woh raat bhi tanha thi

by majid on March 28, 2006, 01:37:20 PM
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Author  (Read 8099 times)
nikki
Guest
«Reply #45 on: April 22, 2006, 09:23:31 PM »
superbbbb Jaanasheen ji, Vicky g, Touchy n Majid g...

woh yun chala gaya meri zindagi se hawa ke jhonke ki tarah
jaise ruk kar dekhega to kadam thum jayenge
fir woh ja na payega..aur hum usse mana kar le ayenge
magar afsoos yeh mauka na aaya
woh chalta hi raha....uske raaste mein galti se bhi usse rokne wala koi pathar na aaya

abb itna faasla chal gaya hai
ki mud kar dekhe bhi to hum usse nazar na ayenge  
hamare to din bhi tanha guzarte hain
aur raat bhi tanha hi bitayenge

isse mera dukh na samajhna dosto
dukh ke kisse lambe hain...kabhi aur sunayenge
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Raat Hai Tanha Tanha - - - - - - -Ghazal by riyaz106 in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Tanha Raat Mein by A.sam khan in Shayri for Khumar -e- Ishq
tanha si khaamosh raat... Intezar ! by Intezar in Shayri for Khumar -e- Ishq
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #46 on: April 23, 2006, 11:46:04 AM »
Mohabbat Aaj Bhi Mujhe Hai Tujhse
Ye Aur Baat Hai,Ke Tere Paas Main Nahi,..

Zarooraat Aaj Bhi Teri Hai Mujhe Jaanasheen,..
Ye Aur Baat Hai,Ki Mujhe Ab Kisi Ki Aas Na Rahi,..

Qeemat To Aisi Chukaai Hai Maine Tujhse Dil Laga ke,..
Ye Aur Baat Hai,Ke Tujhe Meri Qadar Na Rahi,..

Adaat Thi Mujhe Roz Tanha Chand Ko Dekhne Ki.,
Ye Aur Baat Hai,Ke Saath Ab Tu Mere Nahi,..
Logged
TOUCHY
Guest
«Reply #47 on: April 23, 2006, 03:34:32 PM »
Muuhabbat k gawaah apnii , ye chaand sitaare hain
Din humne judaaii ke , gin gin ke guzaare hain

Ab ishq kii choton ka, gham kaise karen saahib
Khushiyo mein chupe chehre, ashkoon ne niikhaare hain
Aiisey mein gariibon kii, kashtii ka khudaa haafiz
Tuufaan hai gardiish , aur duur kinaare hain

Tuu badal gayaa mujhse, gham iskaa nahi mujhko
Gham to ye hai ki tere gesuu, ghairon ne sanwaare hain

Hue "aap" se pehle "tum", ab "tum" se hue hain "tu"
Kyuun  bahen na ye aansu, hum jeet ke haare hain

Maanaa ke vo zaalim thay, maiiyat pe to aaye hain
Ab kuch to kaho Fateh, vo paas tumhaare hain
Logged
nikki
Guest
«Reply #48 on: April 23, 2006, 05:23:20 PM »
too gud all of u....

aisa nahi ke pyar mein kami hai
na to dil badla hai
na hi main badal payi hun
baat sirf itni si hai
tumhara dekhne ka nazariya badal gaya hai
gairon ke sang dekhte ho to shaq karte ho
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #49 on: April 24, 2006, 04:25:04 AM »
bahut bahut khoob NIKKI JI, MAJID BHAI, JAANASHEEN JI,TOUCHY... sab ne bahut acha likha hai..
Logged
Pooja
Guest
«Reply #50 on: April 24, 2006, 05:17:27 AM »
wah kaya mahfil sajai hai, Nikki, majid, Jsheen and Touchy!!! Bahoot khoob!!
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #51 on: April 24, 2006, 11:46:21 AM »
Quote from: "majid"
NICE REPALY JAANASHEEN....

Shukriya Majid Bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #52 on: April 24, 2006, 11:49:23 AM »
Jal Rahe Hain Mere Armaan Dil Ke Saath,..
Ke Unhone Keh Diya Hume Gair Ek Khata Ke Liye,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #53 on: April 24, 2006, 11:50:48 AM »
Shukriya Nikki,Pooja And Vicky bhai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #54 on: April 24, 2006, 01:09:49 PM »
Mohabbat Tune Ki Wo Teri Galti Nahi Thi,..
Wohi Badnaseeb tha Jisne Iski Qadar Na Jani,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #55 on: April 25, 2006, 12:55:50 PM »
Nice majid Bhai,..

Jaan Tumhari Lekar Main Kaise Khush Rahoonga,..
Apni Jaan Dekar Tumhare Liye Khushi Khareedoonga,..
Pehchaan Gaya Tumhari Mohabbat Ko Main Jaanasheen,..
Isliye Is Ko Apni Jaan Se Bhi Azeez Samjha Hai,..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #56 on: April 26, 2006, 08:32:47 AM »
Ur Welcome Majid Bhai...

Dard Ko Choopakar Dil Mein Jee Raha Hoon,..
Teri Khushion Ke Liye is Zeher Ko Pee Raha Hoon,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #57 on: April 26, 2006, 10:13:07 AM »
bahut bahut khoob MAJIB BHAI aur JAANASHEEN JI.. bahut acha likha aap dono ne..
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #58 on: April 26, 2006, 10:24:10 AM »
Shukriya Vicky Bhai,..

App Kyun Nahi Likh rahe Ho,..
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #59 on: April 26, 2006, 11:07:50 AM »
tujhse judai ka sadma saha raha hoon main,
ab tera kon hoon main, yeh mujhe bhi nahi pata,
phir kyun teri yaad me ghut-ghut kar jee raha hoon main...
Logged
Pages: 1 2 3 [4] 5 6 7 8
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:05:02 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.171 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer