~\:yaad aata rha mujhko:/~

by Sonu on July 07, 2006, 08:17:48 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 3598 times)
Sonu
Guest
«Reply #15 on: July 15, 2006, 03:19:12 AM »
Bahut bahut shukriya Azeem bahi... bahut khoob...

Qadam Qadam Par Baharon Ne Sath Chod Diya,
Pada Jab Waqt To Apno Ne Sath Chod Diya.
Qasam Khai Thi In Sitaron Ne, Sath Dene Ki ,
Subah Hote Hi Sitaron Ne Bhi Sath Chod Diya

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
shukriya Azeem brother

Ur Welcome Sonu Sis,..

Yaad Karoge Tum Hume Jab Naa Raheinge Hum Duniya Mein,..
Do Pal Hai Zindagi Ke Bakhi Beeta Lo, Kahin Choot Na Jaaye,..

___________________________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
bahut yaad aata hai kisika muskurakar dekhna. by yammy in Shayri-E-Dard « 1 2 3 4  All »
Yaad aata hai by thycreator in Shayri for Khumar -e- Ishq « 1 2 3  All »
Hamay to ab bhi woh guzra zamana yaad aata hai by sameer14112 in Shayri for Khumar -e- Ishq
us ki yaad ne mujhko matt pochoo kitna sataya hay, by payar in Shayri for Dard -e- Judai
Woh KaMra Yaad Aata Hai by angel4u in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #16 on: July 18, 2006, 08:15:00 AM »
Quote from: "Sonu"
Bahut bahut shukriya Azeem bahi... bahut khoob...

Qadam Qadam Par Baharon Ne Sath Chod Diya,
Pada Jab Waqt To Apno Ne Sath Chod Diya.
Qasam Khai Thi In Sitaron Ne, Sath Dene Ki ,
Subah Hote Hi Sitaron Ne Bhi Sath Chod Diya

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
shukriya Azeem brother

Ur Welcome Sonu Sis,..

Yaad Karoge Tum Hume Jab Naa Raheinge Hum Duniya Mein,..
Do Pal Hai Zindagi Ke Bakhi Beeta Lo, Kahin Choot Na Jaaye,..

___________________________________________-Jaanasheen-

Bahoot Khoob Sonu Sis,..

Na Aas Rakhte Hain Hum Bahaaron Ki,..
Na Aas Rakhte Hain Hum Yaaron Ki,..
Geer Ta Hai Jo Toot Kar Asmaan Se,..
Kya Aas Rakhe Un Sitaaron Ki,..

______________________-Jaanasheen-
Logged
Sonu
Guest
«Reply #17 on: July 18, 2006, 09:10:06 AM »
Azeem bahi bahut bahut shukriya....

Dil ka darwaza khula rakha unke intezaar mein
sadian guzaar di’n unke pyar mein
Na raha din ka hosh aur na he raat ka chein
unhein itna chah ke bhi kuch keh na paye
Ankhon ne dekhe the kuch hasin sapne Jo ban na sake hamare apne Kuch the khwab pyare aur kuch arman adhure
jo hamare ho ke pure na ho paye

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
Bahut bahut shukriya Azeem bahi... bahut khoob...

Qadam Qadam Par Baharon Ne Sath Chod Diya,
Pada Jab Waqt To Apno Ne Sath Chod Diya.
Qasam Khai Thi In Sitaron Ne, Sath Dene Ki ,
Subah Hote Hi Sitaron Ne Bhi Sath Chod Diya

Quote from: "Jaanasheen"
Quote from: "Sonu"
shukriya Azeem brother

Ur Welcome Sonu Sis,..

Yaad Karoge Tum Hume Jab Naa Raheinge Hum Duniya Mein,..
Do Pal Hai Zindagi Ke Bakhi Beeta Lo, Kahin Choot Na Jaaye,..

___________________________________________-Jaanasheen-

Bahoot Khoob Sonu Sis,..

Na Aas Rakhte Hain Hum Bahaaron Ki,..
Na Aas Rakhte Hain Hum Yaaron Ki,..
Geer Ta Hai Jo Toot Kar Asmaan Se,..
Kya Aas Rakhe Un Sitaaron Ki,..

______________________-Jaanasheen-
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 7 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #18 on: July 18, 2006, 01:02:07 PM »
Nice One Sonu Sis,.

Haddein Paar Kardi Humne Tumhare Intezaar Mein,..
Tum Kya Jaano Kitni Chotein Khaai Hai Humne Tumhare Pyaar Mein,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #19 on: July 18, 2006, 08:54:11 PM »
Azeem bahi thanks.... bahut khoob....

Quote from: "Jaanasheen"
Nice One Sonu Sis,.
 
Haddein Paar Kardi Humne Tumhare Intezaar Mein,..
Tum Kya Jaano Kitni Chotein Khaai Hai Humne Tumhare Pyaar Mein,..
Logged
Sonu
Guest
«Reply #20 on: October 09, 2006, 07:50:23 AM »
Aaj arse baad jab suni uski awaaz,
toh laga ki mere bahut pass hai woh.
Ho gayi nam yeh aankhen jab hosh aaya,
aur paya ki kabhi naa puri hone wali aas hai woh.
Logged
Sonu
Guest
«Reply #21 on: October 28, 2006, 05:09:01 AM »
Kyu dil ke mere tukde kar diye,
kyu mere aansu ko apni muskan se baha diye,
gunah kya tha mera bus chahna tumhe,
kyu meri zindagi me tune dard bhardiye
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #22 on: November 14, 2006, 11:57:24 AM »
wah wah SONU.. bahut khoob.. bahut pyara likha hai...

Dil toda jab unhone, lapten dil se uthne lagi,
mujhe kya pata tha, ki yeh dil hi jal raha hai....

pata to us pal laga mujhko is baat ka yaaron,
aankhon se jab unki, aansoo chalakne lage.....!!!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #23 on: November 14, 2006, 08:44:24 PM »
shukriyaa Vicky ji.. bahut bahut shukriyaa ... apney bhi bahut acha likha hai...

dard etna mila humko ney ahkhey chalak padi
dil etna ruya key dhadken thamney lagi
dhadken ehsi thami key unki yaad mey saansey bhi ruk gayee..
vo samjhey hum kush hia unsey door jakey
per keysey kahey unsey key unkey dam sey hi yea saan chati hia
vaqt kam hia humarey pass yea jangaye hum
vo tanhaa na reh jaye esi gum mey unko juda ker deya
humarey janey key badh vo kush rahey
bus esi karan unko apney sey alag ker deya...

Quote from: "vicky AKELA"
wah wah SONU.. bahut khoob.. bahut pyara likha hai...

Dil toda jab unhone, lapten dil se uthne lagi,
mujhe kya pata tha, ki yeh dil hi jal raha hai....

pata to us pal laga mujhko is baat ka yaaron,
aankhon se jab unki, aansoo chalakne lage.....!!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #24 on: November 15, 2006, 02:15:02 PM »

awesome  work  Sonu......  Vicky.........   bahot acha laga  padhker.....
Logged
Sonu
Guest
«Reply #25 on: November 16, 2006, 03:32:18 AM »
shukriyaa Waheeed monitor ji....
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #26 on: November 16, 2006, 05:07:53 AM »
shukriya WAHEED BHAI.....!!!!
Logged
_Vicky_
Guest
«Reply #27 on: November 27, 2006, 12:39:32 PM »
Meri zindgi me apni chahat ka jaam rahane do,
aankhon se mere mohabbat-e-sharab bahane do....

rishte sare tod lo mujhse, chahe tum e- sanam,
magar mere labon pe apna, naam rahane do.....!!!!
Logged
Sonu
Guest
«Reply #28 on: November 29, 2006, 05:11:58 AM »
Vicky ji bahut acha likha hai...

Quote from: "vicky AKELA"
Meri zindgi me apni chahat ka jaam rahane do,
aankhon se mere mohabbat-e-sharab bahane do....

rishte sare tod lo mujhse, chahe tum e- sanam,
magar mere labon pe apna, naam rahane do.....!!!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #29 on: November 29, 2006, 05:32:34 AM »
Quote from: "vicky AKELA"
Meri zindgi me apni chahat ka jaam rahane do,
aankhon se mere mohabbat-e-sharab bahane do....

rishte sare tod lo mujhse, chahe tum e- sanam,
magar mere labon pe apna, naam rahane do.....!!!!

wah kaya baat hai, bahoot khoob Vicky ji....
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 06:40:50 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.115 seconds with 25 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer