::wo shaks kabhi mera thha hi nahi::

by nidhi_yadein on June 16, 2005, 02:21:17 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 4372 times)
nishita
Guest
«Reply #15 on: June 17, 2005, 02:19:57 PM »
Quote from: "nidhi_yadein"
"Talaashi thhi zindgi jiski baahon me maine,
 wo baahein kabhi mere liye thhin hi nahin,

 socha thha jise har pal har khushi apni,
 wo khushi kabhi apni thhi hi nahi,

 kiya jiska intezaar maine itne barson tak,
 wo shaks kabhi mera thha hi nahi,
 
 gaer ko uski baahon me dekhaa jab,
 to ye zindagi kyon thham si gayi,

 main to jaanti thhi wo mera nahi hai,
 phir kyon ankho me ashkon ki bahaar hai,

 ye pyaar hai mera ya dil tootne ka dard,
 zuban se na nikal saka use dekh ek bhi shabd,

 wo buland haunsle,wo pyaar pe ittiyaar mera,
 toote sheeshe sa bikhra hai ye dil mera,

 kyon kisi ko dil itna chah baithta hai,
 kyon kisi ko zindagi maan leta hai,

 ye jaante huye bhi ki wo apna nahi,
 beintehaan use kyon chaahta hai,

 jaanti thhi main ek din toot ke bikhrungi,
 ye na socha kabhi,kaise main sambhlungi,

 kyon main is kadar tumhe chahti rahi,
 khamoshi se pal pal nihaarti rahi,

 zindagi ke har sapne me tumhe jagah di hai,
 par zindagi ko aaj kaise sapna keh doon main."


wow nidhi
Logged
nidhi_yadein
Umda Shayar
*

Rau: 2
Offline Offline

Gender: Female
Waqt Bitaya:
1 days, 7 hours and 46 minutes.
~ nidhi ~

Posts: 5725
Member Since: Nov 2004


View Profile
«Reply #16 on: June 17, 2005, 05:24:03 PM »
Quote from: "nishita"
Quote from: "nidhi_yadein"
"Talaashi thhi zindgi jiski baahon me maine,
 wo baahein kabhi mere liye thhin hi nahin,

 socha thha jise har pal har khushi apni,
 wo khushi kabhi apni thhi hi nahi,

 kiya jiska intezaar maine itne barson tak,
 wo shaks kabhi mera thha hi nahi,
 
 gaer ko uski baahon me dekhaa jab,
 to ye zindagi kyon thham si gayi,

 main to jaanti thhi wo mera nahi hai,
 phir kyon ankho me ashkon ki bahaar hai,

 ye pyaar hai mera ya dil tootne ka dard,
 zuban se na nikal saka use dekh ek bhi shabd,

 wo buland haunsle,wo pyaar pe ittiyaar mera,
 toote sheeshe sa bikhra hai ye dil mera,

 kyon kisi ko dil itna chah baithta hai,
 kyon kisi ko zindagi maan leta hai,

 ye jaante huye bhi ki wo apna nahi,
 beintehaan use kyon chaahta hai,

 jaanti thhi main ek din toot ke bikhrungi,
 ye na socha kabhi,kaise main sambhlungi,

 kyon main is kadar tumhe chahti rahi,
 khamoshi se pal pal nihaarti rahi,

 zindagi ke har sapne me tumhe jagah di hai,
 par zindagi ko aaj kaise sapna keh doon main."


wow nidhi
thanx Tosha and nishi,nice 2 c u nishi Usual Smile
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #17 on: June 17, 2005, 08:26:47 PM »
Quote from: "nidhi_yadein"
Quote from: "waheed_rose2004"
Quote from: "nidhi_yadein"
"Talaashi thhi zindgi jiski baahon me maine,
 wo baahein kabhi mere liye thhin hi nahin,

 socha thha jise har pal har khushi apni,
 wo khushi kabhi apni thhi hi nahi,

 kiya jiska intezaar maine itne barson tak,
 wo shaks kabhi mera thha hi nahi,
 
 gaer ko uski baahon me dekhaa jab,
 to ye zindagi kyon thham si gayi,

 main to jaanti thhi wo mera nahi hai,
 phir kyon ankho me ashkon ki bahaar hai,

 ye pyaar hai mera ya dil tootne ka dard,
 zuban se na nikal saka use dekh ek bhi shabd,

 wo buland haunsle,wo pyaar pe ittiyaar mera,
 toote sheeshe sa bikhra hai ye dil mera,

 kyon kisi ko dil itna chah baithta hai,
 kyon kisi ko zindagi maan leta hai,

 ye jaante huye bhi ki wo apna nahi,
 beintehaan use kyon chaahta hai,

 jaanti thhi main ek din toot ke bikhrungi,
 ye na socha kabhi,kaise main sambhlungi,

 kyon main is kadar tumhe chahti rahi,
 khamoshi se pal pal nihaarti rahi,

 zindagi ke har sapne me tumhe jagah di hai,
 par zindagi ko aaj kaise sapna keh doon main."


wow wow  nidhi...............superbbbbbbbbb dost...................too  good  nikki.........dono    ne  bahot  don  baad likha...............

nidhi  main  bhi  4 lines  mein kuch  kah  raha hoon.........

khud ko  teri  chaah  mein   maine  mita daala
ab kahan  tere ghar mein  churakar  bahaaar  karoon
khirchiya apni khusiyon ki  teri main tere aangan mein saza deta
ab  roshni  bhi  nahi  hai  kahan se  tere ghar  mein  ujaala  karoon.......


Thanx waheed,bohat khoob arz kiya hai tumne bhi. tongue3

"Mitaa daala maine khud ko uski chahat mein,
 phir bhi khud k mitne ka gam nahi mujhe,
 gam hai mujhe to bas ek hi baat kaa hai,
 jise itna chaha,wo kyun na samajh sakaa mujhe."


thanxxxxxxxx  alot  my  sweet  frnd...........  tongue3.............very nice  reply.......

bichra to dard rooh ki gahraiyun main tha
ho kay juda bhi tu meri tanhaiyun main tha

diwangee ko ishq meri mantay hain sab
ruswa saath tu meri ruswaiyun main tha

ankhon say ansuyun kay saath armaan nikal gaye
yay kaisa dard aaj in shahnaiyun main tha

tujh ko pa kay dill ko kabhi chain na mill saka
kitna sakoon haye un judaiyun main tha........................................
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #18 on: June 17, 2005, 11:22:04 PM »
Kaisi Hai hai yeh tanhai
kaisa hai yeh akela pan
har taraf khushiyaan hii khushiyaan
hain phir bhi kyun hai itne ghum
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 05:02:22 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.13 seconds with 26 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer