khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
«Reply #405 on: January 11, 2008, 03:22:10 PM » |
|
YAADON KI DUNIYA SE GUZAR RAHA THA MAIN HAR KHUSHI AUR GHAM SE BEHAL RAHA THA MAIN USNE BHI USS WAQT DI MUJHE PHIR AWAAZ, JAB SAB KUCH BHOOL KE ZINDAGI KE NAYE RANGO SE PHIR SAWAR RAHA THA MAIN...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #406 on: January 11, 2008, 03:25:30 PM » |
|
wah kaya baat hai... bahoot khoob khwaish ji!!
Zindagi mai ab koi rang aa nahi sakta ek wo shaks is dil se ja nahi sakta yaahdon ke samunder mai kho chuki hai Pooja is kadar zindagi ka koi safar usse wapis la nahi sakta!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Rajbir
Guest
|
|
«Reply #407 on: January 11, 2008, 03:34:26 PM » |
|
Pooja, JHL, Khwaish
Mashallha !
Yaadon ke samundar mein sab doobe hain ! Bahut khoob !
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #408 on: January 11, 2008, 03:38:33 PM » |
|
shukaria Veer ji!!!
dard ki gahrai naapi nahi jaati zindagi wapis paltai nahi jaati raah hai tanha aor zindagi bhi tanha yaandon se kashti paar lagai nahi jaati...
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #409 on: January 11, 2008, 03:43:44 PM » |
|
BAHUT KHOOB POOJAJI...THANX PAAJI
WAQT KI BERAHAM AANDHI NE UDHA DIYA WAJOOD MOHAABAT KA AANSU BAHATE HUE AAJ APNA HAAL BATA RAHE HAI HUM JIS KI CHAAHAT MEIN DEEWANA HUA "KHWAISH" KYA USSE BHI ITNA YAAD AA RAHE HAI HUM???
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #410 on: January 11, 2008, 03:48:04 PM » |
|
wah kay abaat hai khwaish ji....
yaad ayye bhi to usse kaise kah du khud hi khud se to sab mitaya hai sitam uss per kiya, yahi dekha usne khud ko bhi to umar kar ke liye rulaya hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #411 on: January 24, 2008, 06:56:48 PM » |
|
barsaat ki boondon mai yaadon ki wo lehar aai hai beeti thi kaise apni pehli barsaat wo khumar sath laai hai
hai khumar ajj bhi tera magar zindagi mai tanhaai hai doobi hu apne hi smunder main ajj phir teri bahoot yaad aii hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #412 on: January 24, 2008, 07:08:25 PM » |
|
shikayat to door ki baat hai yahan fariyaad tak suuni nahi jati
jab main khamosh sa rehta hoon tanhai mein to yaadein aap ki hai aa jaati
aapki yaadon se bhi man behlaya na jaye bas isi umeed pe thakta hoon main un raahon ko,ke kahi se to aap aa jaaye
yaadon ka mela lagata hoon apne khwaabo mein iss umeed se sota hoon ke kabhi to woh mujhe aakar jagaye
"khwaish" ki yeh umeed dil mein na reh jaaye aajao jahan bhi ho aisa na ho ke hum intezaar mein mar jaaye
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #413 on: January 24, 2008, 07:30:33 PM » |
|
tadap kar dil rah jaata hai kis kadar pass se tu guzar jaata hai kaise rok leta hai tu khud ko yahi meri samjh mai nahi atta hai
nafrat hai ya hai tera gussa her haal mai pathar dil tu hua jaata hai kasoor hai mera jab maan hi liya maine to kyun tu itna ajnabi hua jaata hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
khwahish
WeCare
Khaas Shayar
Rau: 166
Offline
Gender:
Waqt Bitaya:272 days, 6 hours and 11 minutes.
Posts: 11814 Member Since: Sep 2006
|
|
«Reply #414 on: January 24, 2008, 07:37:15 PM » |
|
ek baar jab dil toothta hai to phir usse jod paana mushkil ho jaata hai
dil ek aaine jaisa hai,ek baar tadak aaye to zindagi bar nishaan reh jaata hai
ab apni khamiyon ko yaad kar kya milega jo waqt ek baar guzar gaya,woh vaapas kaha aata hai
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #415 on: January 24, 2008, 07:44:17 PM » |
|
Guzra waqat wapis laaya nahi jaata yaadon ko bhi magar miataya nahi jaata
pyar ho jaata hai jis se ek baar darar anne per bhi usko bhulaya nahi jaata
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #416 on: March 18, 2008, 04:39:11 PM » |
|
Mere dard ko koi kinara chahiye Ro lene ko ek sahara chahiye Bhatak raha hai anaath lahro ki tarah Takra kar ghir jaane ko bahana chahiye
Til til ghoot ghoot kar bhi atta nahi baher Ashqo ko jo le ayye, wo najara chahiye Akele kahin mout bhi nahi atti Mout laane ka koi tamsha chahiye
Tujh se bichard kar yahi socha kiye din-raat Akhir ek insaan ko kaisa jamana chahiye Meri dunia to thi bas ek tujh se Na jaane tujhe dunia ka kon sa khazana chahiye
Mere dard ko koi kinara chahiye Ro lene ko ek sahara chahiye………….
|
|
|
Logged
|
|
|
|
harashmahajan
Guest
|
|
«Reply #417 on: March 18, 2008, 04:52:15 PM » |
|
Dard ko lehroN se mat tolo rishte nafratoN se mat tolo Rona muqader nahiN hai dost Isey bahanoN see mat tolo
Harash
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Pooja
Guest
|
|
«Reply #418 on: March 18, 2008, 05:48:00 PM » |
|
bahoot sahi kaha Harsh ji!!
Dard ka hai samundar Ahsaas Lehar se najar atte hai Jab bhi zajbaato mai doobe Ashaq hi ashaq beh jaate hai Muqdar se mila hai, Muqdar se kaya gila hai Baith apni tanhaai main Yaadon mai jiye jaate hai!!
|
|
|
Logged
|
|
|
|
Aryaan
Guest
|
|
«Reply #419 on: March 18, 2008, 06:56:54 PM » |
|
Very Nice Pooja, Khwaish & Harash..
|
|
|
Logged
|
|
|
|
|