{Yaad Rakhna}

by angel4u on August 31, 2008, 06:01:22 AM
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Author  (Read 3647 times)
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #15 on: September 08, 2008, 04:17:13 PM »
Nice lines Azeem...


Meri aankhon se neend ki ab kuch dushmani si rehti hai,
Tere bina khwaabon ki mehfil kuch suni si rehti hai,
Tu tha to har manzar tha ek masoom ehsaas,
ab har ehsaas mein teri chhuan ki kami si rehti hia...


Mere Bagair Chaayi Hai Saare Aalam Mein Ab Andheriyaan,.
Jab The Hum Is Jahaan Mein To Kisi Ko Meri Zaroorat Na Thi,.

Ab Hai Sab Mujhpar Mar Mitne Waale "Jaanasheen",.
Kareeb Jab The Hum Unke To Unhe Meri Chahat Na Thi,.

"Hay,.
Ye Kaisi Wafaa Mili,.

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
yaad rakhna by Sonu in Shayri-E-Dard
Na Salaam Yaad Rakhna, Na Paigaam Yaad Rakhna, by pankaj_pups in Shayri-E-Dard « 1 2 3  All »
Woh Akhri Sham Yaad rakhna...! by mute_witness in Shayri-E-Dard
yaad rakhna... by amritflora in Shayri for Khumar -e- Ishq
DUA ME YAAD RAKHNA . HAPPY DIPAWALI & HAPPY EID . by captainyr in Miscellaneous Shayri
angel4u
Guest
«Reply #16 on: September 09, 2008, 02:29:14 AM »
Nice lines Azeem...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #17 on: September 10, 2008, 04:06:49 PM »
Shukriya Husnaina Ji,.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #18 on: September 11, 2008, 02:20:24 AM »

Yaad Aata hai uska chupke se pehlu mein aana,
dhire se muskurana phir geet koi gungunana,
Ab jo wo nahi to saari qaayenaat veeran hai,
Jaane kab tak rahega ye saanson ka aana jaana...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #19 on: September 12, 2008, 02:30:31 PM »

Yaad Aata hai uska chupke se pehlu mein aana,
dhire se muskurana phir geet koi gungunana,
Ab jo wo nahi to saari qaayenaat veeran hai,
Jaane kab tak rahega ye saanson ka aana jaana...


Na Jaane Kyun Tera Milkar Bichardna Yaad Aaata hai,.
Main Ro Pardta Hoon Jab Guzra Zamaana Yaad Aata Hai,.

Nahi Bhoola Tujhe Ab Tak Main "O" Bhoolne Waale,.
Bataa Tujhko Bhi Kya Mera Fasaana Yaad Aata Hai,.

_________________________________-Nm-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #20 on: September 12, 2008, 03:25:28 PM »
Fasaane tere meri har saans ke saath yaad aate hia,
Bhulna chahun bhi to tujhe bhool na paate hia,
Bhulein bhi to kaise aye sanam ye bata mujhe,
kya parindein bhi apni shaakhon ko bhool jaate hai???
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #21 on: September 14, 2008, 08:40:36 AM »
Nice One Again Husnaina Ji,.
Logged
angel4u
Guest
«Reply #22 on: September 14, 2008, 12:10:24 PM »
Thanks azeem...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #23 on: September 19, 2008, 02:21:25 PM »
U are Welcome,.

Door Jaao Zindagi Se Meri, Haq Hai Tumhe,.
Lekin Yaadon Ko Na Cheen Mujhse, "Jaanasheen",.
ke Yahi To Ek Aas Hai Jeene Ke Liye,.

________________________-Azeem-
Logged
angel4u
Guest
«Reply #24 on: September 20, 2008, 02:44:25 AM »
Har saans mein ab teri hi yaad basi hai,
Har dhadkan mein teri kahi baat basi hai,
Jaa to raha hai mujhe thukrake aye sanam,
par dekhle teri aankhome meri tasveer basi hia...
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 17 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006


View Profile
«Reply #25 on: September 21, 2008, 08:27:16 AM »
Nice One Again,. Clapping Smiley Applause
Logged
angel4u
Guest
«Reply #26 on: September 21, 2008, 12:17:32 PM »
Thanks...
Logged
Aryaan
Guest
«Reply #27 on: September 21, 2008, 02:06:01 PM »
Good Ones Angel & Azeem..
Logged
angel4u
Guest
«Reply #28 on: September 21, 2008, 03:42:38 PM »
Thanks a lot Aryaan. kahan ho???
Logged
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
**

Rau: 166
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
272 days, 6 hours and 11 minutes.

Posts: 11814
Member Since: Sep 2006


View Profile
«Reply #29 on: September 21, 2008, 03:59:23 PM »
Fasaane tere meri har saans ke saath yaad aate hia,
Bhulna chahun bhi to tujhe bhool na paate hia,
Bhulein bhi to kaise aye sanam ye bata mujhe,
kya parindein bhi apni shaakhon ko bhool jaate hai???

Bahut Khoob Angel.. Applause Applause
Logged
Pages: 1 [2] 3  All
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 21, 2024, 09:41:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 21, 2024, 09:01:29 AM]

[November 16, 2024, 11:44:41 AM]

by Michaelraw
[November 13, 2024, 12:59:11 PM]

[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.116 seconds with 24 queries.
[x] Join now community of 8506 Real Poets and poetry admirer