Yadoon ke samunder mai

by Pooja on July 29, 2004, 11:01:05 PM
Pages: 1 ... 25 26 27 28 [29] 30
Print
Author  (Read 26789 times)
Pooja
Guest
«Reply #420 on: March 18, 2008, 07:09:05 PM »
Shukaria Aryaan ji!!!
Logged
waheed_rose2004
Guest
«Reply #421 on: March 19, 2008, 09:12:26 AM »
bahoot sahi kaha Harsh ji!!

Dard ka hai samundar
Ahsaas Lehar se najar atte hai
Jab bhi zajbaato mai doobe
Ashaq hi ashaq beh jaate hai
Muqdar se mila hai,
Muqdar se kaya gila hai
Baith apni tanhaai main
Yaadon mai jiye jaate hai!!


yeh  sher  bahot  acchi  lai  Pooja  sis...........  superbsssssssssss
Logged
Pooja
Guest
«Reply #422 on: March 19, 2008, 03:17:30 PM »
bahoot dukhi dil se nikali thi yah lines!! shukaria waheed bhai apko achi lagi!!
Logged
sarthika
Guest
«Reply #423 on: July 01, 2008, 03:14:32 AM »
Mere dard ko koi kinara chahiye
Ro lene ko ek sahara chahiye
Bhatak raha hai anaath lahro ki tarah
Takra kar ghir jaane ko bahana chahiye

Til til ghoot ghoot kar bhi atta nahi baher
Ashqo ko jo le ayye, wo najara chahiye
Akele kahin mout bhi nahi atti
Mout laane ka koi tamsha chahiye

Tujh se bichard kar yahi socha kiye din-raat
Akhir ek insaan ko kaisa jamana chahiye
Meri dunia to thi bas ek tujh se
Na jaane tujhe dunia ka kon sa khazana chahiye

Mere dard ko koi kinara chahiye
Ro lene ko ek sahara chahiye………….

Logged
Pooja
Guest
«Reply #424 on: August 18, 2008, 03:14:36 PM »
yaadon ke samunder main Tuffan chale aate hai
kuch palo ke liye jaise jahan bikhair jaate hai
zakhmo se rista hai dard, dard main ansoo nikal atte hai
Kuch sawal ajj bhi lava ki tarah jala jaaate hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #425 on: November 13, 2008, 05:36:39 PM »
bahoot shant hai samunder
na jaane kaya tufaan layega
sab kuch kho gaya kahin iske ander
ab kaya dar Pooja, ab kaya yah le jayega
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #426 on: November 13, 2008, 05:53:09 PM »
...good job everyone...keep it up...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #427 on: December 31, 2008, 06:25:23 PM »
Yadoon ke samunder mai,
ek lahar si ajj aai hai,
muchali hai bahoot ajj wo,
tarap tarap kar chattano se takrai hai
hai kinara magar kinara nahi,
yah bat na ab tak samaj pai hai.
hay khulla asmaan charo taraf,
bhir bhi bahoot tanhaai hai
Yadoon ke samunder mai,
ek lahar si ajj aai hai,
muchali hai bahoot ajj wo,
tarap tarap kar chattano se takrai hai

bahoot ajeeb man hai, pata nahi koi samjhega ya nahi.. magar bas jo man mai hai, wo likh rahi hu

yadon ke samunder main
kai baar yaadein kho jaati hai
dil ko lagta hai soona soona
ankhein ro jaati hai

ankhon ki veerani main
sunsaan se kuch rahein
bekhayali ke mosam main
intzaar ki phaily bahein

kuch na ho kar bhi
kuch hone ke aahe
sab kuch kho kar bhi
kuch pane ke rahein

uljha uljha sa man
uljhi uljhi baatein
na kah kar bhi kuch
sab kuch kah jaane ke raatein

bhatak gai hai ajj
Pooja ki kuch sansein
yaadon ke samunder main
Kho gai kuch yaadein
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #428 on: December 31, 2008, 06:35:27 PM »
bahoot ajeeb man hai, pata nahi koi samjhega ya nahi.. magar bas jo man mai hai, wo likh rahi hu

yadon ke samunder main
kai baar yaadein kho jaati hai
dil ko lagta hai soona soona
ankhein ro jaati hai

ankhon ki veerani main
sunsaan se kuch rahein
bekhayali ke mosam main
intzaar ki phaily bahein

kuch na ho kar bhi
kuch hone ke aahe
sab kuch kho kar bhi
kuch pane ke rahein

uljha uljha sa man
uljhi uljhi baatein
na kah kar bhi kuch
sab kuch kah jaane ke raatein

bhatak gai hai ajj
Pooja ki kuch sansein
yaadon ke samunder main
Kho gai kuch yaadein

Wah! kya baat hai Pooja Ji
Bahut khoob likha hai
Logged
Pooja
Guest
«Reply #429 on: December 31, 2008, 06:43:29 PM »
shukaria Rajesh ji!!
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #430 on: January 04, 2009, 08:20:19 PM »
...jo bhi likha hai achha likha hai Pooja...achha laga aapka mann padhkar...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #431 on: January 04, 2009, 08:24:30 PM »
shukaria JHL ji...
Logged
Just_Hate_Love
Guest
«Reply #432 on: January 04, 2009, 08:28:58 PM »
...yaadon ke samundar mein ek toofan aaya hai,
ajeeb hi sukoon ka ehsaas woh saath mein laya hai,
ab to hame bhi jaana hoga, thoda waqt nikalna hoga,
hame bhi aaj kisi ki yaad ne bulaya hai...
Logged
Deepati
Guest
«Reply #433 on: January 04, 2009, 08:36:02 PM »
bahoot ajeeb man hai, pata nahi koi samjhega ya nahi.. magar bas jo man mai hai, wo likh rahi hu

yadon ke samunder main
kai baar yaadein kho jaati hai
dil ko lagta hai soona soona
ankhein ro jaati hai

ankhon ki veerani main
sunsaan se kuch rahein
bekhayali ke mosam main
intzaar ki phaily bahein

kuch na ho kar bhi
kuch hone ke aahe
sab kuch kho kar bhi
kuch pane ke rahein

uljha uljha sa man
uljhi uljhi baatein
na kah kar bhi kuch
sab kuch kah jaane ke raatein

bhatak gai hai ajj
Pooja ki kuch sansein
yaadon ke samunder main
Kho gai kuch yaadein


Wah Bahut Khoob, Pooja Ji Applause Applause
Logged
Pooja
Guest
«Reply #434 on: January 04, 2009, 08:37:38 PM »
bahoot khoob JHL ji and shukaria deepti
Logged
Pages: 1 ... 25 26 27 28 [29] 30
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 11:51:56 AM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer