Woh samjhate rahe........(Ghayel)

by sajid_ghayel on April 03, 2009, 05:08:25 PM
Pages: 1 [2]  All
Print
Author  (Read 1832 times)
jasbirsingh
Guest
«Reply #15 on: April 07, 2009, 09:34:23 AM »
WAH WAH WAH, BAHUT HI KHOOB GHAYEL,WAH WAH

JASBIR SINGH
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Hone de Ghayel muje.......(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Ghayel kahe Parmeshwar........(Ghayel) by sajid_ghayel in Shayari-e-Parastish « 1 2  All »
Mujhe ghayel karne wala.....(Ghayel) by sajid_ghayel in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan « 1 2  All »
~*~ Samjhate dekha hai ~*~ by Rahim by dead heart in Miscellaneous Shayri
Apni Taqdeer Ko Samjhate Rah Gayi......Ruhama. by Ruhama in Shayeri for Dard -e- Bewafai « 1 2  All »
sajid_ghayel
Guest
«Reply #16 on: April 08, 2009, 12:31:54 PM »
WAH WAH WAH, BAHUT HI KHOOB GHAYEL,WAH WAH

JASBIR SINGH

Thank You yaara bas teri dosti ne zinda rakha hain....waise dil bada sad sad hain jee aajkal... Crying
Logged
Roja
Guest
«Reply #17 on: April 08, 2009, 12:49:25 PM »
Bahut khoob  Applause Applause
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #18 on: April 08, 2009, 02:00:24 PM »
Waah Subhan Allah, Bohat Hi Badhiya Likha Hai,.
Specially Mujhe Wo Sheik Waale Ashaar Bohat Pasand Aaye,.

Yunhi Likhte rahiye,.
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #19 on: April 11, 2009, 09:19:08 AM »
Bahut khoob  Applause Applause

Bohat bohat shukriyaan Roja......
Logged
divyam
Guest
«Reply #20 on: April 11, 2009, 09:46:24 AM »
Woh samjhate rahe humko wafa ka matlab
Jab baat samajh aayee, humne jana woh bevafaa tha

Is ada se kiya sheikh ne  bayaan-e-khuda
Masoom samajh bhaithe, woh sheikh hi khuda tha


sajid sahaab,

yeh pahle ke 2 jumle behad achchhe lage! in 2 jumlo.n se aap ne behtariin aaGhaaz to kiyaa (daad!), lekin, aage itni behtari ke saath anjaam tak na pahunch paaye....... khuda kare zor-e-qalam ho aur zyaadah.......

daad haazir hai!

-Mayank
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #21 on: April 11, 2009, 02:41:37 PM »
Waah Subhan Allah, Bohat Hi Badhiya Likha Hai,.
Specially Mujhe Wo Sheik Waale Ashaar Bohat Pasand Aaye,.

Yunhi Likhte rahiye,.


Bohat shukriyaan chote.....bas yuhi dua dete rehna...
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #22 on: April 11, 2009, 06:36:16 PM »
Thank You yaara bas teri dosti ne zinda rakha hain....waise dil bada sad sad hain jee aajkal... Crying

kya baat ho gayi dost ? kuch batao toh sahi hamey

jasbir singh
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #23 on: April 12, 2009, 01:30:40 AM »
Bohat khoob Sajid..
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #24 on: April 12, 2009, 06:20:29 AM »
Woh samjhate rahe humko wafa ka matlab
Jab baat samajh aayee, humne jana woh bevafaa tha

Is ada se kiya sheikh ne  bayaan-e-khuda
Masoom samajh bhaithe, woh sheikh hi khuda tha


sajid sahaab,

yeh pahle ke 2 jumle behad achchhe lage! in 2 jumlo.n se aap ne behtariin aaGhaaz to kiyaa (daad!), lekin, aage itni behtari ke saath anjaam tak na pahunch paaye....... khuda kare zor-e-qalam ho aur zyaadah.......

daad haazir hai!

-Mayank


Bohat bohat shukriyaan Ghafil saheb jo aapne mere likhe ko waqt diya, aur main aainda se aur mehnat karuga aur koshish karuga taki aapko mere har jumle  pasand aaye. Aapne dua di hain to zaroor mujhe fayda hoga......
Logged
sanya310
Guest
«Reply #25 on: April 12, 2009, 06:41:51 AM »
Woh samjhate rahe humko wafa ka matlab
Jab baat samajh aayee, humne jana woh bevafaa tha

Is ada se kiya sheikh ne  bayaan-e-khuda
Masoom samajh bhaithe, woh sheikh hi khuda tha

Sab poochte hain humse mere carvaan ka haal
Hum kya jawab dete, tanha mera safar tha tanha  rasta tha

Ab itna bhi na satao, ke sharmindgi ho khudse
Main ab jo bhi ban gaya hu, kabhi aadmi bhala tha

Jo hasta hain meri maut pe, use janta hu main
Kabhi mehboob tha woh mera, woh mera dilruba tha

Itni hasrat thi uske dil me, na rahe mera nishaa.N baki
Dubo kar kashti meri sath woh mere duba, jo mera na_khuda* tha

Mujhse nafrat karne walo me ek baat aam hain
Kabhi pyaar un sabko, GHAYEL se bepanaah tha


* Boat-man



Bohot hi acha likha hai Sajid ji..
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #26 on: April 23, 2009, 04:23:56 AM »
Bohat khoob Sajid..

Bohat Shukriyaa  Aryaan..
Logged
pandit
Guest
«Reply #27 on: April 23, 2009, 05:19:14 AM »
waah ghayel jee waah..
Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #28 on: May 14, 2009, 11:02:13 AM »
Bohot hi acha likha hai Sajid ji..

Nawazish Karam hain Sanya...
Logged
Pages: 1 [2]  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 09:09:18 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.112 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer