Woh shaks mujhko is kader badnaam kar Gaya

by harashmahajan on March 24, 2011, 08:27:28 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 2200 times)
harashmahajan
Guest
Woh shaks Muzhko is kader badnaam kar Gaya
Di meiN chhupe sab raaz sar-e-aam Kar Gaya

Dilchasp baat ye ke usey ilm nahi ke woh,
NaadaaN si ik hawas ko mere naam kar Gaya.

Ruksat hua toh dil pe uske bhozh tha lekin,
Woh jaate-jaate dosti nilaam kar Gaya.

Nafrat nahiN jahaaN ko bas aankhoN meiN nami hai
Kutch is tarah woh shaks mujhe be-daam kar Gaya.

Rutbe pe apne mujhko tha GumaaN bahoot magar,
Pal meiN saare sher meiN tamaam kar Gaya.


Harash Mahajan@copyright
[/color]
Logged
nirala
Guest
«Reply #1 on: March 24, 2011, 09:46:33 AM »
jhakashhhh....
ati uttam alfaaz aur ehsaas dard ka.
andaaz behad umda.
daad daad daad
Logged
brokenbyluv
Guest
«Reply #2 on: March 24, 2011, 11:59:31 AM »
Khoob harsh ji..
Logged
dead heart
Guest
«Reply #3 on: March 24, 2011, 07:43:15 PM »
 Applause Applause Applause
Logged
manjum
Guest
«Reply #4 on: March 25, 2011, 09:48:08 AM »
bahut khub mahajanji... umda.....

 Applause Applause Applause
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #5 on: July 21, 2011, 10:42:34 AM »
yaran-e-bazm meiN mera adaab qabool farmaaiyeiN.....muafi chahta hooN our aaj main kaafi der se  iss ghazal per haazir hua hooN.....maiN Nirala ji,Brokenbyluv ji, Rahim ji our manjum ji ki himmat afzaayii ke liye shukerGuzaar hooN ke aapko mera ye peshkerda intekhaab bahoot pasand aya.....yuN kahiye k meri mehnat safal hui......Shukriyaa^h ek baar phir
Logged
Sanjeev kash
Guest
«Reply #6 on: July 21, 2011, 10:48:31 AM »
 Applause Applause Applause Applause
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #7 on: July 21, 2011, 04:45:35 PM »
Sanjeev ji shukriyaa^h
Logged
adil bechain
Umda Shayar
*

Rau: 161
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
31 days, 18 hours and 24 minutes.

Posts: 6552
Member Since: Mar 2009


View Profile
«Reply #8 on: July 25, 2011, 07:58:37 AM »
Woh shaks Muzhko is kader badnaam kar Gaya
Di meiN chhupe sab raaz sar-e-aam Kar Gaya

Dilchasp baat ye ke usey ilm nahi ke woh,
NaadaaN si ik hawas ko mere naam kar Gaya.

Ruksat hua toh dil pe uske bhozh tha lekin,
Woh jaate-jaate dosti nilaam kar Gaya.

Nafrat nahiN jahaaN ko bas aankhoN meiN nami hai
Kutch is tarah woh shaks mujhe be-daam kar Gaya.

Rutbe pe apne mujhko tha GumaaN bahoot magar,
Pal meiN saare sher meiN tamaam kar Gaya.


Harash Mahajan@copyright
[/color]

good
Applause Applause Applause
Logged
harashmahajan
Guest
«Reply #9 on: August 21, 2011, 01:58:25 PM »

good
Applause Applause Applause
Shukriyaa^h
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 06:54:57 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.096 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer