~*Woh Subha Ka Dhoop*~

by honeyrose on March 19, 2008, 06:54:43 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1629 times)
honeyrose
Guest
Woh subha ka dhoop ley aaye tere pyaar ka sandesh
Woh mujhe phir na mile uss subha ke baad

Umar guzar jaati hai tere intezar mein uss subha ke baad
Ek mulaqat thi aur tanha ruk gaye hum uss subha ke baad

Ek aisa zakhm mila hai humey uss subha ke baad
Laut aane ki umeed mein zindagi gawa di humey uss subha ke baad

Andher lag rahe hai sare duniya ki takhleeq uss subha ke baad
Mayus hue hai hum har lamha uss subha ke baad
 

 

 
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
main dhoop dhoop by soudagar in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Din Ki Vo Subha,Raat ki Agdai....... by pawan16 in Shayri for Dard -e- Judai
subha.... by pawan16 in Shairi - E - Zindagi
Subha Ka Intzaar Nahi Hota ab.. by pawan16 in Shairi - E - Zindagi
Subha Na Aai, Shaam Na Aai... by Iqtedar in Songs & Lyrics
waheed_rose2004
Guest
«Reply #1 on: March 19, 2008, 08:52:03 AM »
Woh subha ka dhoop ley aaye tere pyaar ka sandesh
Woh mujhe phir na mile uss subha ke baad

Umar guzar jaati hai tere intezar mein uss subha ke baad
Ek mulaqat thi aur tanha ruk gaye hum uss subha ke baad

Ek aisa zakhm mila hai humey uss subha ke baad
Laut aane ki umeed mein zindagi gawa di humey uss subha ke baad

Andher lag rahe hai sare duniya ki takhleeq uss subha ke baad
Mayus hue hai hum har lamha uss subha ke baad
 

 

 


awesome   honeyrose.............   bahot  umda  poem  aap  ne lilkhi/................ 
Logged
Talat
Guest
«Reply #2 on: March 19, 2008, 08:56:19 AM »
Bohot khoob Honey...yunhi likhte rahiyega Usual Smile
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #3 on: March 19, 2008, 09:43:17 AM »
Shukriya Waheed ji
Shukriya Talat sis..Usual Smile
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #4 on: March 19, 2008, 10:58:47 AM »
Bahoot KHoob Sis,
Kamaal Ki Hai Ek ek Lines Bhi,.
Waise Kaise Mahol Mein Ye Kalaam Ko Tayyar Kiya Aapne,.
Bahott Badiya Hai,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #5 on: March 19, 2008, 11:12:42 AM »
Subhaa Ki Dhoop Kehar Barsaa Gayi,.
Raat Dekar Yaad Uski, Dil KO Tarsaa Gayi,.

Raat Aur Din Bhi Jaane Kyun Tadpaa Rahein Hain,.
Mere Ansoon Ki Ahaat Barsaat Bhi Sunaa Rahein Hain,.

_____________________________-Jaanasheen-


Logged
honeyrose
Guest
«Reply #6 on: March 19, 2008, 11:25:42 AM »
Bohat acha likha hai Azeem bro..

Woh subha ki dhoop tumhe yaad kar rahi hai
Woh mere dil se na jaaye woh haseen khwab hai
Tumse door hue hum jaise sawan ka rimjim mausam hai
Tanhaye se dil pe ek sailab khel rahe hai
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #7 on: March 21, 2008, 09:24:41 AM »
Shukriya Didi And Nice One,.
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #8 on: March 27, 2008, 04:48:02 AM »
Woh subha ka doop koi rangon ki khushi hai
Ek  Zakhm-e-kaaree mein uljan thi
Dard main bhi ek awaaz hoti hai
Woh subha ka doop tumare sandesh lati hai


Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #9 on: March 29, 2008, 05:08:51 PM »
Nice One Honey Sis,.
Yunhi Likhte Rahiye,. Applause
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #10 on: November 09, 2008, 01:14:47 PM »
Shukriya Azeem bhai notworthy
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #11 on: November 09, 2008, 01:54:39 PM »
Bahoot Badiya Sis,.
Yunhi Likhte Rahiye,.
Aur Apne Shayariyon Se Nawaazte rahiye,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #12 on: November 09, 2008, 01:56:50 PM »
Subha Ki Dhoop, Ki Rohsni Ab Mere Ghar Se Nikalti Nahi,.
Ghamon Ki Raat Ne, Bakhshein Hain Mujhe, Kuch is Tarah ke Andhere,.

____________________________________-Jaanasheen-
Logged
honeyrose
Guest
«Reply #13 on: November 10, 2008, 07:24:33 AM »
Subha Ki Dhoop, Ki Rohsni Ab Mere Ghar Se Nikalti Nahi,.
Ghamon Ki Raat Ne, Bakhshein Hain Mujhe, Kuch is Tarah ke Andhere,.

____________________________________-Jaanasheen-




Bohat khoob bhai


Yun ruswa hokar suraj ki roshni se na churao aapna chehera
Kabhi moudke dekhiye aapne aagan mein hoga ek naya sawera...

_______honeyrose_______
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #14 on: November 10, 2008, 01:51:48 PM »
Shukriya Didi And Nice One,.
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 03:28:28 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.109 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8510 Real Poets and poetry admirer