Yadoon ke mela

by isha_verma7 on June 03, 2005, 06:51:03 AM
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Author  (Read 3515 times)
hina_chandni
Guest
«Reply #15 on: June 03, 2005, 09:34:00 PM »
is qadar pyar tum se karte hain
tum ko wapis bulain ge hum
is qadar hum tum pe marte hain
tum ko palkon pe bithain ge hum
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
Mela Rang Rangeela........ by RamSagar in Ghazals
dooh paal ka mela by RAJAN KONDAL in Shayeri for Dard -e- Bewafai
Nahi bhulta aaj bhi vo kumbh mela by nandbahu in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
Jhumki ka Mela>>> by kittoo in Mazahiya Shayri(Funny Shayari)
fakharenaveed
Guest
«Reply #16 on: June 03, 2005, 09:36:42 PM »
tere pyar ko deklh kr lout aya hoon mein
tujh ko kabhi bhi bhool na paya hoon mein
Logged
hina_chandni
Guest
«Reply #17 on: June 03, 2005, 09:38:09 PM »
Har kasam se badi hai kasam pyar ki
mur k bhi is kasam ko na todein ge
hum chor dein ge zamane ki saari khushi
saath tera kabi na chodein ge hum
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #18 on: June 03, 2005, 09:46:54 PM »
Quote from: "hina_chandni"
Har kasam se badi hai kasam pyar ki
mur k bhi is kasam ko na todein ge
hum chor dein ge zamane ki saari khushi
saath tera kabi na chodein ge hum
buhat khoob hian ji.......................keep it up

WEL COME TO YOINDIA
Logged
hina_chandni
Guest
«Reply #19 on: June 03, 2005, 09:48:42 PM »
thanks 4 ur sweet welcome..........waheed ji.......
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #20 on: June 03, 2005, 09:53:46 PM »
I am not waheed..............................

Main Pass Tere Aaon Yeh MumkinNahi

Dariya Se Ja Kar Samandar Nahi Milta
Logged
hina_chandni
Guest
«Reply #21 on: June 03, 2005, 10:01:22 PM »
sorry..............anywayz thanks NAVEED ji..

Humare dil pe sada tum younhi RAJ karoge
tere muntazir HUM hamesha rahein ge
Kya faida chahne walon ka jin mein TUM shamil hi na ho ge
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #22 on: June 03, 2005, 10:05:07 PM »
Quote from: "hina_chandni"
sorry..............anywayz thanks NAVEED ji..

Humare dil pe sada tum younhi RAJ karoge
tere muntazir HUM hamesha rahein ge
Kya faida chahne walon ka jin mein TUM shamil hi na ho ge
ok

--------------------------------------------------------------------------------

Vo kuch iss tarah se humko tadpha rahe hai
ke aate aate karib ,vo raste se louth kar ja rahe hai
Rokna chahte hai hum unhe issi liye
kin kin bahano se unhe samja rahe hai
kabhi janeja, kabhi janeman, kabhi janebahar
kah kar bula rahe hai
Vo kuch iss tarah se hume tadhpa rahe hai

kabhi aa rahe hai kabhi ja rahe hai
kabhi has rahe hai kabhi sarma rahe hai
pehle naraz karke phir khud hi manna rahe hai
vo kuch iss tarah se humko manna rahe hai

kabhi aankhen dikha rahe hai
kabhi ankhen chura rahe hain
kabhi hak jata kar dant rahe hain
phir usi pal sarrart se ankhen juka rahe hai
vo kuch iss tarah se humko tadhpa rahe hain

unka masti bhari baatain karna
vo musam ko rangin bana rahe hain
aur karte karte baatain khamosh hona dekh kar
hum maan hi maan gabra rahe hain
vo kuch iss tarah se humko tadhpa rahe hain
Logged
hina_chandni
Guest
«Reply #23 on: June 03, 2005, 10:07:18 PM »
Quote from: "fakharenaveed"

uffffff..........gr8.....
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #24 on: June 03, 2005, 10:13:41 PM »

Thanx..................
Hum raat ki tanhai me tujhe aawaz diya karte hai.
Aur sitaro se aapka zikar kiya karte hai.
Tum aao ya na aao khawabo me,
Hum aapka intezar kiya karte hai.
Logged
hina_chandni
Guest
«Reply #25 on: June 03, 2005, 10:13:57 PM »
kabhi to nazar milao
kabhi to kareeb aao
hum bhi to auroon ki tarha....
tumhare hi deewaane hain!
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #26 on: June 03, 2005, 10:16:13 PM »
hey mention that it`s not mine................

tere hoton ke siva kuch bhi mujhe yaad nahin rehta
tere aankhon ke siva kuch bhi mujhe yaad nahin rehta
chahhun bhi agar bhulna tujh ko
teri yaadon ke sive kuch bhi mujhe yaad nahin rehta ......
Logged
hina_chandni
Guest
«Reply #27 on: June 03, 2005, 10:18:45 PM »
Quote from: "fakharenaveed"
hey mention that it`s not mine................

tere hoton ke siva kuch bhi mujhe yaad nahin rehta
tere aankhon ke siva kuch bhi mujhe yaad nahin rehta
chahhun bhi agar bhulna tujh ko
teri yaadon ke sive kuch bhi mujhe yaad nahin rehta ......
you are 2 good naveed bhai.......
Logged
fakharenaveed
Guest
«Reply #28 on: June 03, 2005, 10:24:27 PM »
Quote from: "hina_chandni"
Quote from: "fakharenaveed"
hey mention that it`s not mine................

tere hoton ke siva kuch bhi mujhe yaad nahin rehta
tere aankhon ke siva kuch bhi mujhe yaad nahin rehta
chahhun bhi agar bhulna tujh ko
teri yaadon ke sive kuch bhi mujhe yaad nahin rehta ......
you are 2 good naveed bhai.......
Thanx.............................
Logged
hina_chandni
Guest
«Reply #29 on: June 03, 2005, 10:29:30 PM »
aaj kehna zaroori hai k tum se pyar hua hai
aap k bina jee na sakein ge hum
baat yahi sach hai, maan hi lo
hum tum pe marte hain
Logged
Pages: 1 [2] 3 4
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 02:48:12 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.107 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8508 Real Poets and poetry admirer