woh raat bhi tanha thi

by majid on March 28, 2006, 01:37:20 PM
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
Print
Author  (Read 7981 times)
Pooja
Guest
«Reply #15 on: April 12, 2006, 03:00:59 PM »
her kahani mai apna hi dard najar atta hai
hai itni wafa, phir bhi kayun koi wafadaar najar nahi atta hai
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Raat Hai Tanha Tanha - - - - - - -Ghazal by riyaz106 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Tanha Raat Mein by A.sam khan in Shayri for Khumar -e- Ishq
tanha si khaamosh raat... Intezar ! by Intezar in Shayri for Khumar -e- Ishq
Pooja
Guest
«Reply #16 on: April 12, 2006, 03:37:02 PM »
raat ki tanhai mai rahti hu
gumo ki parchai mai rahti hu
duniya ke her kone mai sung rahti hu
her pal tumse baaty karati rahti hu

muje sun kar ansuna kar diya
jab chaha muje chup kar diya
mai phir bhi chalati rahti hu
Rooh ke naam se,
 kabhi marti
kabhi subkati rahti hu
Logged
Pooja
Guest
«Reply #17 on: April 12, 2006, 03:47:44 PM »
Adhoori her baat hoty hai,
Kaha kab koi baat poori hoti hai
Dil wahin tootega a dost
Jahan dilbar ki baat hoti hai

Kon mila, kon bichar gaya
Her pal yahi kashm-kashaat hoti hai
Chalta hai her rahi bas kuch hi pal
Uske baad to zindagi tanha hi tamam hoti hai!!!
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #18 on: April 13, 2006, 09:15:26 AM »
very nice..majid n Pooja..keep going
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #19 on: April 13, 2006, 09:16:41 AM »
Tamaam raat mere ghar ka ek dar khula raha
hum raah dekhte rahe wo raasta badal gaya..
Logged
nirbhay
Guest
«Reply #20 on: April 13, 2006, 11:15:03 AM »
Wo raat bhi kuch aaise thee ghanee
Ke Jabb mai gard-e-sher se nikla
Door se dekhta raha mai bhi
aaur meri aao-bhagat mein mera janaza nikla

kuch kehna chahta tha mai bhi alfaz-o-nazm
khamosh reh gaya mai bhi jabb mere samne se mere aaina nikla!!!
Logged
Gesu
Yoindian Shayar
******

Rau: 0
Offline Offline

Waqt Bitaya:
19 hours and 44 minutes.

Posts: 2743
Member Since: Sep 2005


View Profile
«Reply #21 on: April 13, 2006, 01:09:59 PM »
Quote from: "*Anjum*"
Namm hai palkein teri aey mauj e hawa raat ke saath
kya tujhe bhi koi yaad aata hain barsat ke saath


wow kya likha hai anjum ji.. do lines mein bahut hi sunder...
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #22 on: April 16, 2006, 12:08:36 PM »
Quote from: "Gesu"
Quote from: "*Anjum*"
Namm hai palkein teri aey mauj e hawa raat ke saath
kya tujhe bhi koi yaad aata hain barsat ke saath


wow kya likha hai anjum ji.. do lines mein bahut hi sunder...


Thnx..Gesu..
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #23 on: April 16, 2006, 12:12:06 PM »
Yaad unki mujhe aati rahi tanhai mein
meri tanhai mitati rahi tanhai mein
band aankhon mein tasavvur unke shahare aksar
ek surat nazar aati rahi tanhai mein...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #24 on: April 16, 2006, 03:53:18 PM »
Bahot ache Nirbhay Majid And Anjum \,..


Na Jaane Kyun sab Tanhaai Se Darte Hain,..
Hum Se Poocho Iska Mazaa Jo is Se Pyaar Karte Hain,..
Waise Tanhai Mein Insaan Sukoon Pataa Hai,..
Aur sab Log Tanhaai Ki Kabar Mein Hi Marte Hain,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 14 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: April 17, 2006, 10:41:45 AM »
Shukriya Majid Bhai,..

Dekar Mujhe Wo Dard Mera Haal Poochte Hain Rakeebon Se,.
Magar Unhe Kya Maloom Ke Unke Dard Bhi Hum Sehkar Aah Nahi Bharte,..

Logged
Pooja
Guest
«Reply #26 on: April 17, 2006, 02:55:19 PM »
wah kaya bat hai, ek se bad kar ek likha hai sabhi ne!!! Good work all!!!

Anjum apki yah likne bahoot achi lagi "Meri tanhaai mitati rahi tanhaai mai""" wah bahoot khoob!!

Tanhaai mai teri yaad tanhaai mitta jaati hai
yah alag baat hai, her tanhaai, jakham hilla jaati hai
Kurdati hai yaandein, un purane jakhmo ko
Ashaqo se phir yah tanhai mitta jaati hai!!!
Logged
phoenix
Guest
«Reply #27 on: April 17, 2006, 07:28:04 PM »
hum rote rahein tumhare inteezaar mein
par tum to mashgool the kisi aur k inteezar mein
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #28 on: April 18, 2006, 06:52:11 AM »
nice MAJID BHAI........

MAIKHANA TERI AAKHON KA NASHA DE GAYA,
ZINDGI BHAR KI TANHAI, BEWAFA DE GAYA.....

TOD DIYE EK PAL MAIN SARE KHWAB MERE,
JATE JATE KSIE YEH SAZA MUJHKO DE GAYA....
Logged
*Anjum*
Guest
«Reply #29 on: April 18, 2006, 09:46:39 AM »
Quote from: "phoenix"
hum rote rahein tumhare inteezaar mein
par tum to mashgool the kisi aur k inteezar mein


very nice..Pheonix
Logged
Pages: 1 [2] 3 4 5 6 ... 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 12, 2024, 07:42:50 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8507 Real Poets and poetry admirer