yakeen khud per

by Pankhuri2 on July 15, 2006, 06:31:14 AM
Pages: [1]
Print
Author  (Read 1266 times)
Pankhuri2
Guest
dil-e-abaad na shi, barbaad bhi hone ne degy
aitbaar utha hai tuj per se, yakin khud pe se uthane na degy

tu kar ke jitane sitam kar sake muje per
is baar ek bhi waar khud per hone na degy

janati hu khamoshi teri koi rang phir se dikhayegi
Zindagi nakaam hi sahi, tamaam na hone degy

bahoot kar liya payaar, nibha liye farz maine
ab kisi haal mai, julam tujko, muj per dhane na degy

mana bahoot kamjor tune muje hamehsa samjha hai
yakin kar, ab yah dhoka tujko aor hone na degy!!!!!
Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
ye Yakeen aaj bhi Nahin by yasir_sensitive in Ghazals
yakeen by muna massood in Shayri-E-Dard
@ YAKEEN @ by baadal102 in Shayri-E-Dard « 1 2  All »
yakeen khud par bhi......... by SURESH SANGWAN in Miscellaneous Shayri
redwhitegang
Guest
«Reply #1 on: July 15, 2006, 06:43:07 AM »
Quote from: "Pankhuri2"
dil-e-abaad na shi, barbaad bhi hone ne degy
aitbaar utha hai tuj per se, yakin khud pe se uthane na degy

tu kar ke jitane sitam kar sake muje per
is baar ek bhi waar khud per hone na degy

janati hu khamoshi teri koi rang phir se dikhayegi
Zindagi nakaam hi sahi, tamaam na hone degy

bahoot kar liya payaar, nibha liye farz maine
ab kisi haal mai, julam tujko, muj per dhane na degy

mana bahoot kamjor tune muje hamehsa samjha hai
yakin kar, ab yah dhoka tujko aor hone na degy!!!!!

bohot khub pooja ji! :D
Logged
Meena is back
Guest
«Reply #2 on: July 21, 2006, 09:09:16 AM »
bohot ache panhkuri ji!!!

 :D
Logged
ranjana
Guest
«Reply #3 on: July 21, 2006, 02:43:39 PM »
bahut khub pankhuri
Logged
badnaam_shayar
Guest
«Reply #4 on: July 21, 2006, 04:02:51 PM »
Quote from: "Pankhuri2"
dil-e-abaad na shi, barbaad bhi hone ne degy
aitbaar utha hai tuj per se, yakin khud pe se uthane na degy

tu kar ke jitane sitam kar sake muje per
is baar ek bhi waar khud per hone na degy

janati hu khamoshi teri koi rang phir se dikhayegi
Zindagi nakaam hi sahi, tamaam na hone degy

bahoot kar liya payaar, nibha liye farz maine
ab kisi haal mai, julam tujko, muj per dhane na degy

mana bahoot kamjor tune muje hamehsa samjha hai
yakin kar, ab yah dhoka tujko aor hone na degy!!!!!


Wah ji Wah Pooja ji.....Yeh hui na Mast baat....ab ayega maza......

Zindagi ho Tamam sahi par hum bhi Mahobbat ko BeNam hone denge.....
Likh jayenge harr Patte par Naam tumhara aye Sanam....
Seh ke sab Zukhm khud hee tumhe Badnaam bhi hone na denge......

Maut hai Saji harr Dagar toh kya.....
Hum bhi apni Insaniyat ki Imaan khone nahi denge.....

Marr mitt jayenge Mahobbat me teri......
Dekhna Dard ko tere se Roo-Ba-Roo hone bhi nahi denge......

Bas Mehendi Saja ke rakhna tum apne Haathon mere Naam ki......
Wada yeh hamara hai ki kisi gair ko tumhe Choone bhi nahi Denge.....
Logged
Pooja
Guest
«Reply #5 on: July 25, 2006, 02:34:30 PM »
shukaria RWG ji, meena, ranju, majid and badnaam shayar ji!!!!

bahoot acha likha hai apne bhi!!
Logged
Pooja
Guest
«Reply #6 on: July 25, 2006, 02:44:47 PM »
yakin khud ka, mere payaar se haar jaata hai
thum sa jaata hai, jab bhi wo hath badata hai
janati hu, phir dhoka hi khaugi main
kaya karu, jab yah jaan bujh kar dhoka khata hai
Logged
Pages: [1]
Print
Jump to:  


Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
December 23, 2024, 03:05:05 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
by mkv
[December 22, 2024, 05:36:15 PM]

[December 19, 2024, 08:27:42 AM]

[December 17, 2024, 08:39:55 AM]

[December 15, 2024, 06:04:49 AM]

[December 13, 2024, 06:54:09 AM]

[December 10, 2024, 08:23:12 AM]

[December 10, 2024, 08:22:15 AM]

by Arif Uddin
[December 03, 2024, 07:06:48 PM]

[November 26, 2024, 08:47:05 AM]

[November 21, 2024, 09:01:29 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.093 seconds with 23 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer