YARO ABB MAIN BHI ISS UJDI HUYI BASTI MEH AAGAYA

by jasbirsingh on November 29, 2008, 06:41:23 PM
Pages: [1] 2 3 4 5
Print
Author  (Read 4255 times)
jasbirsingh
Guest

PHOOLOH SEY KATA, HAMAREY YAHA BHI AAGAYA
YARO ABB MAIN BHI ISS UJDI HUYI BASTI MEH AAGAYA

KHUSHBOO CHURANEY KI AAD MEH KATEY MILEY
MAJNU KI BASTI MEH, MAIN BHI AAGAYA
YARO ABB MAIN BHI ISS UJDI HUYI BASTI MEH AAGAYA

CHAND TAROH KI SAIR KAR RAHA THA
JAMEEN MEH DHASNEY, MAIN BHI AAGAYA
YARO ABB MAIN BHI ISS UJDI HUYI BASTI MEH AAGAYA

JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com

Logged
Similar Poetry and Posts (Note: Find replies to above post after the related posts and poetry)
UNSE MULAKAAT HUYI by poem143s in Shayri-E-Dard
MERE SANG PEE LO YARO by TANHA in Shayri-E-Dard
Woh bahoo kya huyi ? by Amit Janglan in Mazahiya Shayri(Funny Shayari) « 1 2  All »
ab aagaya hain by husain52 in Shayri for Khumar -e- Ishq
Basti Me Rahne Wale Hi Basti Jalate Rahe by @kaash in Tanziya aur Tehreekbaksh Shayariyan
honeyrose
Guest
«Reply #1 on: November 30, 2008, 07:04:53 AM »
 Applause
Jasbir ji achcha likha hai aapne...
Logged
Pooja
Guest
«Reply #2 on: November 30, 2008, 07:25:13 AM »
 Applause Applause
wah kaya baat hai, bahoot khoob Jas
Logged
Rajesh Harish
Guest
«Reply #3 on: November 30, 2008, 08:11:35 AM »
Bahut achcha likha hai aap ne Jas Ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #4 on: November 30, 2008, 10:57:19 AM »
THANKS  HONEYROSE
THANKS  POOJA
THANKS  RAJESH

JASBIR SINGH
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #5 on: November 30, 2008, 11:00:20 AM »

PHOOLOH SEY KATA, HAMAREY YAHA BHI AAGAYA
YARO ABB MAIN BHI ISS UJDI HUYI BASTI MEH AAGAYA

KHUSHBOO CHURANEY KI AAD MEH KATEY MILEY
MAJNU KI BASTI MEH, MAIN BHI AAGAYA
YARO ABB MAIN BHI ISS UJDI HUYI BASTI MEH AAGAYA

CHAND TAROH KI SAIR KAR RAHA THA
JAMEEN MEH DHASNEY, MAIN BHI AAGAYA
YARO ABB MAIN BHI ISS UJDI HUYI BASTI MEH AAGAYA

JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com

DIL WALOH SEY DIL LAGAYA THA
DIL DEH KEY MAIN BHI AAGAYA
YARO ABB MAIN BHI ISS UJDI HUYI BASTI MEH AAGAYA

MUSKURAHAT REHTI THI HAR PAL CHEHRE PEH
MUSKURAHAT UNKEY DAMAN MEH CHODD MAIN BHI AAGAYA
YARO ABB MAIN BHI ISS UJDI HUYI BASTI MEH AAGAYA

JASBIR SINGH

Logged
sajid_ghayel
Guest
«Reply #6 on: November 30, 2008, 12:22:36 PM »
Jasbir pata nahi q aaj chori karne ka bohat dil hain maf karna tumhari ek bohat pyaari line chura raha hu koshish bohat ki par dil nahi man raha....

Yaro ab main bhi is ujdi hui basti me aa gaya
Zinda lasho ki is bheed me odhe kafan aa gaya
Jalaoo khud ko ya dafan ho jaoo mazhabi dango me
Janaze ke sath sath woh ghayel ki arthi bhi lekar aa gaya

                                       -Ghayel & Jasbir-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #7 on: November 30, 2008, 12:30:31 PM »
Jasbir pata nahi q aaj chori karne ka bohat dil hain maf karna tumhari ek bohat pyaari line chura raha hu koshish bohat ki par dil nahi man raha....

Yaro ab main bhi is ujdi hui basti me aa gaya
Zinda lasho ki is bheed me odhe kafan aa gaya
Jalaoo khud ko ya dafan ho jaoo mazhabi dango me
Janaze ke sath sath woh ghayel ki arthi bhi lekar aa gaya

                                       -Ghayel & Jasbir-

Ghayel, its continuation of the ghazal. You can pick anything from any sentence and continue the journey.

MIL KEY BICHANDNA, KABAR KI RAAH HAI
MAIN APNA KAFAN BHI UNHEY DEH KEY AAGAYA
YARO ABB MAIN BHI USS UJDI HUYI MASTI MEH AAGAYA

JASBIR SINGH
Logged
Pooja
Guest
«Reply #8 on: December 01, 2008, 03:22:03 AM »
wah kaya baat hai, bahoot khoob SG and Jas ji
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #9 on: December 01, 2008, 07:44:33 AM »
THANKS POOJA

JASBIR SINGH

Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #10 on: December 01, 2008, 09:03:59 AM »
Bohat Achche Sajid Bhai,.
And Jasbir Bhai,.
Lage raho,.
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #11 on: December 01, 2008, 09:07:32 AM »
Dost Tere Shehar Mein Ye Sannata Kaisa,.
Kya Teri Basti Bhi Ujard Gayi,.

Kyun Hain Aansoon Aankhon Mein Tere,.
Kya Teri Mohabbat Bhi Tujhse Bichard Gayi,.

Kuch To Jawaan De Tu Mere Sawaalon Ka,.
Kya Hua Tujhe, Kya Tujhpar Guzar Gayi,.

Kya Ye Khamoshi Kehti Hai, Kyun Ye Tanhaai Hai,.
Kuch To Bataa, Teri Khushiyaan Kaise Mar Gayi,.

"Azeem, Samajhta Raha Wo Ek Hi Tanhaa Hai Is Shehar Mein,.
Tera Haal Jaankar Dekhe, Iski Bhi Aankh Bhar Gayi,.

_______________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #12 on: December 01, 2008, 10:29:14 AM »

HUM BHI DILDAROH KEY SHEHAR AAGAYE THEY
DOOR SEY KHUSHIYA DEKH, CHAKRA GAYE THEY

MILI JOH MOHABBAT, HOSH-OH-AWAAZ NA THA
SARI DUNIYA SEY TAKRA GAYE THEY

DIN AUR RAAT EK HI LAGTA THA
YU HUM PYAR MEH CHA GAYE THEY

KHULI JOH NEEND TOH PATA CHALA THA
SAPNOH KI DUNIYA JEE RAHEY THEY

DILWALOH KA DIL RAAS NA AAYA HAMEY
ASHQOH KOH HUM HAR PAL PI RAHEY THEY

ABB MILEY HO DOST TUM SAB AAJ
FIR SEY MEHFIL SAJAYENGEY
HUM APNI MUSKURAT FIR SEY LAYENGEY
AAP SAB KOH HUM FIR SEY APNAYENGEY

JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com
Logged
Azeem Azaad
WeCare
Mashhur Shayar
***

Rau: 14
Offline Offline

Gender: Male
Waqt Bitaya:
65 days, 6 hours and 29 minutes.
Humko Abtak Aashiqi Ka Wo Zamaana Yaad Hai,.

Posts: 19903
Member Since: Feb 2006

View Profile
«Reply #13 on: December 01, 2008, 12:39:55 PM »

HUM BHI DILDAROH KEY SHEHAR AAGAYE THEY
DOOR SEY KHUSHIYA DEKH, CHAKRA GAYE THEY

MILI JOH MOHABBAT, HOSH-OH-AWAAZ NA THA
SARI DUNIYA SEY TAKRA GAYE THEY

DIN AUR RAAT EK HI LAGTA THA
YU HUM PYAR MEH CHA GAYE THEY

KHULI JOH NEEND TOH PATA CHALA THA
SAPNOH KI DUNIYA JEE RAHEY THEY

DILWALOH KA DIL RAAS NA AAYA HAMEY
ASHQOH KOH HUM HAR PAL PI RAHEY THEY

ABB MILEY HO DOST TUM SAB AAJ
FIR SEY MEHFIL SAJAYENGEY
HUM APNI MUSKURAT FIR SEY LAYENGEY
AAP SAB KOH HUM FIR SEY APNAYENGEY

JASBIR SINGH
hira_company@yahoo.com

Nice One Jasbir Ji,.

Mohabbat Karke Kisne Aakhir Khushi Paai Hai,.
Mohabbat Ne Mere Dost, Kayi Dilon Mein Aag Lagaai Hai,.

Mohabbat Ke Ghamand Mein,Chaand Suraaj Se Baghwat Karli,.
Tabhi To Mere Ghar, Mein Har Jagaah Tanhaai Hai,.

Tune Zamaane Se Kyun Dushmani Ki, Uski Khateer "Jasbir,.
Wo Pehle Bhi Teri Kahaan Thi, Ab Bhi Kahaan Aai Hai,.

Khushi Khurbaan Karke, Hum Dono Ne Mohabbat Karli,.
Tabhi To Is Mehfill Me Bhi, Hamaari Tanhaai Chaai Hai,.

___________________________________-Jaanasheen-
Logged
jasbirsingh
Guest
«Reply #14 on: December 01, 2008, 08:28:41 PM »
Nice One Jasbir Ji,.

Mohabbat Karke Kisne Aakhir Khushi Paai Hai,.
Mohabbat Ne Mere Dost, Kayi Dilon Mein Aag Lagaai Hai,.

Mohabbat Ke Ghamand Mein,Chaand Suraaj Se Baghwat Karli,.
Tabhi To Mere Ghar, Mein Har Jagaah Tanhaai Hai,.

Tune Zamaane Se Kyun Dushmani Ki, Uski Khateer "Jasbir,.
Wo Pehle Bhi Teri Kahaan Thi, Ab Bhi Kahaan Aai Hai,.

Khushi Khurbaan Karke, Hum Dono Ne Mohabbat Karli,.
Tabhi To Is Mehfill Me Bhi, Hamaari Tanhaai Chaai Hai,.

___________________________________-Jaanasheen-

ISS MEHFIL MEH HAMARI TANHAYI CHAHI HAI JAHANASHEEN
DONO NEY PYAR MEH THOKAR KHAYI HAI JAHANASHEEN

MITA DI HUM DONO NEY APNI KHUSHI EK SITAM KEY LIYE
KYA PAYA AAKHIR HUMNEY YEH JASBIR ISS SITAM KEY LIYA

DONO HI AAJ TANHA JITEY HAI
EK DUSREY KEY GAM KOH SITEY HAI

JASBIR SINGH
Logged
Pages: [1] 2 3 4 5
Print
Jump to:  

Get Yoindia Updates in Email.

Enter your email address:

Ask any question to expert on eTI community..
Welcome, Guest. Please login or register.
Did you miss your activation email?
January 24, 2025, 01:18:34 PM

Login with username, password and session length
Recent Replies
[January 19, 2025, 05:59:15 PM]

[January 19, 2025, 05:47:49 PM]

[January 10, 2025, 09:46:05 AM]

[January 10, 2025, 09:45:14 AM]

[January 08, 2025, 08:30:59 AM]

[January 08, 2025, 08:29:31 AM]

[January 05, 2025, 08:51:01 AM]

[January 05, 2025, 08:45:11 AM]

[January 05, 2025, 08:44:20 AM]

[January 05, 2025, 08:43:28 AM]
Yoindia Shayariadab Copyright © MGCyber Group All Rights Reserved
Terms of Use| Privacy Policy Powered by PHP MySQL SMF© Simple Machines LLC
Page created in 0.12 seconds with 22 queries.
[x] Join now community of 8509 Real Poets and poetry admirer