Yadoon ke mela

by isha_verma7 on June 03, 2005, 06:51:03 AM
Pages: [1] 2 3 4
Print
Author  (Read 3466 times)
isha_verma7
Guest
Iss dil main yadoon ke mela hai fir bhi hum akele hai
Us khuda ne yeh koi ek khel mere saath khela hai,
Sabki yadoon main kisi ki sanson ko jooda hai
Lekin hamare saath akele dil aur yadoon ka silsila hai.
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mela Rang Rangeela........ by RamSagar in Ghazals
dooh paal ka mela by RAJAN KONDAL in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Nahi bhulta aaj bhi vo kumbh mela by nandbahu in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Jhumki ka Mela>>> by kittoo in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
Tosha
Guest
«Reply #1 on: June 03, 2005, 07:05:54 AM »
Aas rhi humme aashiyane ke
Kyo aap ne bilji giraye
Khun jigar ka manga hota
Kyo ke aap ne bewafi
Logged
agr_navneet
Guest
«Reply #2 on: June 03, 2005, 08:50:30 AM »
kaun kehta hai aap akeli hai.her shayar ki yahi kahani hai

“Kaise kerte ho “mohabbat” ko bayan chand lafzon main
Ye to dil ki aarzoo or aankhon main basi tasweer hoti hai
Aur hai khuda bhi shakshi ki teri her muskan ke piche
Tere ‘Intzaar’ main bethe kisi ki laankho dua hoti hai”
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #3 on: June 03, 2005, 07:20:25 PM »
wah!!!!!!!!  bahot  khoob.,.......isha.........tosha........navneet............
Logged
hina_chandni
Guest
«Reply #4 on: June 03, 2005, 08:36:48 PM »
Lamha lamha teri yaad sataye
jagah jagah tu nazar aaye
tod do ye zanjiren
badal do ye taqdiren
k ab to milne ka mousam hai!
Logged
isha_verma7
Guest
«Reply #5 on: June 03, 2005, 08:48:30 PM »
Wah hina ji kya baat hai........really nice n' good!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #6 on: June 03, 2005, 08:50:39 PM »
Ajnabi galiyo se hum gujra nahi karte.
Darde dil liya aur diya nahi karte..
yeh pyar ka rihta sirf aap se hai..
warna shayari hum kisiko likha nahi karte
Logged
hina_chandni
Guest
«Reply #7 on: June 03, 2005, 09:02:38 PM »
thanx naveed ji.......great lines........keep it up!!!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #8 on: June 03, 2005, 09:08:16 PM »
"Maine tujhe bhej kar bhool ki" ,, Kabhi tanhai me khuda yeh sochta to hoga,,

jab mehsus hoti hogi zarurat ek humraaz ki,,

teri tasveer lekar palkein bhigota to hoga......!!
Logged
hina_chandni
Guest
«Reply #9 on: June 03, 2005, 09:10:56 PM »
Ay asmaan tu bata
chand mera kho gaya hai kahan?

HUM US KE HAIN, USI K RAHEIN GE
JA KE USE SAMJHA DE!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #10 on: June 03, 2005, 09:16:02 PM »
kismat se apni sabko shikayat kyun hai,
jo nahi mil sakata usi se mohabbat kyun hai,
kitani mushkile hain rahon mein dil ki,
phir bhi dil ko usi ki chahat kyun hai?Huh?Huh?Huh?
Logged
hina_chandni
Guest
«Reply #11 on: June 03, 2005, 09:18:53 PM »
JAANE YE QUDRAT KARTI HAI KYUN DIL K FAISLE
KYA KABHI HON GE DIL KE RABTE?Huh???
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #12 on: June 03, 2005, 09:23:15 PM »
Dil de diya ahit u ywh mat sochoo
k woh kabhi mile ga bhi k nahin
jise chaha hai tumney apnay liye
usay azmaate hain kabhi nahin
Logged
hina_chandni
Guest
«Reply #13 on: June 03, 2005, 09:26:04 PM »
hey....................thanks isha ji!
               
               Usual Smile  Usual Smile  Usual Smile
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #14 on: June 03, 2005, 09:30:12 PM »
Theher ke jab sochta hu zindagi ke baare me ab,,

tera chehra ankho se hat ta hi nahi,,

marne ka man karta tha pehle,,

par ab jeene se man bharta hi nahi.....!!
Logged
Pages: [1] 2 3 4
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
November 08, 2024, 09:55:00 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[November 08, 2024, 09:59:54 AM]

[November 08, 2024, 09:59:08 AM]

[November 07, 2024, 01:56:50 PM]

[November 07, 2024, 01:55:03 PM]

[November 07, 2024, 01:52:40 PM]

[November 07, 2024, 01:51:59 PM]

[October 30, 2024, 05:13:27 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:57:46 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 07:55:06 AM]

by ASIF
[October 29, 2024, 06:58:58 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.095 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8505 Real Poets and poetry admirer