PM »
shukriya kash ji
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: July 23, 2012, 09:07:43 PM »
wo mere haal par muskraya der takk
phir ruswa karke mujhe pachhtaya der tak

bata rahein hain uski khamoshi ke nishan
usne aawaz dekar mujhe bulaya der tak

wo chala gya jane wale kabhi louta nahi karte
na loutega wo logo ne use samjhaya der tak

paraya bhi kehti thi aur milti bhi thi mujhse
kaha maine milne se rahta koi paraya der tak

apne gurrur mein usne kitni bar toda mere dil ko
wo meri sach hi  chahat ko nahi samjh paya der tak

khokr mujhe ab wo deewaro se sar patkata hai
aaj phir meri yadon ne use bahut rulaya der tak


Bohat Achcha Kalaam Hai,.

Wo Chalaa Bhi Gaya Mujhe Chordke Tanha,.
Uski Majboori Main Samajh Na Paaya Dair Tak,.
Logged
khamosh_aawaaz
Guest
«Reply #8 on: July 23, 2012, 09:12:53 PM »
wo mere haal par muskraya der takk
phir ruswa karke mujhe pachhtaya der tak

bata rahein hain uski khamoshi ke nishan
usne aawaz dekar mujhe bulaya der tak

wo chala gya jane wale kabhi louta nahi karte
na loutega wo logo ne use samjhaya der tak

paraya bhi kehti thi aur milti bhi thi mujhse
kaha maine milne se rahta koi paraya der tak

apne gurrur mein usne kitni bar toda mere dil ko
wo meri sach hi  chahat ko nahi samjh paya der tak

khokr mujhe ab wo deewaro se sar patkata hai
aaj phir meri yadon ne use bahut rulaya der tak


naaice
Logged
Aarish
Guest
«Reply #9 on: July 24, 2012, 01:19:59 AM »
Bohut Khoob Saudagar jee, achchi ghazal hai, dherron Daad qubool kijiye ,


Ghazal padhte Padhte achanak Dr Nawaz Devbandi Ki ghazal yaad aa gai yahi radeef istemal ki hai unhone bhi,

Wo rulakar haNs Na paya der tak

jab maiN ro kar muskuraya der tak

bhooke BachchoN Ki tasalli Ke liye

Maa ne phir Bartan pakaya der tak

Gungunata jaa raha tha ek faqeer ,

dhoop rehti hai na saya der tak
Logged
soudagar
Guest
«Reply #10 on: July 24, 2012, 03:00:26 AM »
bahut bahut shukriya gayatri ji
Logged
~Hriday~
Poetic Patrol
Mashhur Shayar
***

Rau: 115
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
101 days, 3 hours and 51 minutes.

kalam k chalne ko zamaana paagalpan samajhta hai.

Posts: 16243
Member Since: Feb 2010


View Profile WWW
«Reply #11 on: July 24, 2012, 01:05:18 PM »
Applause Applause Applause Applause Applause  bahut khoob Soudagar ji....!!!
Logged
soudagar
Guest
«Reply #12 on: July 24, 2012, 05:26:01 PM »
bahut bahut shukriya mkv ji
Logged
soudagar
Guest
«Reply #13 on: July 25, 2012, 02:56:43 AM »
bahut bahut shukriya azeem ji......
Logged
soudagar
Guest
«Reply #14 on: July 29, 2012, 03:02:42 AM »
bahut bahut shukriya khamosh aawaj ji.....
Logged
Pages: [1] 2  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 07:47:35 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.138 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer