Woh kisi aur ka hua.

by indian_groom on April 24, 2006, 10:43:58 PM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 732 times)
indian_groom
Guest
Woh yaar mera Kisi aur ka hua.
Mere dil ki dua samjh ke jise manga tha main ne.
Woh yaar mera Kisi aur ka hua.
Kitne wade the jo .
Woh kaha kho Gaye.
Kitni qasme the .
Woh ka soo Gaya.
Teri baate woh tera pyaar tha ik jhuta.
Tu ne de diya yeh mujhe kis baat ka dhoka.
Kiya yahi sila mere pyaar ne manga tha tumse.
Woh yaar mera chup chaap raaha.
Woh yaar mera Kisi aur ka hua.
Meri maut ki tu shai nayi baaja.
Meri Cafan ka tu laal joda pahina.
Main akela kahi maut Marta raha.
Tu waha logo main baaje tashe baaja.
Tere samne mera janaza utha.
Woh yaar mera dekhta raha.
Woh yaar mera Kisi aur ka hua.
Aaj roye bahut apne naseeb peh .
Dekhte hi reh gai teri shadi ke nazare.
Kitna hum chike sina jal Gaya Kisi ne awaaz tak Na soni.
Hum dekhte hi rah Gaye koi aur tujhe le Gaya.
Dil mera aye Sa toota kuch keh na saka.
Aankhen ayesi thaam gai yeh hua to kiya hua.
Ke yaar mera Kisi aur ka hua.
Badi hasrat se hum woh manzar dekhte they.
Waqt guzra phir bhi hum woh nahi bhoolte they.
Meri dil ki sada Na suni gairo ne tu kiya hua.
Mera yaar bhi mera gham samjh Na saka.
yeh kis mord peh usne mujhe choor diya.
Usko bholane ke waste maot se main mila.
Hai dua yeh meri khush rahe tu sada.
Tujhe kiya pata tune kiya kho diya.
Yeh sacha pyaar tha jo tujh peh mar mita.
Ayesa aashiq yaha Kisi KO milta hai bala.
Alwida aye sanam.
Mar gai tujh peh hum.
Le ke tera hi gham .
Hogaye hum khatam
Alwida Alwida Alwida
Kyun yaar mera Kisi aur ka hua
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
2004 , GUZAR GAYA ! KISI KA KIA GAYA , OR KISI KA KIA GAYA ? by SADIQA JAWED in Shairi - E - Zindagi
Khuda kisi ko kisi pe fida na kare by urs4evasomdev in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
mahobat kisi kisi ko milti hai by jochahohojayein in Shayri-E-Dard
Dil kya kare...jab kisi ko kisi se pyar ho jaaye. by bauljee in Shayri-E-Dard
~ ~ ~Kisi ko kisi ne lutta...... by thinkhattk in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 25, 2024, 08:50:32 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.099 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer