Wo Raat Jab Main Jaagta Raha,.

by Jaanasheen on April 09, 2009, 11:10:22 AM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 4272 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #15 on: April 13, 2009, 03:10:17 PM »
Nice one again Azeem Clapping Smiley Clapping Smiley

Ek aadat si hai mujhe tujhe chahne ki
Ek umeed hai tere laut kar aane ki
Ek armaan hai tujhe apna banaane ka
Ek "kashish" hai teri mohabbat ki....

wah diya, bahut hi khoob

jasbir singh
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Raat din ghar me raha karte the by Dewana_Badal in Shayri-E-Dard
Beemar ka nikalta raha dum tamam raat by aarzoomehek in Shayri-E-Dard
Taj kay din aur raat ka aaraam main chalta raha by ysiddiqi in Ghazals
Jaagta hai kayi rangoN meiN hunar shaam ke baad. by Dr. Naim Sahil in Shairi - E - Zindagi
eyk kamre me jaagta hai koi............................. by Syed Mohd Mahzar in Ghazals
pandit
Guest
«Reply #16 on: April 14, 2009, 02:50:48 AM »
bahut khoob jaansheen and diya....
Logged
diya786
Guest
«Reply #17 on: April 15, 2009, 06:46:55 AM »
Har Mehfil Khafaa Hai Mujhse,.
Meri Jaan Jo Judaa Hai Mujhse,.

Missing U Jaan,.



Juda hokar bhi to woh tere kareeb hai
Dil mein mohabbat jo tere "Azeem" hai
Logged
diya786
Guest
«Reply #18 on: April 15, 2009, 06:50:39 AM »
wah diya, bahut hi khoob

jasbir singh

Bahut bahut shukriya Jasbir ji notworthy

bahut khoob jaansheen and diya....

Bahut bahut shukriya Pandit ji notworthy
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #19 on: April 21, 2009, 12:19:40 PM »
Har Mehfil Khafaa Hai Mujhse,.
Meri Jaan Jo Judaa Hai Mujhse,.

Missing U Jaan,.


meri yaad jub aaye, tho aankhaen band kar k mehsoos karna, main dil mein hoon tho juda kaise?


Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #20 on: April 21, 2009, 12:36:58 PM »


Doston Kal Raat Maine Neend Na Ane Ki Wajaah Se, Ye Shayari Banaai Hai, Kisi Ki Yad KO, Kisi Ki Kami Ko, Mehsoos Karke, ye Shayari Likhi Hai, Pasand Aaye, To Nawaaz Dena,.


Wo Raat Jab Main Jaagta Raha,.
Sitaaron Mein Use Dhoondta Raha,.

Chaand Mein Uski Jhalak Paai,.
Baadalon Ke Hatne Ki Chaah Karta Raha,.
Khamoshiyon Se Uska Pata Poochta Raha,.
Wo Raat Jab Main Jaagta Raha,.

Jugnu Ki Shararat Main Dekhta Raha,.
Kya Hota, Wo Saath Hoti, Ye Sochta Raha,.
Wo Raat Jab Main Jaagta Raha,.

Hawaa Jab Bhi Chookar Guzri,.
Yaadon Mein Uski Dubokar Guzri,.
Raat Saari Main Tardapta Raha,.
Wo Raat Jab Main Jaagta Raha,.

Khwaab Mein Kyun Na Ab Deedaar Karloon,.
Aaj Neend Se Kyun Na Pyaar Karloon,.
Baar Baar Main Iraada Badalta Raha,.
Wo Raat Jab Main Jaagta Raha,.

Ab Raaton Mein Zara Bhi, Karaar Nahi,.
Paas Jab Mere Saath, Mera Yaar Nahi,.
Uske Khayaalon Mein Hi Raat Main Kaatta Raha,.
Wo Raat Jab Main Jaagta Raha,.

_________________________-Jaanasheen-




Hay ji! meri samhaj se bahar hai k main kahoon tho kya kahoon... u leave me speechless!
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #21 on: April 21, 2009, 01:59:37 PM »
Hum khamoshi ikhtiyaar karay behtay hain, lubon pe ek dooree ka pehra hai.

Dilbar sse door main reh nahi sakta, aisa mera dil muhjse keh raha hai.

Haan, sach hee tho hai, kabhie saanson k bina shareer jiya hai? Jo aaj dunya Sidraah se Azeem kee kurbaani maangaygee???
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #22 on: April 21, 2009, 02:47:53 PM »
Hay ji! meri samhaj se bahar hai k main kahoon tho kya kahoon... u leave me speechless!
Thank U, Bas Mujhse Door Na Jaana,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: April 21, 2009, 02:51:17 PM »
Hum khamoshi ikhtiyaar karay behtay hain, lubon pe ek dooree ka pehra hai.

Dilbar sse door main reh nahi sakta, aisa mera dil muhjse keh raha hai.

Haan, sach hee tho hai, kabhie saanson k bina shareer jiya hai? Jo aaj dunya Sidraah se Azeem kee kurbaani maangaygee???

Kaun Maang Rahein Hain Khurbaani Tujhse Yaar,.
Allah na Kabhi Wo Din Laaye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: April 21, 2009, 02:59:39 PM »
Juda hokar bhi to woh tere kareeb hai
Dil mein mohabbat jo tere "Azeem" hai


Thank U Kashish Ji,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: April 21, 2009, 03:05:24 PM »
bahut khoob jaansheen and diya....

Thank U Pandit Ji,.
Logged
deepika_divya
Guest
«Reply #26 on: April 21, 2009, 03:21:28 PM »
bahoo thi pyara kalam likha hai Azeem , too gud.

Well supported Diya...
Logged
anjaan dharkan
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
10 days, 13 hours and 44 minutes.
-May Allah Bless You-

Posts: 1900
Member Since: Jul 2008


View Profile
«Reply #27 on: April 21, 2009, 03:33:29 PM »
Thank U, Bas Mujhse Door Na Jaana,.

kabhi nahi, IA!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #28 on: April 21, 2009, 03:37:38 PM »
bahoo thi pyara kalam likha hai Azeem , too gud.

Well supported Diya...

Thank U Sophi,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #29 on: April 21, 2009, 03:38:23 PM »
kabhi nahi, IA!
Inshallah,.
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 10:23:38 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.106 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer